Ban Kay Mera Parwana Aayega Akbar Khana
Keh doon gi dilbar jana Pakhayr raghley ya qurban ya qurban
Jub reshmi roomal ko woh dur say lehraye ga
Kadmon say pehaly dil mera urr kar sanam tak jaye ga
Keh dey ga dil deewana ulfat bhara afsana
Keh doon gi dilbar jana pakhayr raghley ya qurban ya qurban
Shanaun pay bilkhraon gi mein zulfoan ko sunbal ki tarha
Uss khusbadan kay keh dun gi bulbul ki tarha
Apnaun sey kia sharmana keh dey key dil nazrana
Keh dey key dilbarjana pakhayr ragley ya qurban ya qurban
Uss ney tarpiya mujhay Ubb uss ko tarpaoon gi mein
Who paoon mein gir jaey ga tau maan bhi jauun gi mein
Jub who nahin begana phir kiya dil tarpana
Keh doon go dilbar jana pakhayr raghley ya qurban ya qurban
Ban Kay Mera Parwana Aayega Akbar Khana
Keh doon gi dilbar jana Pakhayr raghley ya qurban ya qurban
Here is another one of those classis-----