What's new

Whatever

wo to piyar se apny bhai wala bacha tha ager tumhary zehen main hi virus hai to main kya karoon :rofl:

bhai wala tha tou thek hai,

bachpan se hi parents ne samjhaya tha koe larka zu mani baaten kare tou khaberdar hoshiyar ho jana :P
 
bhai wala tha tou thek hai,

bachpan se hi parents ne samjhaya tha koe larka zu mani baaten kare tou khaberdar hoshiyar ho jana :P

or dekho ab tum ne mujh jesy buzurg ko larka kaha ye bhi to zulm hai na ?:taz:
 
Pakistan mein rehnay walon-- safray per beth gaye ho iftari kernay-- idher to abhi dur dur tk safray ka namo nishan hi nai hai :cry:-
 
is kay elawa ap ker bhi kia saktay hain ?? :laugh:

bohat kuch kar sakte hain meray bhai

1) Chori chuppay kuch khaa sakte hain

2) Us ke haan roza takreebun 2 ghanton main khul jaye ga shayad aur 2 ghante ki movie dekh le koi bhi - idhar movie khatum aur udhar roza khul gaya

3) Naha le jaa ke - jis se fresh ho jaye ga aur shayad thora paani peenay ka moqa bhi mil jaye =))

4) Agar shaadi shuda hai aur nayi nayi shaadi hoe hai to apni biwi ko samne betha le aur usay dekhta rahay - 2 ghante pal bhar main guzar jayen ge

lolz ---- in main se aik bhi step follow naa karna main to mazaq kar raha thaa hehe
 
haan bhi bhook to nhi lagi na kisi ko ?

nahi nahi - maine khayalon main abhi abhi 5 plates chaat ki, 25 samosay, 50 pakoray aur 2 baalti faluda khaya hai is liye ab better feel kar raha hon
 
Zaki tu yar roza turway ga....:P

chalo bhaiyo idher tou intazar ki ghariyan khatam hoi chahti hain...roza kholnay mien bas 5 min reh gae hain... baki aap sab ko Allah mazeeeeeed saber kernay ki toufeek ata farmaye.................

.


.

.


.

sab bolo AmmmmmeeEEEEeeeEEeeeeennnnnnnnnnnnnnnn.............. :D
 
The Prophet said, "There is a gate in Paradise called Ar-Raiyan, and those who observe fasts will enter through it on the Day of Resurrection and none except them will enter through it. It will be said, 'Where are those who used to observe fasts?' They will get up, and none except them will enter through it. After their entry the gate will be closed and nobody will enter through it." [Sahih Bukhari :: Volume 3, Book 31, Number 120][
 

Pakistan Defence Latest Posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom