What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

NAB interviewing JIT is a trap which will help Sharif family.

Agar JIT members pesh na huay tou unhain giraftaar bhi kia jasakta hai.. lolz..

No.. Justice Khosa and Gulzar couldnt refuse... They only signed on order of the court..which was majority verdict..tht is by 3 judges.. Justice Khosa and Gulzar ka role sirf itna tha..ke woh numbers main count hojayein..

28th July ko jab Justice Khosa ne announce karna shuru kiya tha.. He said 2 of us had already given our final verdict on 20th april... 3 had dferrred the decision.. S i give the mike back to Ejaz Afzal.. Later Justice Khosa had only read the order of the court..aur unhon ne order of the court par hi sign kiye hain..which became cour order..due to it being in majority.. Justice Khosa aur Gulzar ka aur koi role nahi tha.. Unko sirf 5 member bench ko poora karna tha aur court order par sign karna tha.. Woh apnay previous verdict main kuch add ya subtract nahi karsaktay thay .. Na hi 3 judges ki verdict main interfere karsaktay thay.. S rf 5 member bench ko poora karna tha..numbers ki wajah se.. Ke unki verdict count ho.. Ayar dissent hota, 3 judges main..tab Justice Khosa aur Gulzar ki verdict important hoti aur count hoti.. Lekin kiun ke judges main dissent nahi tha..tu un 3 judges ki verdict hi court order ban gayi kiun ke woh majority main thee.. And Justice Khosa and Gulzar only signed on the court order @PakSword

Main nahi keh raha ke Justice Khosa aur Gulzar ka koi role tha iss sab main.. main keh raha hun ke sign karnay se mana kardatay..

Bhaar main gaya aisi requirement.. Qayamat tak faisla nahi aata naa? theek hai na aata!
 
Hain??? Kia hogaya hai? :lol::lol:

Manaa kar dete ..sign karnay se? kaisy manaa kar dete...court order par sign karnay se? :lol: Kia keh kar? Ke humein ye verdict pasand nahi aaya? :lol: Pehle jab yeh dono hearing ka part thay.....tab tu doosray judges ko convince kar nahi sakay ke humaray saath disqualify karo..ab ..jab woh Jit ka par bhi nahi thay...tab end main court order par sign na kartay? Kia keh kar manaa kartay? Aap chah rahay hain ke woh revolt kar dete..lekin kiun? :lol: Lagta hai.....ke aap is waqt kuch ziada hi ghussay main hain...

Waisy main aap ke ghussay ko share karti hun.. Mujhe bhi.. ..is waqt Justice. Ijazul ahsan aur Justice ejaz Afzal par shahdeed ghuss a aaraha hai .. Lekin is main becharay Justice khosa aur Gulzar ka kia qusoor hai? un par kiun ghussa nikaal rahay hain aap? Ke woh revolt kar dete :lol:
 
@PakSword bro - We discussed this (highlighted above in red) on April 25th, 2017 and after 4 months the scenario is pretty much the same and anti status quo group of ours can be some what assured that with each passing day the situation is even more enjoyable :)

Someone has done a hat-trick of self destruction and this time he not self immolate himself but took his entire pack with himself -done forever, now only hope of their is to save whatever they can; but it won't be much- Guaranteed!

AJK PM, Nihal Hashmi, Javed Hashmi, Parvez Rashid et all and even Ayaz Sadiq thrown under the bus to delay/thwart N$'s extinction, reports are; KSA will be to N$, what Junejo became for Zia-ul-Haq .....enjoy!!

PMLN Deflation (and defection) continues........Nisar will hopefully bust many dreams of hawks in PMLN today- he wants to ensure enough backup before going full on - his presser will tell us how much support he has from within - if he dos another muted one, you'll know its still WIP :) - and his role hasn't started yet. N$ revels in division of all bigwigs under him; that is his 35 year old formula, which worked before due to less feasible options before - not anymore!

@Guvera @Verve @The Accountant @The Sandman @Arsalan @Moonlight @Peregrine_Falcon @Inqlab-e-Pakistan @El_Swordsmen
I still have a feeling CH nisar won't do anything yr he's a loyal n leagi a very very loyal.
 
Hain??? Kia hogaya hai? :lol::lol:

Manaa kar dete ..sign karnay se? kaisy manaa kar dete...court order par sign karnay se? :lol: Kia keh kar? Ke humein ye verdict pasand nahi aaya? :lol: Pehle jab yeh dono hearing ka part thay.....tab tu doosray judges ko convince kar nahi sakay ke humaray saath disqualify karo..ab ..jab woh Jit ka par bhi nahi thay...tab end main court order par sign na kartay? Kia keh kar manaa kartay? Aap chah rahay hain ke woh revolt kar dete..lekin kiun? :lol: Lagta hai.....ke aap is waqt kuch ziada hi ghussay main hain...

Waisy main aap ke ghussay ko share karti hun.. Mujhe bhi.. ..is waqt Justice. Ijazul ahsan aur Justice ejaz Afzal par shahdeed ghuss a aaraha hai .. Lekin is main becharay Justice khosa aur Gulzar ka kia qusoor hai? un par kiun ghussa nikaal rahay hain aap? Ke woh revolt kar dete :lol:

Haan bench torr detey... resign kardetey..

Nahi mujhay Justice Khosa aur Gulzar pe ghussa nahi aaraha.. They are man of integrity. unn pe kaisa ghussa, lekin bass ehtejajan bench torr detey yeh judges..
 
But there is no excuse to give incomplete verdict. Qaum tou bewaqoof hai, judges tou nahi hain..

Again, we all have the luxury of commenting retrospectively. Again we can only speculate that the judgement incomplete? It can be assumed that they chose a point of legal consensus and delivered their verdict. Leaving the rest of the proceedings on references to the monitoring judges to oversee. Not every judgement or Judge is as detailed as Justice Khosa.
 
Mujhe is waqt Justice Ijazul Ahsan aur Justice Ejaz Afzal par itna ziada ghussa aaraha hai ke bataa nahi sakti.. Inka poora program lag raha hai...sab kuch bigaarnay ka.. Seems they are part pf some back door deal

Aur is back door deal ke main architect honge.. Hmaray piyaray Rashk e Qamar..jinhon ne pehle bhi sharif family ko dawn leaks se bachaaya tha.. Ab NAB casee se bachaanay ka prog lag raha hai.. I think Rashk e Qamar is one of the worst things tht hv happened to Pak in recent times.. Jb se aaye hain.. Ek bhi acha kaam nahi kiya..sirf culprits ko bachaanay main lagay huay hain...

Raheel Sharif ke time main Karachi operation..acha khaasa fast chal raha tha.. MashaAllah se Rashk e Qamar jab se aaye hain.. Karachi operation bhi thuss hogaya.. Zardari wapis aagaya... Punjab main operation ka bhtt shor sun rahay thay..us ka bhi kuch nahi hua.. Dawn leaks se sharif family ko bachaa liya.. Ab NAB cases aur jail se bachaanay ka itaada rakhtay hain shayad.. Agar Bajwa sb ko sharif family itni hi pasand hai..tu woh unhein safe exit dey kar khud NAB references main jail chalay jaayein unki jagah.. Jaisy SECP chairman kuch din ke liye jail chala gaya lekin sharif fMily kr against statement nahi diya.. Is tarah bajwa sb bhi khud jail chalay jayein agar sharif family ko safe exit dena itna zuroori hai ..

Haan bench torr detey... resign kardetey..

Nahi mujhay Justice Khosa aur Gulzar pe ghussa nahi aaraha.. They are man of integrity. unn pe kaisa ghussa, lekin bass ehtejajan bench torr detey yeh judges..

Kis cheez par ehtijaj? Baqi 3 judges tu disqualify bhi karrahay thay..monitoring judge bhi lagaa rahay thay..

Hum sab bhi khush thay ke ab jaisy JIT ki monitoring hui thee aur achay JIT offocers select kiye thay.. Ab bhi yehi hoga..aur sharif family jail jayegi.. Humari tarah Justice khosa aur Gulzar ko bhi nahi pata hoga ke heh apnay hi verdict ko implement nahi karein ge.. Aur waisy bhi honestly... Agar Justicr Khosa aur Gulzar ko verdict pasand na bhi aata ..tab bhi woh kuch nahi karsaktay thay. Resign kar ke bench nahi torr saktay thay.. Ye tu out of question tha... Judges main dissent tu hota hi hai..koi bhi protest main resign kabhi nahi karta
 
Again, we all have the luxury of commenting retrospectively. Again we can only speculate that the judgement incomplete? It can be assumed that they chose a point of legal consensus and delivered their verdict. Leaving the rest of the proceedings on references to the monitoring judges to oversee. Not every judgement or Judge is as detailed as Justice Khosa.

That is what I am saying.. point of consensus was only one.. that stupid point has given NS a chance of mudslinging on Supreme Court.

Yehi tou keh raha hun ke bekaar judgement tha.. the three judges could only find one point.. one point.. lolz..

No other issue was addressed..

Judges main dissent tu hota hi hai..koi bhi protest main resign kabhi nahi karta

Yeh precedent bhi set hojata iss baar..

Itnay tou precedent set kiey hain.. SC aur PMLN dono ne mil kar.. dhamkian, woh bhi openly.. judges aur JIT members dono ko... aaj se pehlay aisa hua hai?
 
Yeh precedent bhi set hojata iss baar..

Itnay tou precedent set kiey hain.. SC aur PMLN dono ne mil kar.. dhamkian, woh bhi openly.. judges aur JIT members dono ko... aaj se pehlay aisa hua hai?

