What's new

Whatever

yaar tum log abhi tak pak team ke match dekhty ho herani hai mughy. wo jo kal wickets leen thi wo pablic ko intrest dilany ke liye thi warna main to phly se janta thais team se cup ke umeed aysy hai jesy beel se dodh ki umeed:rofl:

mien ney to sirf aArsenal ja match dekha.

Aur hum jeet gaye :yahoo::yahoo::yahoo: :victory1::yes2:
 
.
unhon ne koi imtyaazi kam kiya ho ga mery trah mery pas itny medel hai ke lagany ki gaja nhi hai uniform per:P

kam to imtaizi hae parr wo sirf students sae share karte hein....kehtein hein aik barr kisse nae bohat israr kia tha to batana par gya ,or kuon ke Zia ul Haq sahib ub iss dunya mein nahi iss liye Allah unhein mauf kare .....

Baat ye hue kee jawani mein wo as colonel MH mein thee...Zia ul Haq sahib ke tabiyatt kharab ho gye to wo 4 din ke liye MH dakhil ho gye.

wahan masla pait(abdomen) ka tha . ub unhain enema dena tha.Orr unn dinon humare ustad e mohtram ke duty thee wahan.:D

buss unhein to pehlee sae bhamp liya tha ke kuon ke commandant sahib to ye kam nahi karein ge ,barre un he ke ayye ge.

hota yon hee ke enema dette hue zayada tar protocol follow nahi kia jata usually.because sometimes it's required immediately.orr ye amm sa kam he books bhe iss ko zayada mention nahi kartein.

Kuon ke President sahib ka enema tha iss liye kam barre chabukdasti orr ehsan tarqee sae mukamal karna tha orr aik khobsorat see trolly saja kar un ke khidmatt mein le gane thee.Enema trolly has it's own usual requirements.Ub unhain masla parr gya ,achanak unhain khiyal aya ke unhon nae aik book mein parha tha or highlight bhe kia tha sab chezon ke nam.

Buss mosof nae doorr laga de gharr ke taraf.Book ka nam tha surgical handicrafts(after my conversation he recommended me that book and i have it in my bookshelf.)
wahan sae sab lawazmat parh karr trollay tarteeb de or Zia ul Haq sahib ke takaleef door kar dein.:lol:

ye koi 4 din mein 4 barr hua....after which he got discharged.

Zia ul Haq sahib nae un ke bohat tareef ke...or After that he got (TI) i'm sharing this after his permission.An excellent man he is...we students love him.:smitten:
 
. .
yaar tum log abhi tak pak team ke match dekhty ho herani hai mughy. wo jo kal wickets leen thi wo pablic ko intrest dilany ke liye thi warna main to phly se janta thais team se cup ke umeed aysy hai jesy beel se dodh ki umeed

na bhai mien ney to sirf Arsenal ka match dekha and we win
:victory1::victory1::victory1::victory1:
:yes2::yes2::yes2::yes2:
 
.
us time to koi nhi tha bhen jee

or haan iftaar ki yaad mat dilay 1.20 mints baki hai shayed per main yaad nhi kerna chahta:no:

bahi bus 1 hour 20mints whatever ma this time is equal :smitten:to 10 mints :rofl::rofl: yahan rahain is time ma pata hi nahi chalay ga
 
. .
kam to imtaizi hae parr wo sirf students sae share karte hein....kehtein hein aik barr kisse nae bohat israr kia tha to batana par gya ,or kuon ke Zia ul Haq sahib ub iss dunya mein nahi iss liye Allah unhein mauf kare .....

Baat ye hue kee jawani mein wo as colonel MH mein thee...Zia ul Haq sahib ke tabiyatt kharab ho gye to wo 4 din ke liye MH dakhil ho gye.

wahan masla pait(abdomen) ka tha . ub unhain enema dena tha.Orr unn dinon humare ustad e mohtram ke duty thee wahan.:D

buss unhein to pehlee sae bhamp liya tha ke kuon ke commandant sahib to ye kam nahi karein ge ,barre un he ke ayye ge.

hota yon hee ke enema dette hue zayada tar protocol follow nahi kia jata usually.because sometimes it's required immediately.orr ye amm sa kam he books bhe iss ko zayada mention nahi kartein.

Kuon ke President sahib ka enema tha iss liye kam barre chabukdasti orr ehsan tarqee sae mukamal karna tha orr aik khobsorat see trolly saja kar un ke khidmatt mein le gane thee.Enema trolly has it's own usual requirements.Ub unhain masla parr gya ,achanak unhain khiyal aya ke unhon nae aik book mein parha tha or highlight bhe kia tha sab chezon ke nam.

Buss mosof nae doorr laga de gharr ke taraf.Book ka nam tha surgical handicrafts(after my conversation he recommended me that book and i have it in my bookshelf.)
wahan sae sab lawazmat parh karr trollay tarteeb de or Zia ul Haq sahib ke takaleef door kar dein.:lol:

ye koi 4 din mein 4 barr hua....after which he got discharged.

Zia ul Haq sahib nae un ke bohat tareef ke...or After that he got (TI) i'm sharing this after his permission.An excellent man he is...we students love him.:smitten:

woooooooooooooooooooow great ever story:partay:

yehi haal hai is main ap ke usteed e muhtram ka kasoor nhi is mulk main jotyoon main daal bat rahi hai 50s se:angel:
 
. . .
zaki jani zara advise dena main jarir gya tha ye laptop pasand aya HP ka.

2599-RIYALS KA HAI

vy396ea_300x263.jpg

HP G62-120ES - Core i3 330M / 2.13 GHz - RAM 4 GB - disco duro 320 GB - DVD±RW (±R DL) / DVD-RAM - HD Graphics - WLAN : 802.11b/g/n (draft) - Windows 7 Home Premium 64-bit - 15.6" Panorámico TFT 1366 x 768 BrightView - cámara
 
yaar is main 2 problems hain.... aik to Intel i3 wala processor mujhe passand nahi........ i think slow hai......... i5 try karo

dosra is ki body dekho - bohat mota hai.......... thora sleek sa passand karo.

Sony ke laptops achay aa rahay hain sleek....... ya phir HP ka koi dekho jo thora patla sa ho
 
hmmmmmmmmmm per whaan bhi ziada nhi thy i will go computer city:frown: damn baki 5 din hai warna main kuch bhi le loon ga:rofl:

is ki body itni bari nhi per slow nhi chayee i wanna fly:cool:

ok main extra jaoon ga or computer city bhi kal parsoon:tup:
 
achi baat hai......... meray paas intel i3 ka processor hai is laptop main - aur mujhe acha nahi laga :no:

Laptop acha ahi - bas on honay main thora time laga rahay hai :angry: - pehle aik aur laptop thaa acer ka woh temporary tor pe liya thaa - woh is se kahin zayada fast thaa laga mujhe - lakin acer ke laptops mujhe achay nahi lagte is liye baich diya

waise hai bohat hi fast thaa

Intel i5 i think acha ho ga :)
 
.

Latest posts

Pakistan Defence Latest Posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom