Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
Deleted, First i thought i should not post but couldn't resist myself. But you being one of the seniors said to delete this so i did.
jee farmayen
kis ne roka hai aap ko
@ topic
aaj woh hmmm aur thank you wali posts missing hain - where are you huda jee?
iam here
![]()
kahan thee ghayab aap - aaj to qabron se uth kar shayar jaag gaye thay yahan
pata nai kis kis ne shairy post ki hai aaj
chalo khayr i am little bit tired now - so may take some rest
jabhi mayne ye thread per aj visit nhi kiya pata nhi kon kon agaye hain jihen defence k bare may kuch nhi pata bus whatever(chat romm) ki waja se community join krli bcz fb tou band hai kuch na kuch krna tou hai![]()
han mayne kab mana kia may tou ye keh rahi hnk yahan per har us bande ka welcome hai jis ko defence may interest hai na k fb band hai tou whatever per chit chat krne k liye ajaolol.......
everybody is most welcome Huda jee - yahan pe kisa ka naam thorayi likha hai - its good to see some new members joining us in this thread
and don't worry - aap hamari senior ho aur senior hi raho gizayada log dekh ke ghabra naa jaana
![]()
Itna toota hoon ki choonay say bikhar jaaoonga,
Ab agar aur dua dogay to mar jaaoonga !
Pooch kar mera pata, waqt ra-e-gah na karo,
Main to banjara hoon, kya jaanay kidhar jaaoonga !
Har taraf dhund hai, jugnu hai na charag koi,
Kaun pehchanayga, basti mein agar jaaoonga !
Zindagi, main bhi musaafir hoon teri kashti ka,
Tu jahan mujh say kahegi main utar jaaoonga !
Phool rah jayeengay guldaan mein yaadon ki nazar,
Main to khushboo hoon phizaon mein bikhar jaaoonga !
Itna toota hoon ki choonay say bikhar jaaoonga,
Ab agar aur dua dogay to mar jaaonga !
i luv thz poem