What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

Pakistani awaam har qism kay masle se larr sakti hai bharosa to karen. Qanoon ki paasdari to karen

This is what you and I think.. everyone is not bound to agree with us that our awam is this much bahadur, imandaar, mature and whatnot..
 
Pani sar say ooncha ho chuka hay... Iss filth ko ukhar phainkna ho ga warna yeh jo Bach gaya hay abhee tabahee say woh sab kuch tabah kar day ga apnay revenge maen.

Astonishing changes in election laws to safeguard corruption, next is 62/63 and even 184/3 and NAB laws.
 
Tou bench toot gaya tha? Phir dobara wohi 3 judges select hogaey? Bench tootnay ke baad kia pichlay bench se kisi ko lene ki zaroorat hoti hai?

Khair I know you will not agree, and there are very weak signals of involvement.

What I can say with confidence is that there was something in (1) rejection and (2) selection of honest JIT people, aur yeh main apni taraf se nahi keh raha..

.

Saqib Nisar ka jo pattern hai...bench main judges shamil karnay ka..woh ab tak yehi raha hai ke jo judges case se related hon ya pehle sunn chukay hon...un hi ko bench main shamil kartay hain..

Sheikh Rashid ki hudaibya wali application ..jo NAB ke against contempt of court par thee...wohbhi uss 5 member bench ke pass hi bheji thee..jo panama case main thay..

Phir implementation bench aur monitoring judge bhi Uroori nahi thay ke uss bench ke hi hon..ye kahin mentioned nahi tha.....lekin logicalky un hi ko hona chahye tha..t wohi rahay..
Is liye panma case ke oehle bench ke hi 3 members ko select karna...aur 2 senior most ko add karna..kuch unusual nahi lagta mujhe

Tou iss ka matlab Shaikh Azmat Saeed (urf Pakora) shuru se achay judge thay? Hamain aik baat karni chahiey.. ya tou Sh. Azmat zabardast judge thay.. aur hamari ghalti thi ke ham ne unhain pakora ka laqab dia.. ya phir hamain yeh man'na chahiey ke sirf unhon ne amir aziz ko select nahi kia..

.

I think J Ejaz Afzal aur Sheikh Azmat ke baaray main hum theek thay bhi aur nahi bhi... Ek baat hai tht they were not corrupt... They were honest..but they both had clear sympathy for nawaz sharif initially..esp J Ejaz Afzal..but they were not corrupt...or cowards...shayad.. Jab hi Nihal hashmi aur doosri threats ke bawajood us waqt nahi daray...
Pakora...jo kehtay thay..shuru main inn ki sympathy zuroor thee..sharifs ke liye.. Baad main aahista aahista khatam hogayi..esp J Ejaz Afzal ki... Aur phir inn logon par J Khosa aur Gulzar ke verdict ka bbi moral pressure tha..tu inhon ne JIT main achay offixers select kiye..khud apnay aap ko prove karnay ke liye ke hum bikaao nahi hain
 
LaanatUllah! LaanathUllah! LaanatUllah!

Nawaz Shareef Suwwar Ki Aulaad nay Hamara Mulk Daao par laga deya hay.

Must watch Nadeem Malik Live:

Yaar I have a slightly different take on this issue..

Go to page 79 where you can find this declaration.. on page 80, there is following wording that covers the gap:
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
SOLEMN AFFIRMATION

I, ………………..................................................................................... S/o, W/o, D/o ..................................................do hereby solemnly affirm that all the entries in this Form filled by me are correct and complete to the best of my knowledge and belief, and nothing has been concealed. Signature of the Candidate……………………...

-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

The above is the continuation of form A, and the above solemn affirmation is about the whole form, including the declaration..
 
This is what you and I think.. everyone is not bound to agree with us that our awam is this much bahadur, imandaar, mature and whatnot..

It's because we don't speak the language of the people.

Awaam ko samjhana moun ki firing se nahi. Amal se bhi.

Apki political so called class of the society are detached and distant from the public.

We are suffering from some sort of messianism. Koi aega kar jaega. Khud ne chai ki piyali nahi uthani
 
Pani sar say ooncha ho chuka hay... Iss filth ko ukhar phainkna ho ga warna yeh no Bach gays hay sab kuch tabah kar day ga apnay revenge maen

Ek cheez samajh nahi aayi.. I watched a clip of Fawad Ch's press conference ...abhi thori dr pehle.. He said ke 1-2 days main hum ..iss election bill lar court chalay jayein ge.. Islamabad High court ya phir Supreme court.. Ye Islamabad high court kahanse aagya? Why not SC? High court jaana..t time waste karna hai.. Direct supreme court kiun nahi jaarahy? Agar ye Islamabad high court gaye tu matlab hoga ke PTI main bhi kuch garbar hai.. I hope ke SC hi jaayein
 
Saqib Nisar ka jo pattern hai...bench main judges shamil karnay ka..woh ab tak yehi raha hai ke jo judges case se related hon ya pehle sunn chukay hon...un hi ko bench main shamil kartay hain..

Tou Saqib Nisar is also a zabardast CJ.. You know what's the reputation of Saqib Nisar?

Aur phir inn logon par J Khosa aur Gulzar ke verdict ka bbi moral pressure tha..tu inhon ne JIT main achay offixers select kiye..khud apnay aap ko prove karnay ke liye ke hum bikaao nahi hain

This is just an assumption and I have confirmed information contrary to the above.

