PakSword
MODERATOR
- Joined
- Dec 6, 2015
- Messages
- 19,505
- Reaction score
- 103
- Country
- Location
Waqayi.. They are too too powerful.. Kuch nahi hosakta.. Aur aaj news thee ke monitoring judge ko report di gayi hai..aur uske baad ye haal hai..ke summon bhi nahi pohanch sakay.. Ye tu haal hai.. Pata nahi..kiya kya us report ka..J Ijaz ul Ahsan ne? Ab accountability court ke judge se tu waisy hi puranay walay Justice Ejaz Afzal se bhi 2 haath aagay hi lagtay hain.. Woh ab next time non bailable warrant issue honay chahyein maryam ke..lekin am sure ..woh kahein ge..ke yeh count nahi huay..ab aap dobara bhejein.. Although ke pooray media par summon oublicise hogaye ..lekin bashir sb nahi maanein ge... Woh kahein ge ke dobara bhejein..
Koi haal nahi yahan.. Kuch nahi hosakta.. Sharif mafia is too powerful.. Umeed poori tarah khatam kar deni chahye ke inhein saza hosakti hai
I think SC was taken under too much pressure during review. A couple of judges also gave certain remarks that might have stopped Justice Aijaz ul Ahsan from actively monitoring the references. kisi judge ne tou yeh bhi kaha tha ke kia abb likh kar dedain ke impact nahi hoga fair trial pe..
khair, dheel dene ka niqsaan yeh hota hai ke kuchh log samajhtay hain ke saanp khud mar jaega.. lekin saanp ka sar agar poori tarah na kuchla jaey tou kisi bhi waqt das sakta hai..
jisay jo game khelni hai khelta rahay.. aakhri jeet Shareef Family ki hi hogi..