What's new

Whatever

@ Pride,
Bhai apna Avatar change kar le... I mean sorry to say this.. Par ye mujhe bahut irritate kar raha hai....gussa aata hai is Avataar ko dekh kar!!

Lo Bhai aapki demand pe change kar diya.. howz new one?

waise irritating lag raha tha to uda dena thaa.. gun to hai hi aapke paas ;)
 
.
Us waqt aasman per us kali aandhi ke saath saath badal ki taiz lahrain bhi dorne lag gayi thee. Aisa lag raha thaa ke abhi mosla-dhaar barish shoroh ho jaye gi. Khargosh ne socha billi se bach ke bhaag jaye shayr ki aamdadgi ke silay main, aur phir barish se bachne ke liye abhi chupke se nikal jaye.

Khargosh abhi thora hi door gaya thaa ke usay aik saya daar darakh nazar aa gaya........ magar!!!!! NEXT EPISODE :rofl:

Darakht ki jaar(root) mein khargosh ko aik bohat hi chamkdaar cheez nazar aati hai jiss ki roshni sey itni gehri aandhi mein roshni hui hoti hai.... yeh asal mein uss dulhan k sar ka taaj(crown) hota hai jo apney ghar mein baithey aik billi ko daikh rahi hoti hai.... woh dulhan aik shehzaadi hoti hai aur uss ka taj dhoondney k liye misar ka shehzaada(jo usska husband bi hai) apney office sey chutti ley kar nikla hota hai....... ab khargosh jaisey hi uss taaj k qareeb jaata hai usey kahin sye aawaaz aati...... Aawaaz kiski thi yeh jaanney k liye next episode...
 
.
Yaar, its a Thumb!!! which have teeths and never stops chewing...Yaar kabhi -2 lagta hai, ye pure Pdf and iske Members ko bhi chaba jayega...lol!!

:rofl: :rofl: lol.. itna gussa mere avatar pe..I love my earlier avatar.. It was so irritating that atleast ppl notice it for a minute...
 
. .
ab kugga ghayab hai uski baari thee, chalo main kahani short kar deta hon
HAN TOU AGE Kia
plz cntinue bchpan me aisi kahani meri nani sunati thi
ab aap log bhi to dada jese hi hen plz cntinue

Woh us saya daar darakht ke paas pohancha magar usay apni mahbooba ka khayal aa gaya joh jungle ke dosre konay main uska intazar kar rahi thee. Us shayr ne barish, aasmani bijli, aandhi, toofan aur kisi cheez ki parwa nahi ki aur bhagta chala gaya yahan tak ke woh apni mahbooba ke paas pohanch gaya.

Wahan usne pohanch kar apni mahbooba ko sab kuch bataya to woh us se bohat mutasir hoe aur uske dil ke jazbaton ko dekh kar usne usay shadi ki offer ki. Aaj kal woh Jungle ke Shamaal ki taraf aik chotay se darakht ke neechay sukhi khushi aur chain ki zindagi basar kar rahay hain aur unke chotay chotay 4 bachay bhi hain :agree:
 
.
Darakht ki jaar(root) mein khargosh ko aik bohat hi chamkdaar cheez nazar aati hai jiss ki roshni sey itni gehri aandhi mein roshni hui hoti hai.... yeh asal mein uss dulhan k sar ka taaj(crown) hota hai jo apney ghar mein baithey aik billi ko daikh rahi hoti hai.... woh dulhan aik shehzaadi hoti hai aur uss ka taj dhoondney k liye misar ka shehzaada(jo usska husband bi hai) apney office sey chutti ley kar nikla hota hai....... ab khargosh jaisey hi uss taaj k qareeb jaata hai usey kahin sye aawaaz aati...... Aawaaz kiski thi yeh jaanney k liye next episode...

khatam karo yAaar!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!


start smething new :):):)
 
. . .
yaar kahani mein to maja aa raha hai but ye Saas Bahu serial type khichti hi jaa rahi hai.. arey koi to khatam karo..

waise aaj subah se PDF mein kisi ne achha sher nahin sunaya.. anyone up?
 
. .
Lo Bhai aapki demand pe change kar diya.. howz new one?

waise irritating lag raha tha to uda dena thaa.. gun to hai hi aapke paas ;)

yaar yeh wala ekdum mast hai...ise dekh kar toh mera man bhi kar raha hai ki... Main bhi naachu..lol!!
images_3a974107c650892046fe25b56c4c5301.gif
 
.
and akhir me shazade ki leave khtm ho jati he
or wo nai shezadi le ata he kahani khtm
 
.
your present avatar is irritating to me now man!!!!!!

please change please

Abhi to bechare duckling ne dance karna shuru kiya hai and abhi se demand for change?? kuchh din uska dance seekh lo then I will change... sachhi :rofl::rofl::rofl::rofl:
 
. .
Nafrat ki dhoop mai barsaat say pehlay,
Halaat na thay esay teri mulaqaat say pehlay

Har kissi ko hamdard samajh letay thay hum bhe,
Kitnay saada thay muhabat kay tajrubat say pehlay,

Yeh baarsih, yeh hawa, yeh dhanak, yeh mausam,
Kiss kiss say muhabat the teri zaat sa pehlay,

Bikhray to bus esay toot kay bikhray,
Log detay thay misaal hamari hadsaat say pehlay,

Tu yeh na samajh tujh say ulfat gaye dinon ki baat hai,
Hum aaj bhe sochtay hain tujhay apni zaat say pehlay..!
 
.
Back
Top Bottom