What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
Dharti pe bojh se tou Allah poochay ga.. @Guvera lolll..

Aaj kal waisay Guvera nazar nahi aarahay..

In dono ko Allah hi poochay.. .... Pakora judge par tu wohi baat fit hoti hai ..as @Guvera says "Baatein croron ki, dukaan pakoron ki"

Waqayi Guvera ghayb hain, 2-3 days se.. Aur @biloo700 tu bhtt arsa hogaya, nazar nahi aaye
 
Jabhi tou Dr. Shahid Masood bhi bujhay bujhay nazar aatay hain aaj kal.

Dr. Sahib main woh ramaq nahi rahi jab se biloo ne yahan aana chhora hai..
 
:lol::lol:

Waisy dharti pe bojh..ke against aaj tak koi kiun nahi le kar gaya...SJC main..case? :(

Aray aap ko yaad hai ke siasatpk par ek thread tha..kuch arsa pehle..advocate ke baaray main? Smebody who lived near his house...us ne bataay tha ke woh sahi aadmi nahi hai.... Ye SC judge kaisy ban gaya??
 
Last edited:

Ohh yes, I remember.. waheen se tou iss ki asliat pata chali thi.. iss ne ummeedon pe pani nahi phera..
 
Lekin is ke baaray main agar aisi baatein mashoor hain..tu yeh SC judge kaisy ban gaya? Aur agar ban bhi gaya...tu iske against kabhi koi reference kiun nahi file hua? Aksar ye Justice Khosa ke saath brnch main hota hai.. Pehlay bhi kuch cases main betha hai ye unke saath... Agar unhein iski asliyat pata hai...tu unhein kaisa lagta hoga ..iske saath bethna? Aur doosray honest judges ko bhi? Advocate ke against tu reference file hona chahye
 
Last edited:
Lekin is kr baaray main agar aidi baatein mashoor hain..tu yrh SC judge kaisy ban gaya? Aur agar ban bhi gaya...tu iske against kabhi koi reference kiun nahi file hua? Aksar yr ajustce akhosa kr saath brnch main hota hai.. Prhlr bhi kuch cases main betha hai yr unke saath... Agar unhein iski asliyat pata hai.ltu unhein kaisa lagta hoga ..iske saath bethna? Aur doosray honest judges ko bhi? Advocate ke against tu reference file hona chahye

Iftikhar Ch. ke baaray main bhi sab jaantay they ke bikau judge hai, woh bhi ban gaya..

yeh tera Pakistan hai, yeh mera Pakistan hai.. iss pe dil Qurban iss pe jaan bhi Qurbaan hai..
 
Iftikhar Ch ke baaray main bhi sab pehlay se jaantay thay??? Arsalan iftikhar wali story se pehle bhi?! Waqayi?? Loll... Phir sab lawyers aur judges unke saath kiun thay?

Waisy aisi situation main honest judges ke liye kitna mushkil hota hoga...aisy judges ke saath bethna..ek hi bench main?
 
Merey aik colleague ke Walid inn ke saath hotay thay .. he was a judge as well in civil court I believe.. He used to say that Iftikhar Ch. Sold verdicts for 100,000 Rs each..
 
:eek: Iske bawajood poori lawyers community aur judges sab iftikhar Ch ke saath kaisy hogaye thay? Aur phir woh hero bhi ban gaye....

Athough ke baad main tu sab ko hi sachai pata chal gayi..jab Arsalan iftikhar wala case aaya.. Lekin agar judges ko pata tha, phir bhi sab iske saath hogaye? Aur lawyers bhi?
 
Not everyone knew about him.. Only people who shared some time with him in the same courts knew..

Lekin aksar judges aisay hi hain.. civil courts main.. aap ko jo faisla chahiey, woh aap ko according to law mil jaega..
 
Hmm... Ab advocate ke baaray main kis kis ko pata hoga? SC ke sab judges ko idea hoga..iske baaray main? Justice Khosa tu advocate ke saath bench main bethtay rahay hain pehlay bhi... Phir unhein bhi idea hona chahye.......iske baaray main?
 
Idea tou kafi logon ko hoga.. lekin kuchh nahi karsaktay..

Ziada tar yeh log corruption civil court aur ziada se ziada HC level pe kartay hain.. SC main kuchh aur attractions hoti hain.. like governorship, chairmanship etc..
 
SC main retirement ke baad yeh attractions bhtt hoti hain...

Waisy kitna mushkil ho..aisy logon ke saath bench main bethna jin ke baaray main aap ko pata ho....ke woh honest nahi hain.... Aur phir case bhi agar 62,63 ka ho..jaisy ke yeh panama case :lol::lol:

Aur dvocate ka bias tu bhtt open hai.. Humein jab uske baaray main pata nahi bhi tha..hum pehlay hi din se samajh gaye thay.. Phir judges ko bhi andaza tu hoga.,iske baaray main? Aur phir uske saath hi bench main?.
 
Status
Not open for further replies.

Military Forum Latest Posts

Back
Top Bottom