What's new

Whatever

747.gif

sub'hanallah. bookmarked your post.. didn't quite get the last verse... would appreciate if you could elaborate a bit! :-)
 
. . . . . . . . . .
Do chiriyo ki prem kahani

ek din female chiriya ne bola ki muje

chorker kahi tum ur to nahi jaoge

mail chiriya boli ur jaunga to tum

pakar lena

female chiriya boli me tumhe

pakar sakti hu par fir pa nahi sakti

male chiriya ki ankhon me anshu

agaye or usne apne pankh tor diye or

bola ab ham hamesha sath rahenge

ek din zor se tufan ane wala tha

to female chiriya urne lagi

tabhi male chiriya ne kaha tum ur jao

me nahi ur sakta

female chiriya boli apna khyal rakhna

kehkar ur gayi

jab tufan thama to female chiriya

wapas us per par aai to

dekha ki male chiriya mar chuki thi

or ek dali per likha tha

kash ek bar to kehti ki me

tumhe nahi chor sakti

to shayad me tufan ane se pehle nahi marta

moral : love exist till the circumstances

are good

otherwise nobody cares
 
.
Salaam


I couldnt come as my grandfather was ill. Dengi fever :angry::angry:


But now its Ok. He is back home today :)



Aur tum logon ki energy kiya loadsheeding khatam karney gaye hoye hai???? Mien to 2100 pages ki umeed kar raha tha :angry:
 
.
Do chiriyo ki prem kahani

ek din female chiriya ne bola ki muje

chorker kahi tum ur to nahi jaoge

mail chiriya boli ur jaunga to tum

pakar lena

female chiriya boli me tumhe

pakar sakti hu par fir pa nahi sakti

male chiriya ki ankhon me anshu

agaye or usne apne pankh tor diye or

bola ab ham hamesha sath rahenge

ek din zor se tufan ane wala tha

to female chiriya urne lagi

tabhi male chiriya ne kaha tum ur jao

me nahi ur sakta

female chiriya boli apna khyal rakhna

kehkar ur gayi

jab tufan thama to female chiriya

wapas us per par aai to

dekha ki male chiriya mar chuki thi

or ek dali per likha tha

kash ek bar to kehti ki me

tumhe nahi chor sakti

to shayad me tufan ane se pehle nahi marta

moral : love exist till the circumstances

are good

otherwise nobody cares

Ye females hoti hi aisi hai:angry:
 
. . .
Back
Top Bottom