What's new

meri piyari zuban.......!


ba naam e taqat koi ishara nahin chalay ga,
udass naslon pay ab ajara nahin chalay ga,
hum apny dharty se khud talashain,
hamary khatir koi sitra nahin chalay ga,
hayat ab sham e gham ki tashbeeh khud banay gi,
tumhary zulon ka isteaara nahin chalay ga,
chalo saron ka khirajj nouk e sinaa ko bkhshain,
k jaan bavahanay ka istikhara nahi chalay ga,
hamaray jazbay baghawton ko tarashtay hain
hamaray jazboun pa buss tumhara nahi chalay ga,
azal se qaaim hain dono apni zidon pa 'mohsen' ,
chalay ga pani magar kinra nahi chalay ga,
 
.
Very well Said :tup:
we have recent example of Ex-Pm Mir Zafarullah Jamali, when he left the PM seat and intended to go back his home town by train.... then no one there to see-off him at Railway station:coffee: ......

meray siwa sar e maqtal maqm kiska hay,
kaho k ablab e qtil pa naam kiska hay,
ye takht o tajj o qba,sub unhain mubark hon,
magar ye nouk e sinaa ahteraam kiska hay? ,
tumhary bt nahi tum tu charagar thay magar,
ye jashn efatah pss e qtl e aam kiska hay?,
hamary lash pa dhoondo na ungliyon k nishn,
hamain khaba hay azizo ye kam kiska hay,
fanna k hanmptay jhounkay hawa se poochtay hain,
jabeen e waqt pa naqsh e dawam kiska hay?,
tumhary baat tu harf e ghalat thi miyy bhi gai,
utar gay jo dilon main kalm kiska hay,
wo mutmain thay boht qatl kar k 'mohsen' ko,
mgar ye zikr e wafa subho sham kiska hay?..
 
.
536acaefc67933d83197f86c6967b32f.gif
 
. .
Majnoon nay sheher chora, tu Sehraa bhi chor day
Nizaray ki hawiis ho tu Laila bhi chor day


Wa'az! kamal-e-tarq se milti hai yaan muraad
Duniya jo chor dii hai to uqbaa bhi chor day

Taqleed ki rawish se tu behtar hai Khud-Kushi
Rasta bhi dhoond, Hiz'r ka soda bhi chor day

Mannand-e-Khama Teri zuban per hai harf-e-gair
Begana Shay pe Nazish-e-Bejaa bhi chor day

Lutaf-e-Qalaam kya je naa ho dil mein DARD-e-ISHQ
Bismil nahe hai tu to Tarapna bhi chor day

Shabnam ki tarah pholoon pe ro, aur chaman se Chal
Iss Baagh mein Qyaam ka soda bhi chor day

Acha hai dil kay pass rahay pasbanay Aqal
Lakin kabhi kabhi issay tanha bhi chor day

Hai Ashiquee mein rasam alag sab se bethna
Buut-Khana bhi, Haram bhi, Kaleesa bhi chor day
 
.

WAAIZON MAIN YE TAKABAR HY K ILLAHI TOUBA,
APNI HER BAAT KO AWAZ E KHUDA KEHTAY HAIN.
GHAIR BHI HO TU USAY CHAHIYAY ACHA KEHNA,
PAR GHAZAB HAY K YE APNON KO BUR KEHTAY HAIN,
AAH JIS BAT SAY HO FITNA E MEHSHAR PAIDA,
YE WO BANDAY HAIN ISAY FITN RUBB KEHTAAY HAIN,
JIN DEENDARI MAIN HO ARZU E ZAR PINHAN,
A K DHOKAY MAIN UNHAIN RAAH NUMAA KEHTY HAAIN,
LAKH AQWAM KO DUNIYA MAIN UJARA ISS NE,
YE TAASUB KO MAGAR GHAR K DIYA KEHTAY HAIN,
KHAN JUNGGI KO SAMAGHTAY HAIN BINAY EMAN,
MARZUL MOUT HAY JO ISY DAWA KEHTAY HIN,
TERAY PIYAROUN KA JO HAAL HUWA ''AY SHAFA E MEHSHR'',
MERAY JESAY KO TU KI CHAHIYA KIA KEHTY HIN,
BUGHZ E ALLAH K PARDAY MAIN ADAWAT E ZATI,
DEEN KI AARH MAIN KIA KARTAY HAIN KIA KEHTAY HAIN
 
. . . .

TERE KHAK MAIN HY AGAR SHARAR,TU KHAYL E FOKR O GHNN NA KAR,
K JAHAN MAIN NAN E SHAEER PAR, HAY MADAR E QUWAT E HAIDRY ,
NA SATIZA GAH E JAHAN NAEIN,NA HAREEF E PANGA FIGAN NAEY,
WAHI FITRAT E ASSADALLAAHI,WAHI MARHABI WAHI ANTARI,
MERAY LIYA HAY FAQAT ZOR E HAIDRY KAFI,
TERAY NASEEB FALATOON KI TEZE E ADRAK ,
KHUDA NE USKO DIYA HAAY SHIKWA E SULTANE,
K JIS K FAQR MAIN HAY HAIDRY O KARRARY ,
HAY JURAAT E RINDANA HER ISHQ HAY ROBAAHI ,
BAZOO QWI JISKA WO ISHQ E YADULLAHI,...
ALAMAA IQBAL
 
.

ISS BAZM MAIN RUKTAY BHI TU DO CHAR GHARI HUM,
JANY KO KAHA JATA HAY AAY HAIN ABHI HUM,
HUM MUNKIR E TSLEEM THAY AGHAZ E SAFAR MAIN,
ANJAM E GHAREEBE,WAHI TASLEEM,WAHI HUM ,
SEHRAA K BAGOULAY KI YE GARDISH BHI HAY QANOON ,
OUR ISKO SAMAJHTAY RAHAAY,BE RAH RAWI HUM,
HER SHUBAH SE LIPTA HUWAA DEKHA KOI MAZZI ,
DIL KEHTA HAY IS RAH GUZAR SE GUZRAY HAIN KABHI HUM,
HER JH TLAB DEEN K SOUDAAI KI KHATIR,
KUB TAK DARE TAQWA PA KAREN SHISHA GARE HUM,
SUB ARZ O SAMAWAT HAIN IK GOSHA E JANAT,
YE WUSAT E FIRDOS HAY OUR ISS ME HUMHI HUM,
KHUL JAY KAHIN RAZ NA TANHAAI GHM KA,
HANSTAY HAINISSI KHOF SE GHERON KI HANSI HUM,
DIL FIKR E KHUD AAGAH KI MANZIL HAY ZAHRA,
KEHNAY KO HAIN MAJZOOB,NA SOOFI,NA WALI HUM,..
 
. . . . .

Pakistan Affairs Latest Posts

Country Latest Posts

Back
Top Bottom