What's new

Whatever

So close, no matter how far
Couldn't be much more from the heart
Forever trusting who we are
and nothing else matters
:smitten::smitten:
 
.
mera palko ka ab neend se koi aalam na raha
kyounke 'tu kaisa hai' isi soch mein meri saari raat guzar jaati hai.
 
.
Hum Raaz ko Raaz Hi Rakhte To Acha Tha Mohsin
Yun Chahat ka Bata k Ussay Maghroor karDiya ...
 
. .
I can't make you love me, want me, or understand me.....
All I can do is hope that someday you will...
 
. . . . . .
:) If you meet a magician in a lift, what wud u ask him? ask him to spell the word Mississippi & if he he misspells, tell him "hey i thought you always got your spells right."....
 
. .
Usse abhi tak paani mein gira hua football hi nahi pakra gaya,usko pakadne mein busy hai.

Nai yara mene SMS kia usse mein nae, barra masla ho gya hae humare tiger ke sath.:eek:



Wo football to uss nae pakar liya tha,parr parke pakartee dant marr kar hawaa nikal dee.....



phir uss ko harr gooll chez football lagne lagge.

AY32223316_440x500.jpg



Hwa bharwanee ke liye kisse bandee sae rabta kia to raste mein pakra gya.........parr wo bohat khush hae kuon ke nya malikk footballer hae...lol

400712.jpg


orr ub dinn phirr chukke hein usse ke sub acha ho gya hae.....lol Humein bhool gya haee woo.
TIGER_1590203c.jpg


tiger-football_1652728i.jpg


Aik addad tigress ke talash mein hae
BARCROFT_m_tiger_fgh09614_11.jpg

...Mein nae usse sakhtee sae mana kar dia Islamabad na ayee,kuon ke yahan aik zoo hae........mein nae milna ho ga to pindi aa karr khud mill lon ga.
Bas ye mukhtasar kahani thae.
Bakii sub private tha.....mein nahi bataon ga.......

orr ye uss janne sae pehle ke posts thae.....yahan
Salaam


ye kon si jaga hai. :blink::blink: Plz help me. I am new

khud dekh lo wo sub khuch bholl chuka hae.
 
Last edited:
.
Fizaaon Mein Khushki Chayi Huyi Thi,
Mohabbat Josh Mein Aayi Huyi Thi..
Nazar Paigham-e-Ishrat De Rahi Thi,
Tamanna Karwaten Le Rahi Thi......


Sukoot-e-shab Tasleem Rango Buu Tha,
Tarannum Hi Tarannum Char Suu Tha.
Badi Dilkash Sadaayen Aa Rahi Thi,
Musalsal Rooh Ko Tarpaa Rahii Thi....


Wo Ek Shaoq Faraawa Dono Janeeb,
Wo Ek Ahsaas Pinhaa Dono Janeeb.
Idhar Ek Khud Faramoshi Ka Aalam,
Udhar Honton Pe Khamoshi Ka Aalam


Idhar Ek Raob Sa Chhaya Huaa Tha,
Udhar Chahere Pe Rang Aaya Huaa Tha
Rukh-e-pur- Noor Ki Jagmagahat
Labon Pe Halki-Halki Muskurahat.......


Tabassum, Aur Qayamat Ka Tabassum,
Wo Ek Masoomana Andaaz-e-Takallum.
Wo Samaan-e-Sukoon Zindagani,
Wo Izhaar-e-Kaamil Meherbani.........


Musallat Mujhpe Madhoshi Thi Lekin.
Labon Pe Muhar Khamoshi Thi Lekin,
Khuda Jaane Main Kya Kya Kah Raha Tha,
Koi Lafzon Ka Dariya Bah Rahaa Tha..


Falak Pe Chand Taare Sun Rahe Thay,
Sukoot-e-Shab Ke Maare Suun Rahe Thay,
Niyaaz-o-Naaz Ka Dil Suun Raha Tha,
Chiragh-e-Subah-e-Mahefil Suun Raha Tha.


Azaano Ki Sadaayen Aa Rahi Thi,
Duaayen Dil Se Maangi Ja Rahi Thi...
Ibaadat Mein Khalal Na Aaye Ya Rab,
Qayamat Tak Baaki Rahe Yahi Shab...



Magar Ye Iltejaaye Kaon Suntaa,
Gareebon Ki Duaayen Kaon Suntaa.
Namood Meher Aalam Taab Taoba,
Hua Manzar Ka Manzar Ek Khwab Taoba



Wohi Daastan-e-Shab Yaad Aa Rahi Hai
Jo Baaki Thi Wo Ab Yaad Aa Rahi Hai.....
 
.
Fizaaon Mein Khushki Chayi Huyi Thi,
Mohabbat Josh Mein Aayi Huyi Thi..
Nazar Paigham-e-Ishrat De Rahi Thi,
Tamanna Karwaten Le Rahi Thi......


Sukoot-e-shab Tasleem Rango Buu Tha,
Tarannum Hi Tarannum Char Suu Tha.
Badi Dilkash Sadaayen Aa Rahi Thi,
Musalsal Rooh Ko Tarpaa Rahii Thi....


Wo Ek Shaoq Faraawa Dono Janeeb,
Wo Ek Ahsaas Pinhaa Dono Janeeb.
Idhar Ek Khud Faramoshi Ka Aalam,
Udhar Honton Pe Khamoshi Ka Aalam


Idhar Ek Raob Sa Chhaya Huaa Tha,
Udhar Chahere Pe Rang Aaya Huaa Tha
Rukh-e-pur- Noor Ki Jagmagahat
Labon Pe Halki-Halki Muskurahat.......


Tabassum, Aur Qayamat Ka Tabassum,
Wo Ek Masoomana Andaaz-e-Takallum.
Wo Samaan-e-Sukoon Zindagani,
Wo Izhaar-e-Kaamil Meherbani.........


Musallat Mujhpe Madhoshi Thi Lekin.
Labon Pe Muhar Khamoshi Thi Lekin,
Khuda Jaane Main Kya Kya Kah Raha Tha,
Koi Lafzon Ka Dariya Bah Rahaa Tha..


Falak Pe Chand Taare Sun Rahe Thay,
Sukoot-e-Shab Ke Maare Suun Rahe Thay,
Niyaaz-o-Naaz Ka Dil Suun Raha Tha,
Chiragh-e-Subah-e-Mahefil Suun Raha Tha.


Azaano Ki Sadaayen Aa Rahi Thi,
Duaayen Dil Se Maangi Ja Rahi Thi...
Ibaadat Mein Khalal Na Aaye Ya Rab,
Qayamat Tak Baaki Rahe Yahi Shab...



Magar Ye Iltejaaye Kaon Suntaa,
Gareebon Ki Duaayen Kaon Suntaa.
Namood Meher Aalam Taab Taoba,
Hua Manzar Ka Manzar Ek Khwab Taoba



Wohi Daastan-e-Shab Yaad Aa Rahi Hai
Jo Baaki Thi Wo Ab Yaad Aa Rahi Hai.....

Aslaam o alaikum doctor sb kee haal chaal aa??

Doctor sab mere pindey chey peer hondee a koi dawaai hi day dawo bara shukar guzaar howan ga tuaada... :D

Ho gaye khatam exams ??
 
.

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom