What's new

Pakistani corner

Ye kaam krne ka apna maza tha i used to stand at the end in the line during assembly so aage wale ke kaan mein full awaz mein "Qoum mulk saltanat" :rofl:

Kitnay mazay Ke din thay. Wase Sirf 1 bar try Ke thi assembly bunk karne Ke pakari gai this :( :D

Wase I used to be the one who leads the assembly ;D

Edited.

serious mir taqi mir ki ashqi ka ghum ya ghalib ki sharab keh kisay he parahye hain!

Hum ne wo bhi sahy nahi parhaye. I have huge interest in Urdu literature and honestly I have fallen in love with Urdu all over again.
But unfortunately, we haven’t appreciated our language and literature enough. Ghalib and Mir were not limited to one genre only. Liken Hume parhaya he yehi gaya hai.

Chalo yeh Choro hum ne Jalib Ke kon se qadar Ke hai jo hai bhi recent times ka?
 
Wase I used to be the one who leads the assembly ;D
Hamare school mein to height ke hisab se khara krte the shorter one;s at the front lambe qad wale at the back me and one of my (best pata ni kaha gya :/ ) friend were almost at the same height so we used to change positions everyday and hamesha full volume mein agle ke kaan mein qoumi tarana aur end mein sbse halki awaz mein "sayiah khudae zul jalal" :lol:
Kitnay mazay Ke din thay
BHT yr bht
Wase Sirf 1 bar try Ke thi assembly bunk karne
Never tried it was too scared of teachers phr when we got a bit older to class teacher ki respect ki wajha se ni bunk ki kbhi cuz they used to blackmail us "ke dekho ap logo ki wajha se mjhe sharmindgi hui" haha

bunk karne Ke pakari gai this :( :D
:lol::lol:
 
Kitnay mazay Ke din thay. Wase Sirf 1 bar try Ke thi assembly bunk karne Ke pakari gai this :( :D

Wase I used to be the one who leads the assembly ;D

Edited.



Hum ne wo bhi sahy nahi parhaye. I have huge interest in Urdu literature and honestly I have fallen in love with Urdu all over again.
But unfortunately, we haven’t appreciated our language and literature enough. Ghalib and Mir were not limited to one genre only. Liken Hume parhaya he yehi gaya hai.

Chalo yeh Choro hum ne Jalib Ke kon se qadar Ke hai jo hai bhi recent times ka?
urdu bhut mushkil hai!!

ajj keh waqt may "maqaw e qalb" type urdu kesay samjhe aye ge kissi ko!

but i blame our education system hamai angreezi peh laga dia aur ab angrezi bolnay walla educated samjha jaata hai urdu walla jahil! jab keh urdu should be our pride!
 
Hamare school mein to height ke hisab se khara krte the shorter one;s at the front lambe qad wale at the back me and one of my (best pata ni kaha gya :/ ) friend were almost at the same height so we used to change positions everyday and hamesha full volume mein agle ke kaan mein qoumi tarana aur end mein sbse halki awaz mein "sayiah khudae zul jalal" :lol:

BHT yr bht

Never tried it was too scared of teachers phr when we got a bit older to class teacher ki respect ki wajha se ni bunk ki kbhi cuz they used to blackmail us "ke dekho ap logo ki wajha se mjhe sharmindgi hui" haha


:lol::lol:

Those danday teachers had right on their desks :D :D :D

urdu bhut mushkil hai!!

ajj keh waqt may "maqaw e qalb" type urdu kesay samjhe aye ge kissi ko!

but i blame our education system hamai angreezi peh laga dia aur ab angrezi bolnay walla educated samjha jaata hai urdu walla jahil! jab keh urdu should be our pride!

Wohi to eduction system ka satya nas hua hai. Urdu isn’t hard problem is we never stressed on it. Landay Ke angrij banana tha.

Qarshi ka Arq e NAB plus malaithi


Me?The Naat and Qirat guy

What dont look at me like that :-//

@The Sandman wait what did I just read :D
 
Since we start watching others, correcting them and issuing fatwas everything gone down the drain. we need to look at and into ourselves first and foremost and then only corrective action will start. we are doing exacly what our enemy wants us to do.

as sson as I saw The Tarana. I remembered this, I dont know why, may be a reminder....Moula khush rakhay.. sab ko



jawab arz kiya hai, abhi abhi aamad hi hai fil badeh.....
Roz martay hain aur roz jeetay hai hum majnoon
Maqsad hai is sab ka kiya, kabhi aashkar nahi hota
 
Those danday teachers had right on their desks :D :D :D



Wohi to eduction system ka satya nas hua hai. Urdu isn’t hard problem is we never stressed on it. Landay Ke angrij banana tha.



@The Sandman wait what did I just read :D
dunai may mulk awaam keh liye hotay hain hain hamara mulk elites keh liye! every country has elites and they have a certain life style they have their schools they follow a different culture fine but hamaray yahan awaam peh ya culture thoob dia gaya govt school ko tabha kar keh pvt schools ka mafia banna dia gaya aur parents ko is chakar may laga dia keh bacha pvt school may purhay ga angreezi bolay ga tab he zindagi may kamyab hoga aur bas khaday ki turhan poori qoum na apni jaama ponji is gorak dhanday may laga di ab na hum urdu keh hain na angrezi keh! majority urdu bolti hai RnD angrezi may hoti hai aur aik major portion of public ko hum na development ki cycle say out kardia aur unko khotay ki turhan use kia aur jo population hamata asset honi chayeh thi jahalat ki wajha say liability ban gaye!!

ya kallay angrez jo angrez culture ko apna bhagwan samjhtay hain aur apnay app ko alim fazil well learned samjhtay hain us na gooray ki history say aik basic lesson nai seekha keh us na bhi baghdad ki arabic research ko apni local native language may trnaslate tar keh public ko dia keh purho samjho research karo aur innovate karo! hamaray is kallay angrez na translate katnay li jagah angrezi ko awaam keh gallay may dal dia purho lakin samjho nai hum tumhai ghulam banna keh samjhey gay! freaking bastards!
 

Latest posts

Back
Top Bottom