El Sidd
ELITE MEMBER
- Joined
- Apr 5, 2017
- Messages
- 67,597
- Reaction score
- 2
- Country
- Location
Allah ki hikmat ko question karna tou achi baat nahi. Lekin zaroori nahi ke pani ke bulbulay jitni zindagi main hi inn ki pakar ho.
Hamaray liey tou in ki dheel ka period buhat lamba Hai, Allah ke liey 50, 60 ya 100 saal ya even aik laakh saal aik bulbulay ki life jitnay bhi nahi.
Jis din insaan ko apni zindagi ki haqeeqat samajh aajaey tou woh masjid main hi boria bister samait shift hojaey.
Sabir log wohi hotay hain Jin ke liey yeh life kuchh hours se ziada nahi lagti. Unhain maloom hota Hai ke zalim ka zulm kuchh hours par muheet Hai. Mujh jaisay aadmi ke liey kuchh hours ka sabar bhi sadion ke barabar lagta Hai. Issi liey main besabra aur nashukra hun. Waliullah sabar aur shukar walay hotay hain.
Ye rahbaaniyat ka dars hai jo islam kay shadeed manafi hai.
Isse to ab na phelaye.
Just one question.. Why was monitoring judge..appointed? Wasnt it his duty to ensure tht weakness in laws/ proceedings isnt exploited ...and tht these trials end within specific time period? If he cant even ensure tht trial is completed within six months.....why was monitoring judge..even appointed? Koi iss sawaal ka jaawb de dey mujhe..tu shayad kuch sukoon aajaye..
Monitoring judge was to ensure that SC remains relevant to the public eye.
Qanooni hasiyat monitoring judge ki clerk se ziada nahi nab cases me.