What's new

Pakistan defeats Bangladesh in a Thriller (ASIA CUP 2014)

Status
Not open for further replies.
1343701557_GTFO-Meme-Rage-Face.png
 
Sure but I can't PM yet :(
Idhar hi bol ta hun.

Yeh Indian aur Pakistani dono meray Islam ko insult kar re hain. Aaj kal Pakistan main musalmaan bhi hain?

Itna ghussa ara hain ke main inki sar utar ke ghar me sajaa dun.
 
Main itna kahoongi,har baat dil pe mut liya karo ap,you can't control other people,you do your best baqi agar logon ko agar ehsas nahin hota in cheezon ka..what can you do?:)

Itna time Kahan mere pas :coffee::p:
 
woh thread jakar dekho madam
bhaisahab ne shuruwat hi dusre religion ko gali dekar ki

toh bakiyon ne bhi ussi andaz mein jawab diya
 
Baaji, meh Islam ke baaray mein ney sun sak tha. Mera khoon garam ho ja ta hain. Main kahndani aadmi hun, aur inka bakwas meray se bardash ney hota.
 
Koi bhi apne religion ke bare main ghalat batein nahin bardasht ker sakta,but learn to ignore.awein kion khoon jalate ho ap apna :)

woh thread jakar dekho madam
bhaisahab ne shuruwat hi dusre religion ko gali dekar ki

toh bakiyon ne bhi ussi andaz mein jawab diya
I would suggest everyone here to respect each other and their religion :)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top Bottom