What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

Aap ek Karachi walay se hi baat kar rahay hain jo yahin pala barha hai, PSP will surprise many whenever elections will be held, MQM london or Pakistan ko ap keh saktay hain kisi hadh tak ek hi sikkay ke do rukh.

meri raye to yahi hai kay saray kay saray political parties PTI samayt apas me mili hui hain siwaye Imran kay
 
Basheeray tu baqaaida ailaan karrahay thay ..ke rangers se mera koi talluq nahi,, ye waqayi mujhe bhtt darpok lagtay hain... Ye kia faisla dein ge? Mujhe inn se tu koi umeed nahi..

Lkin baad...main inhon ne apnay verdict main...rangers bulaanay ki tareef bhi ki...ke govt ne rangers ko bulaa kar acha kiya..lolll.. Govt tu abhi tak poochti phir rahi hai ke ye kis ne kiya? :lol:
Basheeray tareef karrahay hain....govt ki..loll.. Basheeray bhi ajeeb hi hain.. Mujhe tu lagta hai ke inn bhi 62/63 lag sakti hai..loll..

:lol::lol::lol::lol:

Basheera bechara ghalat phans gaya hai iss case main.. iss ko chahiey ke alag hojaey..

Abhi tou buhat imtehaan aanay hain..
 
Corruption Productions presents Basheera in Trouble !!

Judge sahab ghabraye hain to phir bhi theek hai agar sathyaae hue hain tab masla hai.

Ye political stunts or power stunts are part and parcel of a court room. He should not be that concerned what goes alongside the road circus that is our system of governance.
 
I think is muamlay main IK ki bachat hojaye, kuch din pehlay tak mera bhi khiyaal tha ke IK DQ honay laga hai but ab mera opinion thora different hai is muamlay main, i think he might escape disqualification by 2-1

Sab clear hogaya hai, sirf aik muamla reh gaya hai.

IK ne 2.97 million ki raqam as Advance di thi towards the purchase of a flat (Grand Hayat).. Woh raqam show nahi ki hai 2013 main nomination papers main..

Accounting terms main, an advance is considered an asset.. just like salary that wasn't received.. Unless advance doob gaya ho..
 
I think this was that particular 5.6% amount whose money trail is not provided, isi taraf ishara kia tha CJ ne kal yah yeh amount us ke ilawa hai ?
 
Corruption Productions presents Basheera in Trouble !!

Judge sahab ghabraye hain to phir bhi theek hai agar sathyaae hue hain tab masla hai.

Ye political stunts or power stunts are part and parcel of a court room. He should not be that concerned what goes alongside the road circus that is our system of governance.

Basheera ki jo halat hai uss pe yeh film yaad aagaee..
رضیہ پھنس گئی غنڈوں میں
 
I think this was that particular 5.6% amount whose money trail is not provided, isi taraf ishara kia tha CJ ne kal yah yeh amount us ke ilawa hai ?

Yes, it is a different issue..

IK booked an apartment and paid 2.97 million in advance in early 2000s..

He didn't disclose this amount in 2013 nonimation papers.. I know he must have forgotten about it, but it was his asset if the advanced payment was towards the total consideration of the property..
 
:lol::lol::lol::lol:

Basheera bechara ghalat phans gaya hai iss case main.. iss ko chahiey ke alag hojaey..

Abhi tou buhat imtehaan aanay hain..

Waqayi... Basheeray..iss case main na hi hotay tu acha hota... Basheeray..tu zardari ko bhi ba izzat bari kar chukay hain....

Ya tu..basheera ka bhi miraculously change of heart hojaye...like J Ejaz Afzal..lekin mujhe aisa hota nazar nahi aaraha.. Ejaz Afzal phir bhi SC Ke judge thay.. Woh corrupt nahi thay aur buzdil bhi nahi thay..sirf dil se patwari thay..

Basheeray alag ho jaatay case se..tu acha hota..lekin asaar nahi hain aisy door door tak...
 
Nawaz Sharif leaving for London and have return ticket confirmed for January 4th 2018, claimed by ARY, 92NewsHD and other media outlets.

http://javedch.com/pakistan/2017/10/04/362559

Abb NS chala jaega.. Maryam aajaegi.. phir nahi aaed hosakay gi fard e jurm.. phir yeh 2 peshian bhugta ke wapis chali jaegi aur nawaz aajaega..

Aakhir main sari PMLN yehi keh rahi hogi.. ke hum dekho pesh hotay rahay adaalton main..

Waqayi... Basheeray..iss case main na hi hotay tu acha hota... Basheeray..tu zardari ko bhi ba izzat bari kar chukay hain....

Ya tu..basheera ka bhi miraculously change of heart hojaye...like J Ejaz Afzal..lekin mujhe aisa hota nazar nahi aaraha.. Ejaz Afzal phir bhi SC Ke judge thay.. Woh corrupt nahi thay aur buzdil bhi nahi thay..sirf dil se patwari thay..

Basheeray alag ho jaatay case se..tu acha hota..lekin asaar nahi hain aisy door door tak...

Waisay iss video main kia hai kuchh bata sakti hain aap?

Sab clear hogaya hai, sirf aik muamla reh gaya hai.

IK ne 2.97 million ki raqam as Advance di thi towards the purchase of a flat (Grand Hayat).. Woh raqam show nahi ki hai 2013 main nomination papers main..

Accounting terms main, an advance is considered an asset.. just like salary that wasn't received.. Unless advance doob gaya ho..
Things falling into place!

Next development will be thrashing of that amendment bill by SC. InshAllah. AND the most damage will be done when the people will be made aware what that bill actually was. As always, another action of PMLNN going back firing.
 
Waisay iss video main kia hai kuchh bata sakti hain aap?

Ek lafz samajh nahi aaya ke CJ nr kia kaha..aur maqsad kia tha?

CJ said ke...IK aur jehangir tareen case ko panama case ke saath hi sunna chahye tha.. Maloom nahi ke IK, jehangir tareen case ko markazi case se kiun alag kiya gaya???? (Kuch samajh nahi aaya ke kia keh rahay hain ya kehna chah rahay hain?
CJ said ke Jehangir tareen ne offshore company ko mubayyena kiun kaha? Jehangir tareen ne offshore company ko tasleem kiya hai..Umar Bandial said ke offshore company ko chuopaana ..daulat chupaana hota hai

Abhi last hearing main hi tu judges ne kaha tha..ke IK ke case ka panama case se koi talluq nahi hai... Aur kon se markazi case se IK aur Jehangir tareen ke case ko alag kiya gaya? Panama case...alag tha aur ye alag.. Aur agar koi case ko alag karsaktay thay tu woh CJ khud hi thay....ya hosaktay hain...... CJ hi cases fix kartay hain aur bench banaatay hain... Ye kia ulti baatein karrahay hain..CJ? Ek lafz samajh nahi aaya..

I think..out of context reporting hai yeh.. Kisi aur context main baat ki gayi hogi....court main......jo news anchor ne kuch sentences pakar liye...
 
Hmmm..

Lagta hai CJ ka dimaghi santolan phir out hogaya hai
 
Military Forum Latest Posts

Back
Top Bottom