What's new

INDIAN MARS MISSION BY SEPTEMBER,2013

saly apny zameen ko to theek ker lo phly . going to mars moon while we have millions of issues here in home :rolleyes:
Iska matlab ye hua ki aap bhi naye weapons mat khareedo.....ISRO ka budget bahut kam hai....aur is age main space power hona bahut jaroori hai...network centric warfare ke liye....waise kya aap jaante ho India ka space program remote sensing se start hua tha...jiski wajah se agriculture, floods management kar saken....Sab saath lekar chalna padta hai......

:enjoy:
 
ab kya mars per ja ker kheeti kerni hai ? no water no oxygen no damn even a single tree on it i know it since nasa take pics so i am failed whats the benefit abut mars mission ?
 
Fusion reactor ke liye Helium-3 chahiye hota hai jo Moon par abundance main hai.....commercial exploitation karne ke liye abhi se kaam karna hoga...

aur kya pata Mars par bhi ko aisa element mil jaaye jiski kuch properties kaam ki ho........

Artificial Transmutation ka naam suna hai....ek element se doosra tyaar karna....

To janaab kal hum agar Fusion reactor bana bhi le par uskeliye fuel hinna ho to kya karenge,,,Uranium par to hamesha dependent nahin rah sakte...safe bhi nahin hai woh.....
 
its not an aunty gossip thread.if you have any positive to add then you are welcome else dont derail the thread.

i think you never buy the thread kid :shout: i pay same internet bill as you and i am free :D
 
.
.
When will India stop declaring dates 'hundreds' of years beforehand...
 
Fusion reactor ke liye Helium-3 chahiye hota hai jo Moon par abundance main hai.....commercial exploitation karne ke liye abhi se kaam karna hoga...

aur kya pata Mars par bhi ko aisa element mil jaaye jiski kuch properties kaam ki ho........

Artificial Transmutation ka naam suna hai....ek element se doosra tyaar karna....

To janaab kal hum agar Fusion reactor bana bhi le par uskeliye fuel hinna ho to kya karenge,,,Uranium par to hamesha dependent nahin rah sakte...safe bhi nahin hai woh.....

saaly energy chor :lol:
 
ok main chala office tum log jhak maro mars per subah subah saly dimagh ki maan bhen kerty hain :wave:
 
Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom