What's new

Pakistani corner

-----------------------------
Ziyada ghoor b acha nahien aysi batoun per...
Kisi ka naam hath per likh likh ker mitana meri adat hey..
Muhabbat mien houn sanjeeda kitna deykhtey rehna..
Muhabbat har kisi se youn jatana meri Adat hey...


Jo mien sar ba sajda howa kabhi..
Tu zameen sey anay laghi sadaa..
Tera dill tu hey sanam ashna...
Tujhey kiya milay gha namaz mien...
Na wo ghaznavi mein tarap rahe
Na wo khum hay zulfe ayaz mein
 
Kuch tou hawa sard thi kuch tha tera khayal bhi..
Dil ko khushi ke sath sath hota raha malal bhi..
Baat woh adhi raat ki raat b poray chand ki...
Aik tou chaand poray cheet ka uspey tera jamal b..

Wo tujh ko Bhool gya hai to tujh par bhi lazim hai aye Meer

Khak daal Aag laga naam ne Le Yaad Na Kar.
Kheer pakai jatan se charha diya jhala...
Aya kuta kha gaya tu bythi dhool bajha...:D
 
@Ammara Chaudhry

Uss Raat dair tak raha Woh mahv e guftagu...
Masroof main bhi kam tha firaghat usay bhi thi...
sunta tha woh b sab se purani kahaniyaan..
Shayad taza rafaqtoun ki zarorat usey b thi..
 
image.jpeg
Kheer pakai jatan se charha diya jhala...
Aya kuta kha gaya tu bythi dhool bajha...:D
 
Parveen Shakir..

Zikr-e-shab-e-firaq se wehshat usay bhi thi
Meri tarah kisi se Muhabat usay bhi thi

Mujh ko bhi shauq tha naye chehron ki deed ka
Rasta badal ke chalne ki aadat usay bhi thi

Us raat dair tak wo raha mahv-e-guftagu
Masroof main bhi kam tha faraghat usay bhi thi

Sunata tha wo bhi sab se purani kahaniyan
Taza rafaqaton ki zarurat usay bhi thi

Mujh se bichar ke shehar men ghul mil gaya wo shakhs
Halaan-ke shehar bhar se raqabat usay bhi thi

Wo mujh se barh ke zabt ka aadi tha, Jee gaya
Warna her ek saans qayamat usay bhi thi
 
@Ammara Chaudhry

Uss Raat dair tak raha Woh mahv e guftagu...
Masroof main bhi kam tha firaghat usay bhi thi...
sunta tha woh b sab se purani kahaniyaan..
Shayad taza rafaqtoun ki zarorat usey b thi..


Ik raat hoi barsaat Buht
Main roya sari raat Buht
Har ghum tha zamane Ka
Aur main tanah tha us raat Buht
Phir sehar hoi to Khiyal aya
Wo badal Kitna tanah tha
Jo Basra sari raat Buht.
 
Eshita-Mehboob-5.jpg

Uski Yaadon Ne Pagal Bana Rakha Hai,
Kahi Mar Na Jaaun Kafan Sila Rakha Hai,
Mera Dil Nikal Lena Dafnane Se Pehle,
Wo Na Dab Jaye Jise Dil Me Basa Rakha Hai.
 
Ik raat hoi barsaat Buht
Main roya sari raat Buht
Har ghum tha zamane Ka
Aur main tanah tha us raat Buht
Phir sehar hoi to Khiyal aya
Wo badal Kitna tanah tha
Jo Basra sari raat Buht.

Najanay teez barish mien kioyun..
Chatri liye howey kadhi hoi hey woh...
Apnay kamray mien jaag raha houn mien..
Apnay kamray mien so rehi hey woh..

Wada jab b uss sey kerta houn koi..
Ghoor se muhko deykhti hey woh..
Kehti hey tum kitnee achay ho Ahmed...
Bas aik yehi jhoot bolti hey woh...
 
Back
Top Bottom