Ek cheez samajh nahi aayi.. I watched a clip of Fawad Ch's press conference ...abhi thori dr pehle.. He said ke 1-2 days main hum ..iss election bill lar court chalay jayein ge.. Islamabad High court ya phir Supreme court.. Ye Islamabad high court kahanse aagya? Why not SC? High court jaana..t time waste karna hai.. Direct supreme court kiun nahi jaarahy? Agar ye Islamabad high court gaye tu matlab hoga ke PTI main bhi kuch garbar hai.. I hope ke SC hi jaayein

I have heard that PTI will go to SC..
 
Yaar I have a slightly different take on this issue..

Go to page 79 where you can find this declaration.. on page 80, there is following wording that covers the gap:
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
SOLEMN AFFIRMATION

I, ………………..................................................................................... S/o, W/o, D/o ..................................................do hereby solemnly affirm that all the entries in this Form filled by me are correct and complete to the best of my knowledge and belief, and nothing has been concealed. Signature of the Candidate……………………...

-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

The above is the continuation of form A, and the above solemn affirmation is about the whole form, including the declaration..

Specific change is made in declaration for a reason.

Anyone can keep eyes closed to such changes is entirely another matter.

It has religious implications rather than legal.

The change has been made specifically to leave a personal loop hole. Every comma and full stop has implications, this is a complete and specific omission.

Why change it in the first place?
 
You are right.. forward block ki koshish huee.. khabrain bhi ayeen.. lekin NS ka wapis aanay ka faisla, aur phir amendment aur phir party sadar banna.. sab kuchh pani pher gaya..
ganja aisa kar ke apni maut ko dawat de raha he, apni hi jaan ka dushman bana hua he isko chahiye tha ke mulk chor ke apni baaki zindagi araam se guzaarta lekin ab iska bura haal hoga InShahAllah.
 
Tou Saqib Nisar is also a zabardast CJ.. You know what's the reputation of Saqib Nisar?

Is main zabardast CJ ki baat kahan se aagayi? Pehle bench ke hi 3 judges ko shamil kar lena....is main koi zabardast baat kiya hai? Woh achi baat hai ke achay judges hi thay woh.. Lekin saqib nisar ne agar ye socha ke jo pehle judges hain..un hi ko rakh letay hain....aur baqi 2 senior judges ko add kar lein.. Khud woh already controversial thay tu hatt gaye bench..se...is main itni unusual cheez kiya hai? Ya yeh ke woh zabardast CJ hain?

Waisy Sqqib Nisar ki reputation..main ne koi bhtt ziada achi tu nahi suni...aur yeh bhi ke woh NS ke lawyer reh chukay hain.. Aap ke pass kiya info hai..unki reputation ki?

This is just an assumption and I have confirmed information contrary to the above.

.

Kiya? Aap exactly kia keh rahay hain ke 3 judges par koi pressure nahi tha...J Khosa aur Gulzar ke verdict ka........Unhon ne khud na ehal kiya ya establishment ke kehnay par ya kia? Sorry..main kuch theek se samjhi nahi aap ki baat...
 
I suspect that SC is about to get a large dosage of

s-l300.jpg


or a full throttle attack to break the rotten political parties in the ways PA can do.

This can't go on for much longer so gloves will be coming off.
 
I have heard that PTI will go to SC..

I hope so too..lekin Fawad Ch ne aaj press conference main kaha ke Islamabad High court ya SC jayein ge.. Islamabad high court ka kaha hi kiun? Sirf SC hi kiun nahi kaha..if they are sure abt it?

Sheikh Rashid tu SC hi keh raha hai ke woh SC jayega..
 
Ek cheez samajh nahi aayi.. I watched a clip of Fawad Ch's press conference ...abhi thori dr pehle.. He said ke 1-2 days main hum ..iss election bill lar court chalay jayein ge.. Islamabad High court ya phir Supreme court.. Ye Islamabad high court kahanse aagya? Why not SC? High court jaana..t time waste karna hai.. Direct supreme court kiun nahi jaarahy? Agar ye Islamabad high court gaye tu matlab hoga ke PTI main bhi kuch garbar hai.. I hope ke SC hi jaayein

Changes to laws are being perused by Nawaz with intent and sadly PTI is lacking focus on the same. They are reacting only after its getting public and people raising voices. What was PTI members doing attending the committee meetings where these laws were being shaped... Yawning most probably because their focus was not on the wording of the laws that now stand amended.
 
Last edited:
Waisy Sqqib Nisar ki reputation..main ne koi bhtt ziada achi tu nahi suni...aur yeh bhi ke woh NS ke lawyer reh chukay hain.. Aap ke pass kiya info hai..unki reputation ki?

Ajeeb aadmi hain.. He is NS's man.. that's why some PMLN leaders said that November bhi guzar gaya hai December bhi guzar jaega..

PMLN thought ke bench ke tootnay par apni marzi ki bench banwasaktay hain.. but aisa nahi hua.. kyun nahi hua despite CJ being their own man? yeh kisi ko nahi pata..

I suspect that SC is about to get a large dosage of

s-l300.jpg


or a full throttle attack to break the rotten political parties in the ways PA can do.

This can't go on for much longer so gloves will be coming off.

After yesterday, I am feeling better actually..

I hope so too..lekin Fawad Ch ne aaj press conference main kaha ke Islamabad High court ya SC jayein ge.. Islamabad high court ka kaha hi kiun? Sirf SC hi kiun nahi kaha..if they are sure abt it?

Sheikh Rashid tu SC hi keh raha hai ke woh SC jayega..

Because some people (JI) have already gone to SC I have heard.. I think phir PMLN ka lawyer SC main kahega ke this case is already being heard in HC so iss ko ghair muayyana muddat ke liey aagay barhadia jaey.. iss liey PTI is weighing its options to go to the right place first time..

JI ko pata nahi kia soojhti hai achanak.. agar yeh khabar sachi hai tou..
 
Back
Top Bottom