What's new

Whatever

your name is irritating for me change it yaar.... :rofl:

PDF walon.. sab change karne pe tule ho.. "Break the silence" ne kaha cookie mosnter avatar change kar dalo.. "Into the wild" ne kaha duckling change kar dalo.. aur kugga mere bhai mere dost tum kahte ho ki naam change kar dalo.. I object.. I object (Devdas style).. lol
 
.
Kya mast nachta hai re!! Bole toh Ekdum ZHakkas!!

dancingchicken.gif
 
. . .
PDF walon.. sab change karne pe tule ho.. "Break the silence" ne kaha cookie mosnter avatar change kar dalo.. "Into the wild" ne kaha duckling change kar dalo.. aur kugga mere bhai mere dost tum kahte ho ki naam change kar dalo.. I object.. I object (Devdas style).. lol

"Break the silence" ney kaha avatar chor do, "Into the wild" ney kaha duckling avatar chor do, kugga ney kaha naam chor do..... aik din aaey ga sb kahein gay "pride " Lambi Lambi chor do..... (Devdas Part Two Style ).... :rofl::rofl:
 
. .
Darakht ki jaar(root) mein khargosh ko aik bohat hi chamkdaar cheez nazar aati hai jiss ki roshni sey itni gehri aandhi mein roshni hui hoti hai.... yeh asal mein uss dulhan k sar ka taaj(crown) hota hai jo apney ghar mein baithey aik billi ko daikh rahi hoti hai.... woh dulhan aik shehzaadi hoti hai aur uss ka taj dhoondney k liye misar ka shehzaada(jo usska husband bi hai) apney office sey chutti ley kar nikla hota hai....... ab khargosh jaisey hi uss taaj k qareeb jaata hai usey kahin sye aawaaz aati...... Aawaaz kiski thi yeh jaanney k liye next episode...

Awaaz: Woh awaaz Samri jadugar ki thee jis ne us hargosh ke sar per aik keel laga rakha thaa jis se woh insaan hargosh ki shakal main ban gaya thaa. Aage kya howa uncle ...... :woot:

PS: Ab aap ke paas 2 options hain, chahay to us hargosh numa insaan se shahzadi ki shaadi karwa do misar ke shahzaday se talaq le kar ya Misar ke shahzaday se shaadi barqarar rakho :lol:

Waise Shahzadi ki koi choti behan bhi ho sakti hai naa? woh bhi to shahzadi hi ho gi :rofl: see hum donon bethay bethay kahani likh rahay hain
 
. .
"Break the silence" ney kaha avatar chor do, "Into the wild" ney kaha duckling avatar chor do, kugga ney kaha naam chor do..... aik din aaey ga sb kahein gay "pride " Lambi Lambi chor do..... (Devdas Part Two Style ).... :rofl::rofl:

:rofl::rofl: Oye tussi chha gaye dost.. :rofl::rofl::rofl::rofl:
 
.
Nafrat ki dhoop mai barsaat say pehlay,
Halaat na thay esay teri mulaqaat say pehlay

Har kissi ko hamdard samajh letay thay hum bhe,
Kitnay saada thay muhabat kay tajrubat say pehlay,

Yeh baarsih, yeh hawa, yeh dhanak, yeh mausam,
Kiss kiss say muhabat the teri zaat sa pehlay,

Bikhray to bus esay toot kay bikhray,
Log detay thay misaal hamari hadsaat say pehlay,

Tu yeh na samajh tujh say ulfat gaye dinon ki baat hai,
Hum aaj bhe sochtay hain tujhay apni zaat say pehlay..!

Nihayat hi behatareen..

waise hamne to paimana manga tha aap tp maikhana hi le aayin.. par layin to kya layin ki ghazal ka khumaar sar chadh gaya..
 
.
Awaaz: Woh awaaz Samri jadugar ki thee jis ne us hargosh ke sar per aik keel laga rakha thaa jis se woh insaan hargosh ki shakal main ban gaya thaa. Aage kya howa uncle ...... :woot:

PS: Ab aap ke paas 2 options hain, chahay to us hargosh numa insaan se shahzadi ki shaadi karwa do misar ke shahzaday se talaq le kar ya Misar ke shahzaday se shaadi barqarar rakho :lol:

Waise Shahzadi ki koi choti behan bhi ho sakti hai naa? woh bhi to shahzadi hi ho gi :rofl: see hum donon bethay bethay kahani likh rahay hain

kahaani sb baith kar hi likhtey hain.... Chaltey huey likhna thora mushkil hota hai :P
 
. .
Awaaz: Woh awaaz Samri jadugar ki thee jis ne us hargosh ke sar per aik keel laga rakha thaa jis se woh insaan hargosh ki shakal main ban gaya thaa. Aage kya howa uncle ...... :woot:

PS: Ab aap ke paas 2 options hain, chahay to us hargosh numa insaan se shahzadi ki shaadi karwa do misar ke shahzaday se talaq le kar ya Misar ke shahzaday se shaadi barqarar rakho :lol:

Waise Shahzadi ki koi choti behan bhi ho sakti hai naa? woh bhi to shahzadi hi ho gi :rofl: see hum donon bethay bethay kahani likh rahay hain

bhai g kahani khtm ho gai he
 
. . .

Latest posts

Back
Top Bottom