What's new

Whatever

wesy sach to yehi hai haji ka umrah kerny waloon ki phunch door nhi hoti.warna ager madinah main sultana or quba streets ki night life dekho to wapas jana bhool jao flirt ke bazaar hai ye :P or restorant malls ye jo bhi haram erea ke nazdeek hai achy nhi .or tum bin dawood ki baat ker rahy ho wo bhut choty markets hai hyper panda carry four or extra market bhut bari hai leken wo sab haran se door hai.

i think Qiba Road gaya thaa. Woh saari phiri hai maine......... bohat saara area paidal phira yaar........... mujhe net cafe nahi mil raha thaa to kisi ne bataya yahan ho ga. Masjid-e-Nabwi S.A.W.W ke peechay (Jannatul Baqih ke raste se) peechay ki taraf jao to us taraf aati hai naa right? aage aik bridge hota hai usko cross karo to Hazrat Bilal R.A. ki masjid aur wahan se seedha jao ya thora sa right ho jao to woh street aa jaati hai.......... usi taraf hai kahin :D - restaurants waghera hain.......... aik saath wali road pe Hazrat Usman R.A. ke naam se school hai...... aur us se saath wali gali Qiba street/road hai if i am not wrong.

waise gaari per bhi bohat saari jaghon pe gaya jaise "Ghulail" naam ki koi sarak thee jahan gaari khud-ba-khud hi ooper ki taraf chalti hai
 
yaar tu bhi na kam se kam mughy bata deta gari per ghuma lata or laptop de jata kam se kam mery to jan chooti rehty net se.or masjid billal ke samny go road hai wahaan jo bhut sary restorants hai us se 50 metter agy aik street main hum 5 saal rahy pakistan se seedha usi apartment main ayee thy:D. wo area mery gher jesa hai. net cafe haram ke nazdeek bhut hai tu itna door khagal hota rha yaar koi hal ni tera:P.hamry us gher ke sath waly apartment main aik bordhi turkish aurat rehty thi hum ne aty hi usy bhut tang kiya tha:D
 
thanks chalo agli baar tere se computer mangwa lon ga :P aur yaar wahan to logon ko internet ka itna pata bhi nahi thaa :angry: maine logon ko poocha yahan koi net cafe hai......... pehla sawal......... tum wahan kyoun jaana chahte ho? :frown: ab unka is se kya taluq .......... khayr maine bataya to end main unhon ne kaha humain nahi pata kahan hai

bohat mushkil se mila........ aur agle din aik aur mil gaya donon paas paas thay waise....... aur koi nahi mera bhi dil kar raha thaa ke madine ki galiyan zara paidal bhi ghoom kar dekh lon

aur makkah main bhi aik jannatul baqeeh ke dosre end ki taraf (gate 25-26) ke paas bhi aik road hai wahan se right karo to seedhaj aate jao wahan bhi kuch restaurants thay apne Pakistaniyoun ke........... acha khana banatay hain woh log :) - road ka naam bhool gaya lakin it was tasty :P
 
thanks chalo agli baar tere se computer mangwa lon ga :P aur yaar wahan to logon ko internet ka itna pata bhi nahi thaa maine logon ko poocha yahan koi net cafe hai......... pehla sawal......... tum wahan kyoun jaana chahte ho? ab unka is se kya taluq .......... khayr maine bataya to end main unhon ne kaha humain nahi pata kahan hai

bohat mushkil se mila........ aur agle din aik aur mil gaya donon paas paas thay waise....... aur koi nahi mera bhi dil kar raha thaa ke madine ki galiyan zara paidal bhi ghoom kar dekh lon

aur makkah main bhi aik jannatul baqeeh ke dosre end ki taraf (gate 25-26) ke paas bhi aik road hai wahan se right karo to seedhaj aate jao wahan bhi kuch restaurants thay apne Pakistaniyoun ke........... acha khana banatay hain woh log :) - road ka naam bhool gaya lakin it was tasty :P

