What's new

Pakistani corner

issay aib dhoondna nahi, haqeeqat pasandi kehtay hain.

haqeeqat pasandi yahi daleel deti hai kay apko Pakistan ki zarorat beshak hosakti hai per Pakistan ko apki nahi.

ye yuk tarfa mamla ishq jesa lagta hai
roothay bethen hain saqi jaam se
 
haqeeqat pasandi yahi daleel deti hai kay apko Pakistan ki zarorat beshak hosakti hai per Pakistan ko apki nahi.

ye yuk tarfa mamla ishq jesa lagta hai
roothay bethen hain saqi jaam se
durust farmaya Pakistan ko meray jaisay kisi lallu panju ki zaroorat nahi....

Jin ki Pakistan ko Zaroorat hoti hai Allah us kay asbaab khud bana deta hai....
 
durust farmaya Pakistan ko meray jaisay kisi lallu panju ki zaroorat nahi....

Jin ki Pakistan ko Zaroorat hoti hai Allah us kay asbaab khud bana deta hai....

Koi cheez beghair sabab duniya me maujood nahi.

aap humse kamtar ho nahi sakte ye ho nahi sakta.
shamma se parwane mil jayen ye ho nahi sakta
 
3752e55f67f1d3b2bf2e08d054fdef74.jpg


I am not against chaddar on qabar but point is priorities...

^^ kis ka shair hai yah bhai?


Yehi Sheikh-e-Haram Hai Jo Chura Kar Baich Khata Hai
Galeem-e-Bu Zar, -o-Dalaq-e-Awais, -o-Chadar-e-Zahra
(Bal e Jibril)
 
Thuraya ka mobile hi la do kahin se :P its sat based
Hahaha do they deliver at home ?:p:
btw we got sat Internet at our work place and it's working really nice
 
Back
Top Bottom