What's new

Whatever

helo huda jee ramzan mubarak. abhi se sar paker ker beth gai abhi to aik bhi roza nhi rakha.
 
sirf jeddah or alkhuber main baki saudi bhut shap hai. bach ke rehna or haan makkah madinah bhi soft hai per alqssim afghanistan jesa hai no cigrate no dish no any thing.:D

Nai yaar, agar main aaya rahne ko to Friday ko Makkah, Saturday ko Madina aur Sunday ko Jeddah beaches :D :rofl:

Phir se Friday ko saray gunah maaf karwane Makkah, Saturday ko paak saaf ho ke Madina aur sunday ko Jeddah beach :rofl:

mujhe alqssim janay ki zarorat hi nahi paray gi :P
haan ta'eef, riyad aur aik do aur shehron main chakkar lag jaye to aur baat hai.
 
ramadan09.jpg
 
main ne sab ghoomy hai maza sirf jeddah main hai mini dubai kehty hai hum is ko.wesy her sher ke apny mazy hai riyadh se mughy nafrat hai 6 month main mughy aik din arram nhi mila traic hai jo kabhi khatam nhi hoti.:frown:

taif jana jaan azab dalna hai very dangrus road
alkhuber moderen jaga hai dammam bhi acha hai
makkah madina tum ne dekha hai kesa hai.
 
Makkah Madina ki to apni hi baat hai, bohat aala hai
Taif us ke paas hi hai aur road agar mushkil hai to train se chala jaon ga :lol: ab to train bhi ban rahi hai naa? waise taif main meray rishtedaar bhi hain :D

aur dammam ka naam bohat suna hai gaya nahi - agar lambay tour per aaya to 1,2 city zaror dekhon ga inshallah

aur riyadh bara shehar hai jeddah ki tara is liye i can understand :D
 
waah train bhai wo rog zig zag hai train kya khak bany gee wahaan main ne drive ki hai 5sec road se nazer hati to innalillah:lol:
or sarak ke bazo main patriot missile hai kisi din sochtaa tha is ko agwa ker ke pakistan le gaoon to kya acha ho.lol

mughy yubu jeddah highway ye dammam riyadh high way hut passand hai phly kabhi jab dammam main tha tab jubail bhi jata tha.road per harpoon missile lagy hai wahaan:P
 
zaki you go here for who many minutes? i feel there is no place like this door.:) acha ap juma ko jaty hai :bounce:

yaar main Saudi Arabia rehta thor'ee hon. Khayr yahan gaya thaa thori dair ke liye hi. Hajj ka season thaa is liye bohat log thay aur Haram Shareef ke paas log aik dosre ko dhakkay maar rahay hotay hain aur mujhe woh sab passand nahi. Is liye koshish zaror ki lakin phir bahar nikal aaya.

Hajr-e-Aswat meray samne thaa, main dekh bhi raha thaa aur agar kisi ko halka sa push karta to choom sakta thaa lakin Allah samagh lo mera imtehaan le raha thaa, ke ya to logon ko main bhi dhakka maron aur choom lon ya bahar aa jaon aur maine decide kiya ke dhakka marne ka kya faida is liye wahan se bhi bahar aa gaya - halanke haram ko touch kar raha thaa aur is ke bilkul paas thaa

Main samaghta hon ke agar door se bhi choomne main utna hi sawab hai to phir andar jaa kar kya karna hai. Allah to sab dekh raha hai aur agar aap ki is harkat se kisi ko takleef pohanchay to us se acha hai ke aap bahar aa jao. Insaano ki qadar pehle karni chahiye naa ke eent pathar ki
 
Back
Top Bottom