What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
NAB aur FIA ki jo investigations hui hain...aur uss main jo money trail hai..in flats ki....woh use hosakti hai.....against NS? NS se jab cross questioning hogi..tab...he has to answer on tht?

Kaash...ke end main jo verdict aaye..aur JIT ki findings....5 member bench ke pass jaye...jaisy Justice Wajihuddin keh rahay thay... Agar tu end main Justice Khosa aur Justice Gulzar bhi shamil huay...then NS...is gone for sure....after JIT.. Warna advocate aur pakora judge tu innocent prove kar dein ge..NS ko

so Justice Wajeehuddin is sure that the investigation report will be presented to the 5 member bench.. not the two member?
 
Justice Wajihuddin ne shuru main tu aisa hi kaha tha.... Jab abhi implementation bench bhi nahi bana tha...
 
Main tou soch raha hun koi wakeel karlun... yeh arrangement samajhnay ke liey..
 
Cue arrival of 21st century Hallaku Khan then ..... if people do not clean up the system themselves, someone else will brutally do it for them .. what Allah has ordained, it will happen.

And the fascists are just across the border and gaining in number. I've said before, and the time is nearing when 'musalman to musalman banaye ga abb mashrik'

@PakSword thoughts? If we are to believe that Pakistan is where revival of true Islam starts from then a massive bloody safaya is in the making.
 
NAB aur FIA ki jo investigations hui hain...aur uss main jo money trail hai..in flats ki....woh use hosakti hai.....against NS? NS se jab cross questioning hogi..tab...he has to answer on tht?

Agar use ho sakti hotien tau FIA ke report jo ke on the record the use ho jati, judges ne NAB reference ko open kerne ka order bhi nahi diya.

Agar JIT ka mandate sirf Sharifs se documents produce kerwana hota tau dynamics bilkul different hotay. Investigation nahi ho saktien, simple as that.
 
Main tou soch raha hun koi wakeel karlun... yeh arrangement samajhnay ke liey..

Kaash main Islamabad main hoti tu un uncle se..jo khud bhi LHC ke judge thay...aur jinhon ne Justice Khosa ke baaray main bataya tha ...ke he knows him very well, and Justice Khosa is very honest...un se poochti ...ke kia hoga?

Waisy agar Justice Khosa aur Gulzar end main shamil huay....aur documnetary evidence se bhi qatari letter ghalat sabit hogaya,,,tu yeh log NS ko....SC main jhootay evidence denay par hi NS ko jail bhej saktay hain ..money laundering tu baad ki baat hai
 
@PakSword thoughts? If we are to believe that Pakistan is where revival of true Islam starts from then a massive bloody safaya is in the making.

Ohh yes.. fully agree. what you are saying is expected within a couple of years..
 
Agar use ho sakti hotien tau FIA ke report jo ke on the record the use ho jati, judges ne NAB reference ko open kerne ka order bhi nahi diya.

Agar JIT ka mandate sirf Sharifs se documents produce kerwana hota tau dynamics bilkul different hotay. Investigation nahi ho saktien, simple as that.

Justice Khosa ne tu kaha hai ye sab... Ishaq dar ke against bhi investigations dobara karnay ko kaha hai..

Waisy JIT ke TORS main bhi yeh hai ke NAB aur FIA ke pass jo pehlay hi record hai...woh bhi use kia jaye
 
Far-fetched buddy, the people of this country are happy with corrupt and tyrant lots. They curse these politics all day but they still vote for the same politicos.

He is saying ke across the border fascists ikhattay horahay hain.. I think they will start something.. Tab aik hogi yeh qaum..

Agar use ho sakti hotien tau FIA ke report jo ke on the record the use ho jati, judges ne NAB reference ko open kerne ka order bhi nahi diya.

Agar JIT ka mandate sirf Sharifs se documents produce kerwana hota tau dynamics bilkul different hotay. Investigation nahi ho saktien, simple as that.

JIT ne tou already NAB ka hudaibiya se related sara record nikalwalia hai..
 
Justice Khosa ne tu kaha hai ye sab... Ishaq dar ke against bhi investigations dobara karnay ko kaha hai..

Waisy JIT ke TORS main bhi yeh hai ke NAB aur FIA ke pass jo pehlay hi record hai...woh bhi use kia jaye

Agar woh record use ho sakta tau SC ke larger bench ke hath kiss ne rokay howay thay. Justice Khosa is a minority judge unke notes ke koi legal value nahi. Justice Ejaz Afzal ke notes perho aur order dekho, saaf zahir hota hay ke partisan.
 
Pata nahi...majority verdict ki logic tu mujhe bhi samajh nahi aayi... Shayad SC ne iss liye woh material use nahi kua...kiun ke shayad unke khyal main SC trial court nahi hai...
 
He is saying ke across the border fascists ikhattay horahay hain.. I think they will start something.. Tab aik hogi yeh qaum..

JIT ne tou already NAB ka hudaibiya se related sara record nikalwalia hai..

Jab is record se kuch nikle tau please tag me. Question tau false statements ka bhi tha, us ka kya bana? Now the center point is money laundering, na money laundering ke investigation ho aur na he disqualification. Aik civil nature case ko criminal case bana diya majority judges ne.

He is saying ke across the border fascists ikhattay horahay hain.. I think they will start something.. Tab aik hogi yeh qaum..

JIT ne tou already NAB ka hudaibiya se related sara record nikalwalia hai..

Sorry my bad @Verve, I couldn't comprehend. Gonna delete the post.

Pata nahi...majority verdict ki logic tu mujhe bhi samajh nahi aayi... Shayad SC ne iss liye woh material use nahi kua...kiun ke shayad unke khyal main SC trial court nahi hai...

Tau kya JIT trial court hay ya woh special bench jo supervise karay ga JIT ko woh trial bench hay? Aik tentative assessment deta SC aur phir trial court ko refer ker deta per aisa nahi kiya.
 
Pata nahi... Advocate aur pakora judge ki tu mujhe bhi bilkol samajh nahi aayi ke woh kia chahtay hain?? Maybe ab agar JIT kuch cheezein jhoot prove karti hai...tu woh disputed fact nahi rahein ge..and then maybe they can declare something?

Although Justice Khosa used the best approach in this regard and used statsments of sharif family against them, because their own statements cant be disputed facts
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top Bottom