What's new

Survey on Caliphate in Pakistan

first of all we are doing it like jo milad mana chahta hai wo zabardasti logon ko force karta hai or jo nahi manana chahta hai wo zabardasti usko markar rok deta hai.
do you ever know about Ijmaa, it is scholarly consensus. means if in a caliphate system a shariah council will decide what we will do and when they took the decision the whole nation will follow and no one will oppose it beacuse unity is the pillar of islam.

Mujhe pata he Ijma kya he, magar kabhi koi Ijma hua he kissi bhi Islami mulk mein keh Eid Milad un Nabi haram he ya halal? Saudi Arab aur Iran aaj kal keh Islami mumalik mein shumar hote hein, kya udhar kabhi kissi qism ka Ijma qaim hua he keh inn cheezon par? Kya Saudi Arab aur Iran keh aik hi mulki qwaneen hein? Kya koi aisa Musalman mulk he jis keh qwaneen doosre Musalman mulkon se milte hon?
 
very true we need to solve our problems and democratic govs will never ever can do it. they just play game with us. khilafat dectatorship or even devil's gov we need to solve our problems.

Imran , I thought you were atheist!

And I see no solution in a khilafa. We need to wake up and make Pakistan stronger instead of dreaming about khilafa!
 
Haqeeqat to yeh he keh inn sab cheezon ka Islam se bahot gehra taaluq he. Islam sirf aik mazhab nahi he Eesaayat ki tarah, Islam zindagi jeene ka tareeqah sikhaata he. Islam aap ki zindagi keh sirf aik pehlu ko mukhatib nahin, Islam ki rehnomai dunya ki sari cheezon par haawi he. Aap Islam ko apni zindagi keh kissi pehlu se alag nahi kar sakte.

kia islam ne is pehlu per(riding car, milad, bashr or noor) koi rehnumai ki hai????????????
Islam ne kuch cheezon per parda bhi dala hai or kaha hai tajasus mai na paro kiun k tum behek jaoge.
agar in sawalon ka jawab jaan na chahte hoto pehle is qabil to bano i mean knowledge and education ko is limit per lejao k tumko tumhara jawab mil jae.
what my understanding of islam is Allah wants some secrets to be revealed in qayamah so dont be too unpatience, you will get your answer after death as we believe in life after death.
 
first of all we are doing it like jo milad mana chahta hai wo zabardasti logon ko force karta hai or jo nahi manana chahta hai wo zabardasti usko markar rok deta hai.

Kaun zabardasti auron ko majbur kar raha keh wo Milad manaain? Mujhe to nazar aa raha he keh jo bhi Milad manata he, uss keh khilaaf qatl-o-ghaarat shuru ho jaati he, kyunke dehshat gardon keh mutabiq Milad manana aik intihai ghair Islami harkat he.
 
Mujhe pata he Ijma kya he, magar kabhi koi Ijma hua he kissi bhi Islami mulk mein keh Eid Milad un Nabi haram he ya halal? Saudi Arab aur Iran aaj kal keh Islami mumalik mein shumar hote hein, kya udhar kabhi kissi qism ka Ijma qaim hua he keh inn cheezon par? Kya Saudi Arab aur Iran keh aik hi mulki qwaneen hein? Kya koi aisa Musalman mulk he jis keh qwaneen doosre Musalman mulkon se milte hon?

who told you they are islamic state????
they are not, they are state of opposing each other and they are in a state of creating disunity.
 
Just a correction. Subcont was divided to make Muslims even more weaker and Pakistan was created to divide muslims even further.
Islam in its true potential was a threat to Britian so they divided and created so many muslim states..
Pakistan staying with india was not a solution at all hell neither it is today.
though you do have some points.

Correction for you. The subcontinent was not "divided". The subcontinent was never united in the first place for it to be "divided". Both Pakistan and india were created in 1947 from british-indian empire. Nice try rulling out the facts to try and get your agenda across.

We didnt wanna live with indians in 1947, and still many indians are not over this today. That so called indian Muslim "mahdi" here, is a great example of a typical indian.

And since when were Muslims ever united in the first place for the British to have "divided" us? Please explian that to me?? Muslims have always been divided due to ethnic nationalism, cultural differences, language differences, ect. Muslims will always be divided in the future due to these issues (like it or not, but it's reality).

Muslim world is just too diverse to be considered "One Ummah", "One Nation", ect.

Your a great example of a typical deluded pan-Islamist.
 
kia islam ne is pehlu per(riding car, milad, bashr or noor) koi rehnumai ki hai????????????
Islam ne kuch cheezon per parda bhi dala hai or kaha hai tajasus mai na paro kiun k tum behek jaoge.
agar in sawalon ka jawab jaan na chahte hoto pehle is qabil to bano i mean knowledge and education ko is limit per lejao k tumko tumhara jawab mil jae.
what my understanding of islam is Allah wants some secrets to be revealed in qayamah so dont be too unpatience, you will get your answer after death as we believe in life after death.

