What's new

SMS Thread!!

^^^what if u get a lifetime free maintainance and feul? ;)
 
Naa-Ahel ho gaye aakhir dono bhai "FARAZ"


Na koi Shahbaz raha..na koi Nawaz... :)
 
Aik pathan ki biwi mar gayi,

Pathan chup tha magar uski biwi ka aashiq bohot ziyada ro raha tha.

Pathan ne us se kaha: O yara tum ro mat,

"Hum dobara shaadi kare ga.."
 
Pathan to shopkeeper:
Easy Load hai?

Shopkeeper: Jee haan janab.

Pathan: 10 ka naswar Load karo..
 
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par Mazmoon
Likh kar Laney ka kaha tha?

Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang par
Kaat krar bhag gaya.
 
Ek Pathan apna Saman Ly kr GEO k office pohnch gya or pocha:

"Wo baji kahan hai jo kehti kahbron ke beech mein kehti hai humaare saath rahiye ga?"

"Mein uss ke Sath Rhny aya hun"
 
Aik Pathan kahana kha raha tha

*
*
*

*
*
*

Ab kya woh khana bhi na khaye?
Tum logo ko to Pathan ka naam sunte hi joke chaiye hota hai...
 
sardaar apni BV se naraz hogya,

aur apni bv aur apne apko marne ka faisla kia.

Usne Apni kanpati pe gun rkhi aur bv ko bola,

Khush na ho, Agla number tera hai!
 
Joota chupai ki rasam k waqat Dolhay ki ek saali ne kaha main 1100 longi.

2nd Saali boli main to 2100 longi.

Pathan bola 2310 le lo us main FM bhi hai.
 
sardar proposed a Girl:

kuta mar geya Razai main,
Main Pagal hoon teri judai main.

Gobar pe machar baith nahi sakta,
sardar terey bin reh nahi sakta
 
Zardari to Faraz: Tum mein aur mujh mein kia farak hai?

Faraz: Aap poore mulk ko zalil kar rahe hain aur poora mulk mujhy zalil kar raha hai..
 
Last edited:
Ahmad faraz....ko nahi jaanti? buhat hi badzok ho aap....
bechara faut hogaya hai kabka...:( log uss ke sheron ka mazaak uraate hain :)
 
I love this sher:

In baarishon se dosti achi nahi Faraz

Kacha tera makaan hai kuch to khayal ker

I love it :)
 
Back
Top Bottom