What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

Me ek haftay se rutt lagaya hon nro hogaya.

Khair.

Election reforms kay beghair election bhi hojaega? Ye to SOPs me hai for the state under NAPTA.

@Realistic Change phir wo raheel and 3 yr government ki baat theek hai? Wese abhi 2 saal hue to nahi hain ya hogaye?

There’s another very likely possibility - will see!

Justice Javed Iqbal has been finalised as Chairman NAB...inki kaisi reputation hai? Kisi ko kuch pata hai? @PakSword @Realistic Change @The Accountant @Guvera @Shane

Justice (r) Javed Iqbal suits both PPP and PML hence move via PPP.

Very weak personality, bows to pressure easily, he headed Missing Persons bench, and......was the first judge to ditch Lawyers' Movement and take a Govt job.

But to be fair were you or any sane mind expecting an upright person’s appointment as NAB head?!?!?!?!? - when forecasting / predicting the next possible step by alliance of PPP & PMLN - expect Aftab Sultan - whatever you get above him - consider it as a bonus!

He headed the abbotabad commission after OBL raid, the rest as we all know is history.............

Well .....that was THE trickiest bench ;) to head.

And some trivia fun fact re J (R) Javed Iqbal:

He contested 70 election against ZA Bhutto from Lahore III, and after elections Yahya Khan appointed him ad hoc judge of LHC. 1 ;)
 
Justice (r) Javed Iqbal suits both PPP and PML hence move via PPP.

Very weak personality, bows to pressure easily, he headed Missing Persons bench, and......was the first judge to ditch Lawyers' Movement and take a Govt job.

Well! there is another way to look at it (the weak personality issue).

If he is "weak" then very likely to bow to the pressure from "any side" that is "more" strong at a given moment in time.
 
There’s another very likely possibility - will see!

Justice (r) Javed Iqbal suits both PPP and PML hence move via PPP.

Very weak personality, bows to pressure easily, he headed Missing Persons bench, and......was the first judge to ditch Lawyers' Movement and take a Govt job.

But to be fair were you or any sane mind expecting an upright person’s appointment as NAB head?!?!?!?!? - when forecasting / predicting the next possible step by alliance of PPP & PMLN - expect Aftab Sultan - whatever you get above him - consider it as a bonus!

Well .....that was THE trickiest bench ;) to head.

And some trivia fun fact re J (R) Javed Iqbal:

He contested 70 election against ZA Bhutto from Lahore III, and after elections Yahya Khan appointed him ad hoc judge of LHC. 1 ;)

Lets forget abt NAB cases against sharif family..once and for all... With this new chairman NAB..we can say good bye to these cases...

Only hope regarding these cases was monitoring judge..but he has ditched us too....so no hope left... NRO everywhere
 
Sharif family ko bahir bhejnay ka tou yahan kafi arsa pehlay hi inkishaaf hogaya Tha. Yeh kon si new baat Hai. Abb Jo available Hai uss main acha talaash karain.

After 60 days, PMLN will say that timeline given by SC is over and Shareef family is being dragged in NAB for no reason.

Waisay ns ki family ko bahir bhejnay ka tou pakka hogaya Hai. NS PM nahi ban sakta, aur na hi Maryam, period.

Jab jab yeh aaeingay, cases tez hojaringay. Abhi aahista aahista is process main tezi aayegi. Phir aik waqt aayega jab NS aur uss ki family insaaf ki saari hope lose karjaeingay. Aur Pakistan se cooch kar jaeingay.

Agar koi yeh samajhta Hai ke Pakistan main NS ya Maryam ko jail bheja jaega, tou woh ahmaqon ki jannat main rehta Hai. Koi chakkar hi nahi. Agar Raheel Shareef bhi hotay, tou yehi sab kuch hota.

Pehlay mujhay ummeed thi ke shayad paisay wapis aaeingay, lekin abb woh bhi mushkil lagta Hai. The moment references are separated for the NS and his family members, foreign national ki daulat ko wapis Lana taqreeban na mumkin hojaega. Paisa Sara Hassan Hussain aur Maryam ke naam hai. Hassan aur Hussain ke tou shayad Pakistani passports hi nahi hain. Tou ns ka case uss ke baiton ki jaidadon ke liey koi khatra nahi.

NS aakhri koshish kar raha Hai ke Pakistani siyasat main kisi tarah inn rahay. Agar yeh koshish fail hogaee, tou shahbaz shareef zindabad :lolz:
 
Lol....

Hum insaf ki talab rakhen to ahmaq huey.
Aap NRO ko legitimise karen to tajziyagar.

To establishment Imran ko istemal kr rahi hai to PMLN Ka narrative sahi hua yaani.

Phir ye wapis power me bhi aenge.
 
NS PM nahi ban sakta, aur na hi Maryam, period.

Ye bhi aap ki khushfehmi hai... NS tu waqayi PM nahi ban sakta.. Woh disqualify hochuka hai.. Maryam zuroor banay gi... Aap dekh lejye ga.. 2018 main agar na ban saki tu 2023 main zuroor..
 
