Farah Sohail
SENIOR MEMBER
- Joined
- Mar 2, 2012
- Messages
- 7,228
- Reaction score
- 4
- Country
- Location
Aap iss para ko letter and spirit main parh rahi hain.. nahi parhain.. yeh mazak samajh kar bhool jaein..
Waisay oversee ka matlab halki phulki nazar rakhna hota hai aaj kal ke judges ki nazar main.. woh rakh rahay hain SC ke mutabiq jis main agar koi 50% garbar kar ke reference banaey tou registrar uss ko dekh kar kahay ke iss main siqam hai... aur uss ke baad doosray reference main 45% garbar ho tou accept karlay.. iss se yeh bhi lagega hum bewaqoof awam ko ke monitoring horahi hai.. aur SC ka registrar apna kaam poora kar raha hai..
Wah kia kehnay..
Mujhe iss waqt shadeed ghussa aaraha hai.. Bewaqoof samajh rakha hai..kia judges ne..sab ko..
Pehle tu sharif family par contempt lagni chahye thee... Wh nahi lagi.
Itnay din se rona daal rakha hai ke sab ko lagg raha hai ke jaisy waqayi inn ke saath bhtt ziadti hogayi hai.laur ye mazloom hain.. Ye bhool agye ke kitnay arbon kharbon ki corruption ki hai..
Aur ab judges tasalli de rahay hain ke fikr na karein.. Fair trial milay ga.. JIT ki tareef ka ye matlab nahi..woh matlab nahi.. Monitoring judge kuch khaas nahi karay ga..
Aur hum mazeed bhi kuch nahi likhein ge review verdict main ..ke huqooq mutasir na hon
Jitna max relief mil sakta hai..inhein milay ga.. Wh bhi itnay din.. SC ko bura bhala kehnay ke baad