What's new

Urdu & Hindi Poetry

. . .
hahahahhaha :D

Aek tarz-e-taghaful hai so woh unko mubarak
Aek tarz-e-tamanna hai so wo hum krtey rheyn gay :D
Taaza Taaza ilhaam hua hai sirf aap ke liye.. :partay:

Parhaee Ke Kuch Aisay Mausam Rache Rehe,
Arz Kiya Hai ke Parhaee Ke Kuch Aisay Mausam Rache Rehe Ae Falcon,
Ke University Mein Bhi Hum School ke Bache He Rehe Ae Falcon. :agree:

You can replace 'Falcon' with 'Faraz' if you want :P
@Moonlight @Chauvinist @war&peace @Doordie
 
.

hahahahah :D

Arz kiya hai :P

Kismat to hum jantey hain hmari pehley hi phooty thi..
lekin humein bar bar yad kraney ki @GreenFalcon ki duty thi :D

@GreenFalcon hum bohat hi nichle darjey k shair hain :lol::lol::lol:
 
Last edited:
.
hahahahah :D

Arz kiya hai :P

Kismat to hum jantey hain hmari peley hi phooty thi..
lekin humein bar bar yad kraney ki @GreenFalcon ki duty thi :D

@GreenFalcon hum bohat hi nichle darjey k shair hain :lol::lol::lol:
Ae lo fir, ik hor shurlii chaddan laga je mein :partay:
Arz Kiya Hai Ke
Tanz hi sehi lakeen un ko hassanay pe Majboor hai,
Ye PDF hai Janab, Yahan thandi chussoon ka Dastoor hai :lol:
 
. .
. . .
Khudi Ko Kar Buland Itna, K Har Taqdeer Se Pehle,
Khuda Bandey Se Khud Pooche, Bataa Teri Razaa Kia Hai........!!!
( Iqbal )

Dedicated to you @Morse_Code

:(

Agar haraam ki zindgai Mai chain hota to @GreenFalcon or @war&peace AZ aur NS ka baap hotey...!!! :man_in_love:
:D shukriya :)
yeh sehar jo kabhi fardaa hai kabhi imroz
nahin maaloom k hoty hai kahan se paida
Wo sehr k jis se larazta hai shabistaan ka wajood
hoty hai bnda e momin ki azaan se paida!

Iqbal
 
. . .
1.Lamha Lamha nazar aata hai kabhi ik ik saal

Kabhi lamhe ki tarah saal guzar jata hai

Kabhi narmi , kabhi sakhti, kabhi ujlat, kabhi der

Waqt ae dost behr haal guzar jata hai .​

----------------------------------------------''---------------------"-------------"--------------------------------"--------'--------""

2. Manzar badal gae pas Manzar badal gae

Haalat apny sheher k yaksar badal gae

Pehly se khadookhaal na pehle se hain khayal

Hum kitna aek saal k andar badal gae .​
 
. .

Pakistan Affairs Latest Posts

Country Latest Posts

Back
Top Bottom