Imran Khan
PDF VETERAN

- Joined
- Oct 18, 2007
- Messages
- 68,810
- Reaction score
- 5
- Country
- Location
ramzan aya hai na


chalo main juma ko makkah jata hoon jis jis ne dua karani hai dua likh ke sath 10$ ke sath jama karao.

Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
waah train bhai wo rog zig zag hai train kya khak bany gee wahaan main ne drive ki hai 5sec road se nazer hati to innalillah
or sarak ke bazo main patriot missile hai kisi din sochtaa tha is ko agwa ker ke pakistan le gaoon to kya acha ho.lol
mughy yubu jeddah highway ye dammam riyadh high way hut passand hai phly kabhi jab dammam main tha tab jubail bhi jata tha.road per harpoon missile lagy hai wahaan![]()
yaar main Saudi Arabia rehta thor'ee hon. Khayr yahan gaya thaa thori dair ke liye hi. Hajj ka season thaa is liye bohat log thay aur Haram Shareef ke paas log aik dosre ko dhakkay maar rahay hotay hain aur mujhe woh sab passand nahi. Is liye koshish zaror ki lakin phir bahar nikal aaya.
Hajr-e-Aswat meray samne thaa, main dekh bhi raha thaa aur agar kisi ko halka sa push karta to choom sakta thaa lakin Allah samagh lo mera imtehaan le raha thaa, ke ya to logon ko main bhi dhakka maron aur choom lon ya bahar aa jaon aur maine decide kiya ke dhakka marne ka kya faida is liye wahan se bhi bahar aa gaya - halanke haram ko touch kar raha thaa aur is ke bilkul paas thaa
Main samaghta hon ke agar door se bhi choomne main utna hi sawab hai to phir andar jaa kar kya karna hai. Allah to sab dekh raha hai aur agar aap ki is harkat se kisi ko takleef pohanchay to us se acha hai ke aap bahar aa jao. Insaano ki qadar pehle karni chahiye naa ke eent pathar ki
mein apna kam khud karta hon....Gun merre pass bhe hae.
Kon sae hae app ke pas?
ramzan aya hai nasab ghalat dhandhy band ho gai hai
chalo main juma ko makkah jata hoon jis jis ne dua karani hai dua likh ke sath 10$ ke sath jama karao.![]()
matlub patriot aur harpoon missile ki dummies lagi hoe hai
asli to i think Saudis ke paas nahi hon ge![]()
na na main aik bar gya tha haj ke din haram main parindy thy bus hajer aswad per 3 ya 4 log thy araam se gunah maf kra aya. haj ke dinoo main jab sab mina arafat main hoty hai umrah jaiz nhi haram main 20 ya 30 log bhi nhi hoty try it.![]()
i know, lakin tab main hajj par thaa na yaar? hajj karna thaa
tab to nahi jaa sakta haram ke andar
aur agar tum Hajj walay roz gaye thay wahan to hajj hi kar letay![]()
hajj main ne akber kiya tha 2006 main shayed per us din main on job tha wahaam company ke liye hajj ke liye nhi.
oh oh ok, samagh gaya
hmmm is waja se
ok yaar i will be back in few minutes
bye for 10-15 minutes
than zaki bro hum tou whatever per bor ho jayegen
wo japan nhi gya abhi ata hai![]()
Joke of the day
@huda
i am back huda jee![]()
Joke of the day
@huda
i am back huda jee![]()