Aap bilkul sahi farma rahe hein keh Allah Taalah ne kuch cheezon ko dhak ke rakha he insaan se. Magar aap mujhe khud hi bataain, kya hamari kissi bhi Shariat Council ne ijma ka intikhab kya he, kya hum mutaffiq soch rakhte hein unn saari cheezon par jin ka Allah taala ne khulum khulaa jawab Quran mein zikr nahi kya, aur jin ke jawab Nabi Peghambar (S) ki ahadith mein nahi pae jaate?
 
Kaun zabardasti auron ko majbur kar raha keh wo Milad manaain? Mujhe to nazar aa raha he keh jo bhi Milad manata he, uss keh khilaaf qatl-o-ghaarat shuru ho jaati he, kyunke dehshat gardon keh mutabiq Milad manana aik intihai ghair Islami harkat he.

its regional war bro, its another game of divide and rule. jo log milad manane walon ko mar rahe hain unka agenda milad na manane walon ko badnaam or terrorist sabit karna hai, reasons they want pakistanis or barelvi maulvis to stand against afghans because all afghans and pushtoons are deobandis through that division of islam.
islam k naam per deobandis or barelvia ko larana hai.
 
who told you they are islamic state????
they are not, they are state of opposing each other and they are in a state of creating disunity.

Unn mulkon ke mutaabiq, udhar khalifa to nahi he jo logon pe hukmurani kare, magar udhar Islami qwaneen/Shariat naafis he logon ki zindagi ke har pehlu mein shaamil he. Udhar Islami Adaalti nizaam bhi qaim he, aur Islamic councils bhi maujood hein.
 
Aap bilkul sahi farma rahe hein keh Allah Taalah ne kuch cheezon ko dhak ke rakha he insaan se. Magar aap mujhe khud hi bataain, kya hamari kissi bhi Shariat Council ne ijma ka intikhab kya he, kya hum mutaffiq soch rakhte hein unn sab cheezein par jin ka Allah taala ne khulum khulaa jawab Quran mein zikr nahi kya, aur jin ke jawab Nabi Peghambar (S) ki ahadith mein nahi pae jaate?

bro it was all written in Ahadiths and prophecized by Prophet of what he is doing currently now.
Aj kal k ulema ko islam se nahi sects se matlab hai,
we are living in a world of choas. be face it and hold it tight(only quran).
 
Unn mulkon ke mutaabiq, udhar khalifa to nahi he jo logon pe hukmurani kare, magar udhar Islami qwaneen/Shariat naafis he logon ki zindagi ke har pehlu par. Udhar Islami Adaalti nizaam bhi qaim he, aur Islamic councils bhi maujood hein.

Islam is a social, political, economical, judicial and religious system. if one is lacking or not there then no islam system will be there as per my knowledge.
these countries lacking most of it...
 
bro it was all written in Ahadiths and prophecized by Prophet of what he is doing currently now.
Aj kal k ulema ko islam se nahi sects se matlab hai,
we are living in a world of choas. be face it and hold it tight(only quran).

Aap sahi keh rahe hein, magar kya tawaqo ki ja sakti he keh log aap ka saath dein ge? Yeh sirf Pakistan ka masla nahin yeh, yeh poori dunya jahan jahan bhi Musalman pae jaate hein, har jaga ye masla bahot sangeen he. Aap ke paas logon ka kahan se saath aae ga?
 
Mein aap hi ki rae rakhta hoon keh sacha Islami nizaam dunya mein kaheen bhi, kissi bhi mulk mein qaim nahin he. Hazaar saal se zyada ho gae hein, aik sacha Islami nizaam dunya mein kaheen dekhne ko nahi mila. Hamare paas 2 billion ke qareeb dunya mein Musalman hein, magar hazaar saal se koi Islami nizaam nahin dekhne ko mila. Kya twaqo ki ja sakti he keh aap aik sacha Islami nizaam Pakistan (ya dunya) mein la sakte hein jiss keh saare Musalman himayati hon? Agar aap ki Khilafat saare Musalman nahin maante ya Qabool karte, aisi khilafat ka ya faeda? Hum logon ko aik Islami Ummah qaim karne ki zaroorat he, hum log mulkon aur firqon mein batte hue hein, aap inn cheezon ko kis tarah khatam karein ge?
 
Aap sahi keh rahe hein, magar kya tawaqo ki ja sakti he keh log aap ka saath dein ge? Yeh sirf Pakistan ka masla nahin yeh, yeh poori dunya jahan jahan bhi Musalman pae jaate hein, har jaga ye masla bahot sangeen he. Aap ke paas logon ka kahan se saath aae ga?

brother mai koi leader to hoon nahi k mere sath koi mange,
hum sub apna individually performance achi rakhen or wait karen time ka, right time ka.
 
Back
Top Bottom