El_Swordsmen
FULL MEMBER
- Joined
- Oct 19, 2016
- Messages
- 991
- Reaction score
- 0
- Country
- Location
Aur jawaban main Fawad Chaudhry ko chhor dunga tumharay aur Asma dono ke upar..
YE ALFAAZ AAJ KI KARWAI SY HAZAF KIYE JATAY HAIN
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
Aur jawaban main Fawad Chaudhry ko chhor dunga tumharay aur Asma dono ke upar..
Aur jawaban main Fawad Chaudhry ko chhor dunga tumharay aur Asma dono ke upar..
ye dictator ka bhaand
faisalabadi baniya
Asma Jahangir atleast intellectually single minded to hai...ya bhaand hai aaj is majmay me khara hai kal us majmay me khara hoga
YE ALFAAZ AAJ KI KARWAI SY HAZAF KIYE JATAY HAIN
Asal Khabar yeh nahee banay gi agar Fawad nay Asma ko kata magar Asal khabar yeh ho gi kay Asma nay Fawad ko kata...
Asma is showing her true colours these days saying ..."Asal faisla awam ki adalat ka hota hay"...she should relinquish her lawyer-ship and be contend with being an aam awaam voter and start a movement to close the courts altogether...
sir ye ek hi sikke kay do rukh hain
lawyers will always be lawyers
ye paisha hi esa hai
Ye awam to khotay kha jati hay chun bhi nahi karti is sey kiya umeed laga bethay hoAwami ehtisaab ke liey awam ko apna ehtisaab khud karna parega.. Woh awam kabhi nahi karegi..
Agar NRO ki definition hamesha ke liey jilawatan karna hai, tou phir NRO hogaya samajh lain..
Mere khayal se yeh NRO nahi hai.. bass kisi main bhi itni himmat nahi hai ke zaleel aadmi aur uss ki ghatia beti ko jail bhej sakay..
IK agar aagaya tou shayad aisa hojaey.. lekin agar NS ko 10% bhi yaqeen hua ke IK PM bannay wala hai tou samajh lain ke woh din uss ki flight ka din hoga..
Baqi kisi idaray ko tou woh ghaas bhi nahi daalta abb.. he is too strong for anyone other than for IK..
IK ke over confidence ki daad deni paregi waisay...
Mujhe shayad abb kisi insan ya instituition se shikayat nahi... hosakta hai ke meri baat buri lagay lekin..,
Allah inka saath de raha hai... kiski qismat itni achi nahi hosakti jitni inki hai..
Main ne kal bhi kaha tha ke inka shayad Allah se hi NRO hogaya hai.. ab koi insan kia karskata hai?
Ye apnay har plan main kaisy kamyaab hojatay hain? Ye apni jaidaadein beich rahay hain... aur unki bik bhi jayein gi... saari.. jo jo ye plan karrahay hain... us main kamyab hojayien ge..ke araam se apni daulat ke saath exile main rahein ge ....jo ye chahtay hain..woh inhien mil jaye ga... chahy koi bhi tactic use kar ke.... Afreen hai..inki qismat par... Agar inki qismat saath na de rahi hoti tu ..iss waqt aisy log instituitions ya trial court main baithay hotay....jo insaf kartay.. Sharif family ne chaha ke basheera k pass ye case jaaye... chala gaya...
Allah inhein hamesha sirf thoray waqt ke liye mushkil main daalta hai...phir asaaniyan zuroor paida kar deta hai hamesha inke liye.. Bhutto family wasnt as lucky as sharifs..although ke daulat unke pass bhi thee...power bhi thee..
Bhutto ko phansi hogayi...
aur ye apnay COAS ka plane na land karnay denay par...inke saath kia hua? Ke martial law ke baad bhi ye araam se KSA ke palaces main exile main chalay jayein.. phir 10 saal baad wapis aayein...PM ban jayein..phir disqualify tu hojayein lekin uske baad bhi apnay sab plans main kamyab hojayein..saari corruption, treason k bawajood...ye araam se exile main chalay jayein...apni daulat k saath
Sharifs are really lucky ppl.. ye jitna bhi jhoot bolein, corruption karein, ghaddari karein..even khatm e nubuwwat par sazish karein.....kuch bhi karein..thori si mushkil ke baad Allah inhein mushkil se nikaal deta hai..aur wohi hota hai jo ye chahtay hain. Pata nahi kia wajah hai..jo Allah inka saath deta hai itna?
Is liye kisi insan se kia shikwa karna? Hota tu wohi hai jo Allah chahta hai..
Aap keh rahay hain na ke kisi insan main itni himmat nahi ke inhein jail bhej sakay? Agar Allah chahta tu iss waqt aisy log instituitions main baithay hotay jo insaaf karna jaantay hotay...Tu is liye kisi insan se shikway ka faida nahi..
Shayad Allah ne inka hisab sirf qayamat ke din k liye rakha hai....dunya main nahi.. aur qayamat k din tu hum sab ko apni pari hogi.. dunya main sharif family ko ibraat ka nishan ya saza hotay dekhnay ki humari khwahish kabhi poori nahi hogi..

I get exactly where you are coming from. But doesn't this same "getting away with it" line of argument applicable on all Firauons of their times until they get their noose pulled.
I wrote a while ago that I don't care who is the chief or chairman or president of anywhere or anything...Nawaz & co are facing MakafateAmal... No thanx to any institutions or personalities but a power beyond earthly confines.
The only way left for them to go is down...
The graveyards of history are full of people who were considered the luckiest b@$#@rds on earth and thought of themselves indispensable.
Why so much despair...
We have to wait and watch, even if they get away from the country like Musharraf did, we will witness how the next govt. and Supreme Court pursues the corrupt under Chief Justice Gulzar and Chief Justice Khosa etc etc.
Again, why despair, why not wait for cases to conclude. Let's see who gets exposed and taken down with the ones headed towards their demise.
I for one don't think that the deal iblees was handed while being kicked out was not an NRO by any definition of the term or stretch of imagination.
Whatever Gen. Musharraf or Kiyani did in their times, was best available option for them. People like you will be criticizing Gen. Bajwa afterwards for not doing this and that. It is always easier said than done.
@bold can u plz elaborate? Because ......Abhi tak tu ..nothing happened...esp..on legal front...
1. Whatever Gen. Musharraf or Kiyani did in their times, was not always the best available option for them. They are more responsible for the current state of affairs than anyone else alive. It is not a blame but a reality proven by the passage of time.
2. All I have done in this thread is suggest what the stake holders can, should and shouldn't do to deal with Nawaz and co. Bringing back the looted money is not Gen Bajwa's job but facilitate those who must. Only time will tell who did their jobs and who shied away or made what deals like Musharraf and Kiani.
3. People like me will be criticizing whoever is proven responsible with time and not before, if we find family of the corrupt linger on in power and only then we can say deal or no deal - this and that.
4. I agree. It is always easier said than done. No doubt about that. I am not the one writing the history - merely observing it.
Call a spade a spade, thats what people like you and me do and it is not so easy after all but always easier said than done.