Yehi tu main pooch rahi hun. Ke kis cheez par protest kartay Justice Khosa aur Gulzar? Ke woh 3judges bhi disqualify karrahay thay aur monitoring judge lagaa rahay thay? Ya yeh ke verdict bhtt brief tha..humein pasand nahi aaya..verdict thora aur detailed hona chahye tha...is liye protest main resign kar dein? Yehi verdict sahi tha..jo aaya hai..bas agar sahi se implement hojaata .. Aur monitoring judge apna kaam kartay sahi se.. Phir broef verdict se bhi koi farq na parta..

Aur sab kuch Justice Khosa aur Gulzar hi kiun karein? Ke woh resign kar dete? Unhon ne kiya theyka le rakha hai? Rashk e qamar se koi poochnay wala hai ya nahi? Unhon ne t dawn leaks main deal kar li.. Un se koi kahay ga..ke aap resign kar dete? Unhon ne karachi operation ko slow kar diya.. Punjab main rangers operation shuru hi nahi hua..theek se.. Aur ab lag raha hai ke backdoor deal karaa ke..phir se sharif family ko safe exit denay ke chalkar main hain.. Inka sirf yehi kaam hai.. Koi ek acha kaam bataa dien jo inhon ne kia ho? RHeel Sharif ne jo kaam shuru kiye thay..woh bhi MashaAllah inhon ne slow kar diye hain.. Akhir ye kab karein ge resign? Inke resign karnay se bhi shayad Pakistan ka kuch bhala hojaye.. Justice Khosa aur Gulzar ke resign karnay se tu nuqsan hi nuqsan hoga..
 
Heard Khosa news was false?

Two possibilities.
Either it was leaked to see the reaction through media after not being able to decide to go ahead or not.

Or

It was leaked by someone patriotic (most probably a lawyer or office hand)in the loop to prevent it's negative effects on the whole system.

Watching Talat Ghalat Malat last night's "Naya Pakistan on Geo" specially the last 15 mins or so of anguish from Nawaz sympathisers, it is strongly possible that the second guess is more likely.

Also note that all those who praised Judicial Activism against Geelani and PPP were crying on IK supporting the Judiciary. Lol.

Talat Hussain has stooped so low like Saleem Safi due to their animosity against IK. All the Geo stooges want a legal framework to prevent people from showing support to judiciary. WOW! the nerve of these stooges.
 
j
Yehi tu main pooch rahi hun. Ke kis cheez par protest kartay Justice Khosa aur Gulzar?

resign karnay ke liey protest karnay ki zaroorat hi nahi hai..

Khair I was too angry.. abhi pani piya hai.. let me rethink, and realign my thoughts.. it takes time for me.. kuchh samajh nahi aaraha hai kafi din se ke kia chal raha hai.. kyun yeh bhairiya khula ghoom raha hai.. Sab kuchh slow down hogaya hai.. aray IK ke khilaaf hi koi faisla deday.. kuchh tou hota nazar aaye iss mulk main..
 
Resign itself hi protest hota.... Uske liye alag se protest karnay ki zuroorat hi nahi thee..

Kher.... Abb tu mera dil chah raha hai ke Bajwa sb ke resign ke liye sab log nafil waghera parhna shuru kardein.. Un ke resign se shayad Pakistan ki koi behtari hojayegi..

Agar ye sharifs ko koi safe exit mil raha hai..tu is sab main Bajwa Sb hi main culprit honge..jaisy dawn leaks main.. Un ki aashirwaad se hi sab kuch slow hua hoga..warna possible nahi hai..itna Pakistani instituitions ko bura bhala kehnay ke baad relief milna.. Dawn leaks main bhi bachaya tha.. Ab jail se bachaanay ka bhi iraada lag raha hai ..inka..
 
Last edited:
Again, we all have the luxury of commenting retrospectively. Again we can only speculate that the judgement incomplete? It can be assumed that they chose a point of legal consensus and delivered their verdict. Leaving the rest of the proceedings on references to the monitoring judges to oversee. Not every judgement or Judge is as detailed as Justice Khosa.

i agree it's bit early to comment .... judges are not dumb ... they know entire country is at stake !! patience is required .... best is yet to come
 
No other issue was addressed..

I agree with your frustration but reading the interim order of Justice Ejaz Afzal, it becomes clear that he wanted things to go to trail court. Imagine if there was no DQ and cases going to NAB courts then it would have been hopeless. The problem was that two other judges sided with him too. But JIT turned the tables.

I agree that at least submitting Fake Documents warranted a punishment but again we will see the whole lengthy process of trial court, appeal in High Court, then appeal in Supreme Court. This is my understanding, correct me if I'm wrong.
 
fp-011.jpg
 
Lagta hai ke yahan kisi powerful individual ya family ke against mukammal insaf kabhi nahi hosakta :( hamesha koi na koi deals hoti rahein gi aur deals karwaanay walay hamesha mojood rahein ge
 
Back
Top Bottom