Baghial
SENIOR MEMBER
- Joined
- Feb 17, 2017
- Messages
- 5,742
- Reaction score
- -28
- Country
- Location
if the govt dont comply in 3/4 days
then what ISPR?
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
if the govt dont comply in 3/4 days
if the govt dont comply in 3/4 days
then what ISPR?
waiting when all valves of public pressure cookers blow up?Main tu ab chahti hoon ke dawn leaks ki report abhi na aaye...esp 3-4 days main tu hargiz na aaye...... Mukmuka report..jis main baji ka naam na ho...us se behtar hai ke report na hi aaye
i am more intrested in to know that@PakSword @Guvera
Dawn leaks ek acha tamasha ban chuka hai...
Now Ch Nisar, after today's pressconference of DG ISPR, gave anothr press release/statement on dawn leaks
Mazay ki baat ye hai ke DG ISPR ke baad..ab inke statement ka bhi sir pair samajh nahi aarha
Dawn leaks par apnay bayan par qaym hun ke dawn leaks ki sifarashat main takheer consensus na honay ki wajah se hui ... DG ISPR dawn leaks committee ke member nahi...jis waqt dawn leaks hua..us waqt Asif Ghafoor DG ISPR nahi thay....Agar consensus hojata tu...final recommendations aanay main 5 months se ziada ka arsa recommendations final karnay main kiun lagta? ( matlab ...I think he is saying now....tht after 5 months, consensus has now been reached..) Justice Amir Raza ne committee ki sarbarahi .ke liye consensus report ki shart rakhi thee.. (Ye shayad us baat ka jawab hai jo DG ISPR ne kaha tha ke consensus ya na no consensus ka sawaal nahi hai..ye committee ka mandate nahi tha ke consensus ho)
Dono DG ISPR aur Ch Nisar ki statements samajh nahi aayein
i am more intrested in to know that
if dawn leaks comission has not reached a verdict till now
then how in hell did they found pervez rashid guilty?
he,s guilty even before , any probe, evidencec. or inquiry?
pak army is busy milking its own democracy cow
@PakSword @Guvera
Dawn leaks ek acha tamasha ban chuka hai...
Now Ch Nisar, after today's pressconference of DG ISPR, gave anothr press release/statement on dawn leaks
Mazay ki baat ye hai ke DG ISPR ke baad..ab inke statement ka bhi sir pair samajh nahi aarha
Dawn leaks par apnay bayan par qaym hun ke dawn leaks ki sifarashat main takheer consensus na honay ki wajah se hui ... DG ISPR dawn leaks committee ke member nahi...jis waqt dawn leaks hua..us waqt Asif Ghafoor DG ISPR nahi thay....Agar consensus hojata tu...final recommendations aanay main 5 months se ziada ka arsa recommendations final karnay main kiun lagta? ( matlab ...I think he is saying now....tht after 5 months, consensus has now been reached..) Justice Amir Raza ne committee ki sarbarahi .ke liye consensus report ki shart rakhi thee.. (Ye shayad us baat ka jawab hai jo DG ISPR ne kaha tha ke consensus ya na no consensus ka sawaal nahi hai..ye committee ka mandate nahi tha ke consensus ho)
Dono DG ISPR aur Ch Nisar ki statements samajh nahi aayein
Kia aap ko inn do press conferences ke baad lagta hai ke Army aur government aik page par hain?
aur compromise hogaya hai?
Khair sab se important khabar yeh hai ke ehsanullah ehsan khairiat se wapis aagaey..
Lagta hai ke DG ISPR tu Ch nisar ke ek page par nahi hain....lekin ch nisar itna khullam khulla jhoot bol kar insist kaisy karrahay honge? he is still insisting on consensus
Bas ye topi dram chaltay rahein ge
Waqayi ye tu bhtt achi news hai.. Lekin surrender nahi lagta ... Most probably..its an intel op by Pak..in Afgh...aur bas officially keh rahay hain ke surrender kiya hai, to avoid diplomatic fallout.. Media ke bhi kuch log yehi keh rahay hain..and this makes sense..waisy bhi is tarah ke hard core terrorists kabhi willingly surrender nahi kartay...aur karein ge bhi kiun?
ISI and MI reps informed higher authorities and they were instructed to sign it to facilitate release of the report.
All is my assessment and don't consider it as news.
Aik baar yaad hai hum ne discuss kia tha ke PA ne yeh jang aisay hi nahi jeeti.. hum ne iss ki prep 10-12 saal pehlay shuru kardi thi.. Apnay banday bharti karaey thay dushmanon ke paas for intel ops.. hosakta hai yeh unhi main se aik banda ho.. lolll..
abb chunkay dhana dhan bombing horahi hai aur sahi sahi target hit horahay hain, iss ne shayad guzarish ki ho ke bhai mujhay tou wapis bulalo warna main mara jaunga.. you haven't heard DG ISPR statement when he said ke banday agar laut kar aajaein tou unhain rehabilitate karna ya muaf karna bhi hamari zimmedari hai.. isi tarha ki koi statement.. mujhay exactly yaad nahi..
KHair upar ka sab kuchh meri assessment samjhain, mere paas koi news nahi hai pakki..
Mujhe tu ye bhi ek compromise / deal hi lagti hai
Mujhe tu ye bhi ek compromise / deal hi lagti hai
Mujhe tu nahi lagta ke ye apnay bandon main se hoga... Mujhe lagta hai ke yeh intel ops main capture kia gaya hoga..aur diplomatic fallout ko avoid karnay ke liye ...surrender ka naam de diya
Time for compromises is long over ... it's all a matter of timing and tactic now .. to let the system fall hard or a soft landing per se.