What's new

Pakistani corner

. . . . .
jawab arz kiya hai, abhi abhi aamad hi hai fil badeh.....
Roz martay hain aur roz jeetay hai hum majnoon
Maqsad hai is sab ka kiya, kabhi aashkar nahi hota

Zamana Aya Hai Behijabi Ka, Aam Didar-e-Yar Ho Ga...
Sakoot Tha Parda Dar Jis Ka, Woh Raaz Ab Ashkar Ho Ga
 
. . . . .
Zamana Aya Hai Behijabi Ka, Aam Didar-e-Yar Ho Ga...
Sakoot Tha Parda Dar Jis Ka, Woh Raaz Ab Ashkar Ho Ga
Janab, ab Allama Sahab ko jawab detay huay achay nahi lagtay, unhoon ne jo farma diya, sar e tasleem e kham hai

zarorat nahi sirf talab hoti hai.
Talab hasil karnay ki, aur zaroorat istimal kay wastay
 
. .
istemal?

zann zarr zevarr ki zarorat ko ilm nahi keh sakte
mian baat chali thi zuban o qalam se aur aap kahan pohanch gai...

waisay zann, zarr aur zameen hai meray khayal mae, zevar aur zarr aik hi khatay mae aain gae, shayad, baqi mae kuch zayada nahi janta.

Moeen Akhatar ka clip dobara dekho....
 
.

dekha hai. ab Kia tarana ki tarah yaad karlon
 
.
dekha hai. ab Kia tarana ki tarah yaad karlon
Jo sawal poocha jai us ka jawab do, aap to ghussay mae idhar udhar ho jatay hain....hahahaa
Tarana yaad karnay ki talab hai ya zaroorat?

Zamana Aya Hai Behijabi Ka, Aam Didar-e-Yar Ho Ga...
Sakoot Tha Parda Dar Jis Ka, Woh Raaz Ab Ashkar Ho Ga
3752e55f67f1d3b2bf2e08d054fdef74.jpg

I am not against chaddar on qabar but point is priorities...
 
.
Back
Top Bottom