What's new

Whatever

. . .
Koi naa kahay
Koi bhi na sunay
Dil ki baat yeh
Dil mein hee rahay
Yaadein naa rahain
Chaahoon aisa mein toh
Naa yaad ho mujh ko mera maazi


Na hee saamnay manzil raastay
Jo bhee saath thay, lootay waastay

Yaadein na rahain
Aisa bikhra mein bhee iss haal mein
Bojhal raatein meri
Yaadein naa rahain


Kaisi majboori hai
Kitna zaroori hai
Kay jivan ki taptee iss dhop mein ho
Jo saaya, saaya
Ho saaya, saaya

Kyun yeh dil kahay
Tooh phir aamplay
saanson mein rahay
Aakhon mein wasay
Aur na hon judaa


What is the meaning of bold portions in the lyric. ufffff...... I can not understand Urdu properly.
 
Last edited:
.
So how you people celebrated the new years night ??

I went out with friends to fireworks , gone for a long driver later , caught up with some other mates on pizza dinner , smoked sheesha and had some real nice Lebanese black tea and distributed chocolates !
 
.
Hum mohabbat ke talabgaar hue
Kaisey dhokey main giraftaar hue
Zulm se bhi siwa sitam yeh hua
Log zaalim ke tarafdaar hue

Ahl-e-dil waqt ke rahber the kabhi
Ab magar waqt ki raftaar hue
Dil me jo baat bhi aayi keh di
Umr bhar hum na smajh-daar hue
Hum koi Yusuf-e-Kanaan na the
Yunhi ruswa sar-e-bazaar hue

Dard ki jins-e-giraaN leta kaun
Ik faqat hum hi khridaar hue
Zindagi maut ke pardey me rahi
Khwaab dar khwaab hi bedaar hue
 
.
So how you people celebrated the new years night ??

I went out with friends to fireworks , gone for a long driver later , caught up with some other mates on pizza dinner , smoked sheesha and had some real nice Lebanese black tea and distributed chocolates !

If i have a 50 cal with tracer rounds i'll celebrate well:sniper::devil:

hello 2050 i mean 2011

ts
 
. . . .
Khushi Ka Gam Hai, Na Gham Ki Koi Khushi Ab To,
Bohut Udas Guzarti Hai Zindagi Ab To!
Tere Bagair Bhi Dil Ki Tasalliyon Ke Liye,
Ek Intezar Ki Shab Thi, So Dhal gai Ab To!
ik Ashna Ke Bichharne Se Kuch Nahi Badla,
Hawa-E-Sheher Bhi Lagti Hai Ajnabi Ab To!
Tmam Raat Rahi Dil Mein Roshni Ki Lakeer,
Shamaa e Seher thi Wo Bhi to Jal Bujhi Ab To!
Kahan Gaye Wo Shanasa Wo Ajnabi Chehre,
Ujarh Si Nazar Aati Hai, Har Gali Ab To!!!
 
. . . . .

Pakistan Defence Latest Posts

Back
Top Bottom