What's new

Whatever

yaar log bhut achy hai jeddah se ja ker traweeh pardh aty hai rozana.
bhut rash hai bhai roads full hai parking full hai kesy jata phir se progiram hai last week of ramzan main wada raha masjid jin ka foto laoon ga. wesy bhi mery sath 3 admi bhi thy ooper se boss ne mat mar rakhi thi mera dimagh bhut kharab hoa or hai abhi tak:frown:

to kya tum ne nahi parha :frown: to phir aage kyoun bola :cry:
 
us ka tou roz yehi haal hta he :lol::rofl:

imran bhai apni baat kar rahay thay aur aap ki baton se lag raha hai aap meray baare main baat kar rahi ho :confused:
chalo khayr hai.......... main aap ki baat ka mind nahi karta ;)
 
to kya tum ne nahi parha :frown: to phir aage kyoun bola :cry:

main to bad main phuncha tha yaar salat el lell ka progiram tha or shayed fajir ke bad ata leken qismat. wesy bhi main jo bak bak kerta rehta hoon itna hi bhut hai ke dekhna naseeb hota hai:frown:i am bad guy na?:cry:
 
zaki main tum ko pics bheg doon ga jo achi ayee hai morning main un ko upload kerna yaar
 
Back
Top Bottom