What's new

Pakistani corner

ayza-1.jpg

Tanhai khad se guzr jaye k khud se b guftago na ho..
Dil baar-ha hum se kahey koi tu ro ba ro ho..​
 
میں قصہ مختصر نہیں تھا___

ورق کو جلدی پلٹ گئے ہو تم !!
Mitay mitay se lafz dil ki kafiyat bata gey...
Tumhara khat tha ja-baja ansooun se dhula howa..

----------------------
Na rastay pe thehryen gey na pnay ghar jayen gey...
Yeh failsey ki ghadi hey chalo bikhar jayen....
Tumhara wajood bhi sach hey magar...
Humien tumse woh ishq hey ke tujhe sooch kr hi marr jayen...
 
Mitay mitay se lafz dil ki kafiyat bata gey...
Tumhara khat tha ja-baja ansooun se dhula howa..

----------------------
Na rastay pe thehryen gey na pnay ghar jayen gey...
Yeh failsey ki ghadi hey chalo bikhtr jayen....
Tumhara wajood bhi sach hey magar...
Humien tumse woh ishq hey ke tujhe sooch kr hi marr jayen...
Mery Sheher Men 1 Din Basar Kar k Dekhna

Mery ird Gird k Log0on Se Mil k Dekhna

TERY Baghair HUM Kis Tarha "G" Rahy Hen

Zara in Log0on Se Puch k Dekhna

Jo jan Na Chaho k HUM Kitny Udaas Hen

To Sard Rato0n k Tanha CHAND ko Dekhna

HUM Sa Na koi TUM ko Mily Ga

1 Bar Sari Dunia Gho0m kr Dekhna

TUM ko HMARi Hi Sada AaYe Gi

Apny DiL Pe Hath Rakh k Dekhna

Kch 0r Hota To Wo B Tmen De Dety

1 "JAAN" Hy KiSi Roz Maang Kr DEKHNA..
 
Mitay mitay se lafz dil ki kafiyat bata gey...
Tumhara khat tha ja-baja ansooun se dhula howa..

----------------------
Na rastay pe thehryen gey na pnay ghar jayen gey...
Yeh failsey ki ghadi hey chalo bikhar jayen....
Tumhara wajood bhi sach hey magar...
Humien tumse woh ishq hey ke tujhe sooch kr hi marr jayen...


Nak'am-e-tamana-e-dil isi soch mein rehta hai

Yun Hota to kia Hota yun Hota to kia Hota.
(This one is my all time favorite)
---

Nigah-o-DiL Ko Qarar ksa , Nishaat-o-Ghum Main kami kahan Ki
Wo jab Milay hain To Un say Haar baar Ki Hai ulfat Naye siray Say

FAIZ AHMED FAIZ
 
Paniyoun per na dastaan likho...
Paniyoun ka mizaag behna hey..
Waqt kab kis k liye tehra hey..
Ajj keh do jo tumhien kehna hey...

Hamar waqt tumharay waqt se ziyada tha..
Tumharay dinoun mien tu hum apnay saal kho bythey..
Tamam umar koi na koi ziyaan hamaray sath tehra..
Khushi Dhoond ker laye tu malaal ko beythy...
 
kal halki halki barish thi,
kal sard hawa ka raqs bhi tha,
Kal phool bhi nikhray nikhray the,
Kal un main app ka aqs bhi tha,
kal badal gehray kaale the,
Kal chand pe laakhon pehre the..
Kuch tukry app ki yaadon ke,
Bari dair se dil main thehre the..
Kal yaadien uljhi uljhi thien,
Aur kal tak yeh na suljhi thien..
Kal yaad buhat tum aye the?..
Kal yaad buhat tum aye the?..'
 
-----------------------------
Ziyada ghoor b acha nahien aysi batoun per...
Kisi ka naam hath per likh likh ker mitana meri adat hey..
Muhabbat mien houn sanjeeda kitna deykhtey rehna..
Muhabbat har kisi se youn jatana meri Adat hey...

"Haath Bandhay Khary Hain Sub Khayalon Main Apne Apne...

Imaam-e-Masjid Se Koi Pooche Namaz Kis Ko Parha Rahay Hain"..

@MaarKhoor
Jo mien sar ba sajda howa kabhi..
Tu zameen sey anay laghi sadaa..
Tera dill tu hey sanam ashna...
Tujhey kiya milay gha namaz mien...
 
اہل دل نے اُسے ڈُھونڈا ، اُسے محسوس کیا
سوچتے ہی رہے کچھ لوگ ، خدا ہے ، کہ نہیں

Jo mien sar ba sajda howa kabhi..
Tu zameen sey anay laghi sadaa..
Tera dill tu hey sanam ashna...
Tujhey kiya milay gha namaz mien...

Ak roz bula he liya Arsh pe Mehboob ko

Hijar to Wo roag hai jo khuda Se bhi uthaya Na gya. :)
 
اہل دل نے اُسے ڈُھونڈا ، اُسے محسوس کیا
سوچتے ہی رہے کچھ لوگ ، خدا ہے ، کہ نہیں

Woh Dil ka bura na bewafa tha..
Bas mujhse yunhi bichad gaya tha..
kal shab milaa woh dostoun ko..
kehtey hien udhaas lag raha tha..

اہل دل نے اُسے ڈُھونڈا ، اُسے محسوس کیا
سوچتے ہی رہے کچھ لوگ ، خدا ہے ، کہ نہیں



Ak roz bula he liya Arsh pe Mehboob ko

Hijar to Wo roag hai jo khuda Se bhi uthaya Na gya. :)
tera%2Bhijr%2Bmera%2Bnaseeb.jpg
 
Gum e khas par Kabhi chup Rahe

Kabhi roo diye gum e aam par.

Dil ki masoom ragyen khud hi sulaghti honghi..
Junhi tasveer ka konaa woh jalati ho ghi...
Dey ker usme mujhe kisi shehzaadey ka roop..
Apnay bachoun ko woh meri kahani sunati ho ghi..

Uss ney tu silwa bhi liya hien siah rang libaas..
Ab tu eid bhi moharam ki tarha manati ho ghi...
Iss zameen per hey seylaab merey ashkoun ka..
uskey matam ki sada arsh hilaati ho ghi...

Sochta houn k usey neend b ati ho ghi..
ya meri tarha sirf ashq bahati ho ghi..

Meri shakal mera naam bhulaney wali..
Kiya khud se b kabhi ayinay mien aankh milati ho ghi..
 
Back
Top Bottom