Farah Sohail
SENIOR MEMBER
- Joined
- Mar 2, 2012
- Messages
- 7,228
- Reaction score
- 4
- Country
- Location
Lolll.. mujhe koi dushmani thori hia gen bajwa se... jab acha kaam karein tu tareef hogi.... Lekin jab kuch ghalat karein ge tu phir nahi...
I read his remarks.. how much shameless this judge is.. no one can imagine..
Seems he wanted another model town type episode. He seems to me a stooge of PMLN in judiciary..
First he based ISI in earlier hearings.. now he is clearly saying that it was Army's game..
General Bajwa ne kafi kuchh smart khela hai last kuchh months main.. we will know about it when he will leave his office..
Iss baar tou Army/ General Bajwa ne kamaal kardia... yeh jo civilian supremacy ka rona rotay rehtay thay.. ghutnay tek kar aisay agreement pe sign kiey interior minister ne jis main likha hai ke "Hum General Bajwa ke mashkoor hain". Lolz..
Judge itna andha hai ke usay nazar hi nahi aaraha ke pooray mulk main aag phelnay wali thi.. aur Army ne phelnay se pehlay hi usay bujha dia..
yeh dekhain:
Yes... it seems Justice Shaukat wanted another model town fiasco.. waqayi.. kia judge ko nazar nahi aaraha tha ke pooray mulk main kaisy anarchy phelnay wali thee? Media blackout bhi hogaya tha.. uska nahi poocha judge ne.. agar army ne mediate kar ke chaos aur anarchy ko control kar liya tu kia burayi hai?
Waisy ISI bashing jo pehle hui thee..woh SC main hui thee... jis main kaha tha ke ISI ne kaisi report di hai? Aur ye ke kon hai inke peechay? SC ne bhi dharnay ka suo moto notice liya tha.. ISI ko jo baatein sunayi theen..woh mashoor e zamana Qazi Faiz Isa ne ki thee..ke kaisi report di hia ISI ne? Is se ziada updated tu media hai.. aur bhi bhtt kuch tha ISI ko.. SC main uss case ki dobara hearing thursday ko hogi... i am sure ke thursday ko Qazi Faiz Isa bhi Justice Shuakat Aziz Siddiqui jaisy remarks dein ge..uska bhi intezar karein..
PML N will love this..
Aaj hi geo aur pro PML N journalists inn remarks ko fully exploit karrahay thay... aaj Justice Shaukat unke favorite hain ..aur Justice Khosa par taunt karrahay thay..
Waisy hudaibya case main bhi Justice Qazi faes Isa aagaye hain Waisy tu Justice Khosa ne jo kuch likh diya hai panama verdict main..relating to hudaibya case...uss ke baad kisi aur judge ke liye bhtt mushkil hoga usko negate karna...aur abhi woh phir bench se jaatay jaatay apnay remarks repeat kar gaye..aur sab ko dobara yaad dilaa gaye......tu ek tarah se sharif family ka kaam tamaam kar diya hai.. justice Qazi Faez Isa ya kisi aur judge ke liye bhtt mushkil hai ab Justice Khosa ko reject karna aur agar kiya tu khud badnaam hon ge.. i soooo love Justice Khosa for this..
Last edited: