What's new

Kin logo k sath madina ki riasat bna rahe ho? jawab do

Status
Not open for further replies.
You seriously don't want me to answer that with a rude vulgar juggat. It also means inconsistent, immature, careless attitude.
Don't do that otherwise it will be reported.
 
You seriously don't want me to answer that with a rude vulgar juggat

Urdu main likh dain yahan ziada tr ko pahrni nhi aati agr Punjabi ha to Punjabi likh dain
 
Talks about Building Madina ki riasat, takes usury/interest
 
Jang ka ziker ap nay chaira, bomb ka tazkara may nay kar dia.

Imran Khan na Jo Nawaz Sharif sa jang lari ha woh km ha Kya 126 din tak lashkar le Kar betha rha hakomti afwaj ka samna Kiya shelling bardasht ki
phir qanoni jang lari
 
Imran Khan na Jo Nawaz Sharif sa jang lari ha woh km ha Kya 126 din tak lashkar le Kar betha rha hakomti afwaj ka samna Kiya shelling bardasht ki
phir qanoni jang lari


Pata nai bai kaun c jang lar raha tha ......... oh acha jab uss nay Reham Khan ko apnay akad may lia tha, zahir hy iss umer may jang he lagay gi.

Bai tumharay 300 crore kya Nawaz Sharif nay akailay he khay hain? Jab wo kha raha tha to uss waqt yeh jarnail aur judge satoo p k soay huay thay?
 
Bai tumharay 300 crore kya Nawaz Sharif nay akailay he khay hain? Jab wo kha raha tha to uss waqt yeh jarnail aur judge satoo p k soay huay thay?

Mujhay na kisi 300 crore ki fikar hai na jernail aur judge ki
Nawaz Sharif jail main ha us ki family aur Zardari ki family jail chaley jayen it's enough for me
 
Mujhay na kisi 300 crore ki fikar hai na jernail aur judge ki
Nawaz Sharif jail main ha us ki family aur Zardari ki family jail chaley jayen it's enough for me

Yani inho nay ap k sath b koi Jamaima wala scene kia hua hy.
 
Nawaz Sharif ko jail bhejnay ki struggle bhi us ki Pakistan ka liye bahut bari service ha
Zardari aur Nawaz mai sai koi bhe pehle dufa jail nahi ja raha aur nahi in par pehli dufa koi case ban raha hai,dono adi mujrim hain.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top Bottom