What's new

Whatever

I am also a dead guy from inside why can't I be PM?

maybe You are in Zombie parallel universe.

even there I would advise You the same lol

dont mess with Muslims.
dont break natures law.

You can be Hasina of Zombie universe
 
Bhai ham to staunch constitutionalist hain, rayasat se takraen anarchist aur maulvi
baat faqeeri ki ho rahi thi khair

ye peeri faqeeri bhare payt logon ka shauq hai janaab.

cultural hai. uski gunjaish maujood hai. bas dekh len Dobara deen i Ilahi na banane lagen
 
Barr e Sagheer Pak o Hind mein Islam Khanqahi Nizam k zariyay hi phaila hai, yah tareekh hai hamari
magar kai laug jo Jog aur Faqr k farq ko na samajh pay, gumrah hoyay
 
ab Iski daleel dhondne kay liye kaha jakar Teer chalayenge kay Kon gumrah hua aur kaun rah dikhane wala hua.

apki baat durust zaror kay Islam ne yahan baste riwayat or tor tareeqay me asaani payi.

islami ryasat ka Laken is khitte me musalman 1947 se pehle nahi karsake. Allah ne Pakistan ko ye fazeelat di baaqi mulkon pe.

Laken dharam ka dhandha is khitte me Islam se kafi purana hai.
 
Jahan daleel khatam hoti hai, wahan se 'karamat' shoru hoti hai ... Yeh Ishq k muamlay hain mian, is mein daleel nahi hoti...

Islami Riyasat pe to khair ham behas kertay hi rehtay hain, usay rehnay dijiyay

Yah baat darust hai apki k deen faroshi ka pesha utna hi purana hai jitna k deen khud, chahy is khittay mein chahay kisi aur khittay mein
 
janaab aap gol ghomti duniya me gol ghoom rahe hain. isse zyada aur me ab Kia kahon
 
Yeh Ishq k muamlay hain mian, is mein daleel nahi hoti...

Wah wah wah

Baat jo bhi ho rahi Yeh line achy h Kis Ke h? :p

ye peeri faqeeri bhare payt logon ka shauq hai janaab.

cultural hai. uski gunjaish maujood hai. bas dekh len Dobara deen i Ilahi na banane lagen

What exactly is “Peeri faqeeri”?
 
Jahan daleel khatam hoti hai, wahan se 'karamat' shoru hoti hai ... Yeh Ishq k muamlay hain mian, is mein daleel nahi hoti...

Islami Riyasat pe to khair ham behas kertay hi rehtay hain, usay rehnay dijiyay

Yah baat darust hai apki k deen faroshi ka pesha utna hi purana hai jitna k deen khud, chahy is khittay mein chahay kisi aur khittay mein
Have u read works of Rumi ?
 
There's no ambiguity about the status of The Blessed Parents of Prophet
SAWW being Momin in Quran.

That "Hadeeth" was concocted by the victims of Badar and Ohad.

@The Sandman

Mayray pyary pyary meethay meethay Islami bahio ........... use your own brains ....... the name of Messenger's father was Abdallah ..... His mother Aminah's father name was Wahab. You don't have to explore volumes of traditions or remain in a chilla to understand what these names mean and what they stand for.
 
Inqilabi musalmano ko kon smjhay? Dil zakhmi kr dia - - - - - -.
 
Latest posts

Back
Top Bottom