yaaar wo log sochty hoon gay tum hotel ka rasta to nhi bhool chuky:rofl::rofl: aik to ye bari problim hai rozana hazaroon log gum ho jaty hai.:P
or rahi net cafe ki to bhai haram se 100m door se hi net cafe shuru ho jaty hai tum ne poocha un ghareef workers se jo kam kerty or soty hai bus arabic to tum ko ati nhi warna kiso maqami admi se poocho to sab bata deta. rahi baat computer ki to le lena a ker phir aik maheena tak rakhna yahaan her jaga wireless ki signal hai jald hakumat jeddah riyadh ko free internet de gee riyadh main chalo ho gya, makkah madinah main bhi lagy ga system.or haram ke sath hotel jitny achy hai restorants utny bury aik bhi kam ka nhi sachi :frown:
 
kya baat karte ho yaar.......... haram ke nazdeek itne class ke hotels hain. Jis hotel main main rah raha thaa honestly speaking i was bit hesitant/surprised to enter in that hotel room. It was more like a palace. Kya naam thaa uska zehan main nahi aa raha abhi batata hon......... waise ya to Al-Zayed hotel thaa ya uske saamne wala hotel. Naam zehan main nahi aa raha. Only 2-3 minutes walk from the Mosque and it was wonderful....... waise kehne main to shayad 4 star thaa lakin lagta 5 star hi thaa :P

PS: Us hotel ke backside se Uhud ke pahar jaanay ka rasta thaa......... aur kaafi oonchi building thee is liye if i am not wrong......... nazar bhi aa saktay thay
 
waise Hajj ki waja se khud to kahin nahi jaa saka Makkah main lakin haan hajj ke zayadatar areas paidal phira :)

jaise Arafat se to chalo bass le kar Muzdalifah pohanchay. Wahan se paidal Mina, phir paidal Jamarat aur phir Haram. Phir aage peechay bhi thora bohat in areas main ghooma phira.......... bohat maza aaya :P agar AMMI ABBU saath naa hotay to shayad aur phir sakta :P is baar to Masjid Aisha bhi nahi gaya......... masjid aisha to door Masjid Jinn (joh ke haram ke paas hi hai) wahan bhi nahi gaya :P
 
main hotel ki nhi restoants ki baat ker raha tha hotels are well but restorants achy waly door hai fastfood khaya kero wahaan to acha hai:P i always go makkah abg got kfc mcdonalds.life risk to eat roti there:rofl:
 
main ne shayed 2006 main haj akber kiya tha leken sara gari per mugh se itna pedal nhi chala jata yaar.:taz:i like 7 star hajj:rofl: or phir bhi jab wapas aya ami ne kaha hai kya hoa rang phi kala per gya hai tumhara . main ne kha na main to wahaan picnic per gya tha hhaahahahaah
 
oh haan KFC bilkul paas hi hai.......... Madina main to "Bin-Dawood" shopping centre ke andar hai ....... aur makkah main KFC shayad wahan bhi bin-dawood ke andar hai.

McDonalds yaad nahi lakin i think Burger King dekha thaa Madina main........ zayaratain karte waqt....... shayad Masjid-e-Quba ke paas thaa
 
humne bus ki ticket li thee lakin bus stand per aisi halat nahi thee ke baith sakain....... thora aage aaye aur wahan bus rukti hi nahi thee............ phir ticket ko jaib main daal kar paidal chal paray :lol:
 
ab ana to zaroor batana main ager tranfer na hoa to tumhy khud ghumaoon ga.

:D promise:tup:
 
humne bus ki ticket li thee lakin bus stand per aisi halat nahi thee ke baith sakain....... thora aage aaye aur wahan bus rukti hi nahi thee............ phir ticket ko jaib main daal kar paidal chal paray :lol:

yaar tu b hi ajeeb hai jis sher main 30 lakh bandy asaan se tapak pary wahaaan ticket chaly gee?:rofl:
 
Meeting you was fate, becoming your friend was a choice, but falling in love with you was beyond my control."
 
If I could be any part of you, I’d be your tears. To be conceived in your heart, born in your eyes, live on your cheeks, and die on your lips.
 
Latest posts

Back
Top Bottom