What's new

Whatever

sbr - itni dyr sy myn kr kia rha hu. ab to lgta hy phal sd gya hy. hm log picty rhty hyn or kuch log khty rhty hyn. q hmry itny log bahir chly jaty hyn? woh log kic wjha sy yh mulk chorty hyn? plis xplain

yaar pata nahi log pagal hain joh bahar chalay jaatay hain :cry:

main to bachpan main aa gaya thaa is liye meri majboori hai lakin ab bhi dil tarapta hai wapis janay ko :cry: - Insha'Allah bas apna ACCA complete ho jaye phir umeed hai Pakistan main jaa kar wapis settle ho jaon ga. Bahar ka mulk enjoyment ke liye acha hai - chakkar lagate rahna chahiye lakin zindagi to bas Pakistan hi ki behtar hai :pakistan:

Majboori ho to aur baat hai lakin jab majboori hal ho jaye - to i guess we should return to our destinations
 
.
pdhy likhy log jb chor dety hyn apna ghr to fir ghr myn chor dku ny hi qbza krna hy na. tm kitny choty thy jb tm bhr chly gy thy? bat to acy kr rhy ho jacy kicy daby myn dal k tmko ly gy ho. :lol: baligh ho tm lgta hy khud fasla lyna ceekho
 
.
enjoyment ke liye acha hai

yh kic kicm kee enjoymnt kee batyn kr rhy ho - zra humyn b batao :cheesy:

ps - mri problm hy myn kici sy zyda der tk nraz nhi reh skta. tm b kehty ho gy k kal bola k mujhy reply nhi kro or aaj acy khud hee bol rha hu :undecided:
 
.
pdhy likhy log jb chor dety hyn apna ghr to fir ghr myn chor dku ny hi qbza krna hy na. tm kitny choty thy jb tm bhr chly gy thy? bat to acy kr rhy ho jacy kicy daby myn dal k tmko ly gy ho. :lol: baligh ho tm lgta hy khud fasla lyna ceekho

yaar main sirf 12 saal ka thaa :cry::cry::cry:

aur insaan ki bohat saari majbooriyan bhi hoti hain. Bahar ke mulkon main paisa thora asaaani se ban jaata hai bas 1-2 saal aur phir Insha'Allah Pakistan main settle honay ki planning bhi kar lain ge. Waise main Pakistan jaata rahta hon aisa hi hai meray liye jaise tum Lahore se kabhi Islamabad jatay ho ge. Bohat baar gaya hon aur kaafi arsa rahta hon par permanently settle hona abhi meray liye possible nahi hai. Insaan ki zindagi main 1000ron tensions hoti hain koi aik hal karo to agli aa jaati hai.

Umeed to hai ke aik baar yeh education complete ho jaye aur apne qarzon se nijaat mil jaye phir free mind kar ke zindagi settle karne ka sochon ga :angel:
 
. . .

itny qarzy le kr kia krty rhy ho tm? zyda tr hm yh lfz qrza syastdno k ly istymal krty hyn:buba_phone:
 
. . . .
Yeh song main bachpan main bohat sunta thaa :smitten: - bohat hi zayada popular howa thaa us zamane main

Samagh nahi aati thee par phir bhi bohat acha lagta thaa

Last edited by a moderator:
. .
Yeh song main bachpan main bohat sunta thaa :smitten: - bohat hi zayada popular howa thaa us zamane main

Samagh nahi aati thee par phir bhi bohat acha lagta thaa

YouTube - Ketchup song original and full

tm ny mujhy yh subha subha kia milkpak dikha dy. baz a ja mry andr ki beghrty ko khud hi utha rha hy tu :lol

---------- Post added at 06:37 AM ---------- Previous post was at 06:36 AM ----------

yh sun tina sani ko

Last edited by a moderator:
.
tm ny mujhy yh subha subha kia milkpak dikha dy. baz a ja mry andr ki beghrty ko khud hi utha rha hy tu :lol:

bhai tumhare andar ka shaitaan itni jaldi kyoun jaag jaata hai?

pata nahi kyoun log isko itni jaldi offensive le letay hain? - main dekhta hon to mehsoos bhi nahi hota :rofl::rofl::rofl: - shayad yahan ka culture kuch zayada hi kharab hai :cry:
 
. .

Military Forum Latest Posts

Back
Top Bottom