Sharif family ko bahir bhejnay ka tou yahan kafi arsa pehlay hi inkishaaf hogaya Tha. Yeh kon si new baat Hai. Abb Jo available Hai uss main acha talaash karain.

After 60 days, PMLN will say that timeline given by SC is over and Shareef family is being dragged in NAB for no reason.

Waisay ns ki family ko bahir bhejnay ka tou pakka hogaya Hai. NS PM nahi ban sakta, aur na hi Maryam, period.

Jab jab yeh aaeingay, cases tez hojaringay. Abhi aahista aahista is process main tezi aayegi. Phir aik waqt aayega jab NS aur uss ki family insaaf ki saari hope lose karjaeingay. Aur Pakistan se cooch kar jaeingay.

Agar koi yeh samajhta Hai ke Pakistan main NS ya Maryam ko jail bheja jaega, tou woh ahmaqon ki jannat main rehta Hai. Koi chakkar hi nahi. Agar Raheel Shareef bhi hotay, tou yehi sab kuch hota.

Pehlay mujhay ummeed thi ke shayad paisay wapis aaeingay, lekin abb woh bhi mushkil lagta Hai. The moment references are separated for the NS and his family members, foreign national ki daulat ko wapis Lana taqreeban na mumkin hojaega. Paisa Sara Hassan Hussain aur Maryam ke naam hai. Hassan aur Hussain ke tou shayad Pakistani passports hi nahi hain. Tou ns ka case uss ke baiton ki jaidadon ke liey koi khatra nahi.

NS aakhri koshish kar raha Hai ke Pakistani siyasat main kisi tarah inn rahay. Agar yeh koshish fail hogaee, tou shahbaz shareef zindabad :lolz:

Abb saari umeedein khatam ho chuki hain.. Sirf ek duaa hi karsaktay hain ke jis tarah panama case ke dauran..sharif family ne jo kuch plan kiya..woh unke against gaya..inki saari chaalakiyan nakaam hogayeen..chahy qatri khat ho ya JIT ke dauran...jo JIT members ko controversial banaa banaa kar apnay haqq main faisla lena chahtay tha..woh nakaam hogaya.. Sirf duaa hi karsaktay hain ke iss baar bhi aisa koi moajza hojayee.. Allah hi inhein ab pakar sakta hai..warna asaar tu koi nahi hain...

Lekin ab tak tu panama case ke baad se jo horaha hai..ab tu lagta hai ke shayad Allah bhi inn ka ya inki qismat ka saath de raha hai.. Jaisa yeh chah rahay hain...waisa horaha hai... Shayad Allah bhi inhein bachaana chah raha hai??? Pata nahi... Shayad hum hi ghalat aur yeh log sahi hain??? Warna jitnay chances Allah ne in ko aaj tak history main diye hain..aur inki qismat ka saath diya hai..Pak ki history main kisi ko nahi diya shayad... Zara si der ke liye mushkil aati hai..inn par..aur phir lambi asaanian.. Pata nahi.. Allah inka itna saath kiun deta hai? Jab ke ye chor, jhootay, ghaddar..sab hi kuch hain...

Pata nahi..main kia bol rahi hun? Mujhe nahi pata.. Lekin kaash mujhe mere sawaaloun ka jawab mil jaye..
 
Ye bhi aap ki khushfehmi hai... NS tu waqayi PM nahi ban sakta.. Woh disqualify hochuka hai.. Maryam zuroor banay gi... Aap dekh lejye ga.. 2018 main agar na ban saki tu 2023 main zuroor..

Koi chakkar hi nahi.

Chalain agar hum yahan 2023 Tak member rahay aur zinda rahay tou phir discuss karaingay.

Maryam ka siyasi career khatam shud.

Maryam aur safdar ki kahani main abb tou yeh wali ending ayee Hai... "And the lived happily ever after,...... In London".

Aap kyun safdar ki khushion pe pani ka chirkao karna chahti hain?
 
@bold :lol::lol::lol:

Humari aur aap ki kahani khatam shud hojayegi..inki nahi..
 
Mukarrar mukarrar

Sir khatre ki ghanti se pehle btadiya tha nro hogaya.

Ab nazariya e zarorat ki taraf ja rahe hain hum.

There are double digits billion dollars at stake for Nawaz alone. Jab tak bairul kaahil ka safed haathi yaha ha politics irrelevant hai in Pakistan.

NAPTA per amaldaramad before election zarori hai. Election and caretaker government setup challenge hojaega.

Malookiat ek haadsay ki nazar hojaegi. Jald
 
@PakSword - I agree with you, we (in Pakistan) live in utopia; believing the Godfather to be under the law fully knowing that anyone under or below the same Godfather had never been under the writ of the law. It's naiveness unlimited or what - don't know; but that's how we are conditioned.

Btw., there is NO National Reconciliation Order; and I am not sure what are referring as NRO......like what are salient points that we are alluding to for that "supposed" NRO? ....Like let Nawaz go to London, for what in exchange, to let systems get strengthened through SCP and PA? There are things that are happening ...yes. But to paint it with the same brush as Musharraf times NRO is bizarre to say the least. Conditions were different and we can discuss those threadbare....but almost none except one condition is still similar.....but lets not go there as it's not apples to apples comparison.

NRO happens when other side has something to offer; at this point in time; Nawaz is not in a position to "offer" anything; he is no ZAB, who has personal relations with Kings or Kingmakers around the globe; nor has capacity to create such a scenario where he can lead the Islamic Summit types on his own. He is a lucky pygmy at best; with "Expired" written on in caps at his packaging.

In order to understand the situation; we need to comprehend the factual ground realities; there has been no magic ever happened in Pakistan; nor anywhere in the world; nor it will happen. Period!

Powerful exploit weaknesses in applied laws - and it's not stopping anytime soon - be it west or east, north or south.
 
@PakSword - I agree with you, we (in Pakistan) live in utopia; believing the Godfather to be under the law fully knowing that anyone under or below the same Godfather had never been under the writ of the law. It's naiveness unlimited or what - don't know; but that's how we are conditioned.

Btw., there is NRO; NRO happens when other side has something to offer; at this point in time; Nawaz is not in a position to "offer" anything; he is no ZAB, who has personal relations with Kings or Kingmakers around the globe; nor has capacity to create such a scenario where he can lead the Islamic Summit types on his own. He is a lucky pygmy at best; with "Expired" written on in caps at his packaging.

In order to understand the situation; we need to comprehend the factual ground realities; there has been no magic ever happened in Pakistan; nor anywhere in the world; nor it will happen. Period!

Powerful exploit weaknesses in applied laws - and it's not stopping anytime soon - be it west or east, north or south.

You should probably change your name here then....

Status quo if succeeds. It needs a tragedy.

Question is after the tragedy who will benefit?
 
Abb saari umeedein khatam ho chuki hain.. Sirf ek duaa hi karsaktay hain ke jis tarah panama case ke dauran..sharif family ne jo kuch plan kiya..woh unke against gaya..inki saari chaalakiyan nakaam hogayeen..chahy qatri khat ho ya JIT ke dauran...jo JIT members ko controversial banaa banaa kar apnay haqq main faisla lena chahtay tha..woh nakaam hogaya.. Sirf duaa hi karsaktay hain ke iss baar bhi aisa koi moajza hojayee.. Allah hi inhein ab pakar sakta hai..warna asaar tu koi nahi hain...

Lekin ab tak tu panama case ke baad se jo horaha hai..ab tu lagta hai ke shayad Allah bhi inn ka ya inki qismat ka saath de raha hai.. Jaisa yeh chah rahay hain...waisa horaha hai... Shayad Allah bhi inhein bachaana chah raha hai??? Pata nahi... Shayad hum hi ghalat aur yeh log sahi hain??? Warna jitnay chances Allah ne in ko aaj tak history main diye hain..aur inki qismat ka saath diya hai..Pak ki history main kisi ko nahi diya shayad... Zara si der ke liye mushkil aati hai..inn par..aur phir lambi asaanian.. Pata nahi.. Allah inka itna saath kiun deta hai? Jab ke ye chor, jhootay, ghaddar..sab hi kuch hain...

Pata nahi..main kia bol rahi hun? Mujhe nahi pata.. Lekin kaash mujhe mere sawaaloun ka jawab mil jaye..

Allah ki hikmat ko question karna tou achi baat nahi. Lekin zaroori nahi ke pani ke bulbulay jitni zindagi main hi inn ki pakar ho.

Hamaray liey tou in ki dheel ka period buhat lamba Hai, Allah ke liey 50, 60 ya 100 saal ya even aik laakh saal aik bulbulay ki life jitnay bhi nahi.

Jis din insaan ko apni zindagi ki haqeeqat samajh aajaey tou woh masjid main hi boria bister samait shift hojaey.

Sabir log wohi hotay hain Jin ke liey yeh life kuchh hours se ziada nahi lagti. Unhain maloom hota Hai ke zalim ka zulm kuchh hours par muheet Hai. Mujh jaisay aadmi ke liey kuchh hours ka sabar bhi sadion ke barabar lagta Hai. Issi liey main besabra aur nashukra hun. Waliullah sabar aur shukar walay hotay hain.
 
Powerful exploit weaknesses in applied laws - and it's not stopping anytime soon - be it west or east, north or south.

Just one question.. Why was monitoring judge..appointed? Wasnt it his duty to ensure tht weakness in laws/ proceedings isnt exploited ...and tht these trials end within specific time period? If he cant even ensure tht trial is completed within six months.....why was monitoring judge..even appointed? Koi iss sawaal ka jaawb de dey mujhe..tu shayad kuch sukoon aajaye..
 
Latest posts

Back
Top Bottom