What's new

Whatever

Narrated Abu Huraira: The Prophet (peace be upon him) said, "The sun and the moon will be folded up (deprived of their light) on the Day of Resurrection." (Bukhari Volume 4, Book 54, Number 422)

---------- Post added at 12:55 PM ---------- Previous post was at 12:55 PM ----------

63013_155540794469235_100000399470315_347555_2226916_n.jpg
 
Oh Allah, when I lose hope because my plans have come to nothing. Then help me to remember that, Your love is always greater than my disappointments and your plans for my life are always better than my dreams..Ameen ♥
 
The trouble with beauty is feelings of superiority.

The trouble with generosity is extravagance.

The trouble with noble descent is sinful pride.
 
miss huda hoti to aik hi song bar bar post ker ke kami poori ker deti:rofl:

woh tou is liye k logo ka zoq acha hojaye

imran bhai huda a gaye to phir ap ki shamat bhi a jaye gi
hahahahaha
main derta nhi hoon ja ker bula leen

mayne kab kaha ap mujhse darte hain darna ALLAH se chaye
lolz ap dartey kahan hain

bus suntey rehtey hain huda ko aur wo sunati rehti hai

may tou sach bolti hn sir
 
Koun kehta hai k nafratoun main Dard hai "Mohsin"
Kuch Mohabbtain bhi bari aziat-naq hoti hein......
 
Yeh Dil Buhat Udas Hai Jaab Say Khabar Howi....
Faraz
Wo Milta Hai bare Khalus say Har Ajnabi Ke Sath...
 
Pyar Se Pyari Koi Majboori Nahi Hoti,
Kami Apno Ki Kabhi Poori Nahi Hoti,
Dilon Ka Alag Hona Ek Alag Baat Hai,
Nazron Se Door Hona Koi Doori Nahi Hoti.
 
Log mujh se mil kar bicher jaty hein..
Is leye mein logon sy door rehta houn..
Mat samjho k aatey nahi aadab-e-mulaqat mujhe...
Khaloos ka banda houn aadat sy majboor rehta houn..
Jis sy barha mera rabt,Gham hi mila..
Ab raabtey nahi barhata bhot masroor rehta houn..
Log mujhe kehtey hein Be-murawat or khud gharz,
Dekho mein kitne achey naamon sy Mash'hoor rehta houn..
Hr waqat khoya rehta hon khud ki talash mein..
Bhot thak gya houn ghamon sy choor rehta houn..
 
han bhi kal ap mere bare may kiya farma rahe the ??
 
Back
Top Bottom