QatariPrince
SENIOR MEMBER
- Joined
- Jan 31, 2017
- Messages
- 2,494
- Reaction score
- 1
- Country
- Location
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
Dil ke Arman Ansuon Mein
you mean this:
Yes.. Phir se uthay ga.. They are not letting commission taking out the name of real culprits..
bijlee to comedian shabaz main booht hy, iss koo peeche see nikalnii parha gee
Kal raat tak intezaar karain.. By the way, I think faisla baghair kisi list main mention huay aayega.. Ya agar kisi list main aaya bhi tou daily SCL main aayega weekly main nahi..
@PakSword kahin aisa tu nahi ke aap ki urti urti khabar theek ho....aur us verdict ke liye inhein itna time lag raha ho?
Kaunsi wali urti urti khabar? Main ne tou itni urti urti pakreen hain ke khud bhool gaya hun abb.. Zara bataein kaunsi wali ki baat kar rahi hain aap?
In khabees judges ne ye batadia ke yeh khud type kar rahay hain, yeh nahi bataya ke jis laptop pe type kar rahay hain woh kisi network se connected nahi hai..
Wohi... Suspnsion + declaration, commission, chairman nab to SJC, woh wali urti urti khabar..jisy hum too good to be true keh rahay thay?
Mujhe tu Sabir Shakir par abhi ghussa araaha hai.. Humein khush kar diya Justice Khosa ne ye casually kaha hoga ke aayenda chand roz main aajayega faisla.. Ye ziada khush hogaye aur keh diya ke hafton main nahi..dino main aayega faisla
Waqayi..khud hi type karrahay hain faisla.. Kitna detailed faisla likh rahay hain..jo khatam honay main nahi aarha
times of islamabad wala jo article share kiya..us main yehi likha hai ke Justice ne kaha ke is main bhtt ziada kaam hai.. Is liye time lag raha hai.. Aur Sabir shakir pata nahi kia samjhay
Aap ne program Reporters dekh liya?
Panama verdict to be announced tomorrow.
Suna tou yehi hai.. Abb dekhain kia hota hai.. Original source se nahi aaya.. Faisla kisi ko bhi nahi pata bas hum ne bhi assumptions lagai theen on the basis of what is being considered by establishment to prepare themselves for possible fallout.
Waisay woh log aisay hi time zaya nahi kartay iss liey mujhay lagta aisa hi hai.. lekin phir.. jaisa aap ne kaha.. it seems too good to be true...
Allah karay ke aisa verdict aajaye tu bhtt hi acha ho... Delay phir justified hoga....
Suna tou main ne bhi yehi tha ke next week tak... abb upar kisi ne quote kia hai ke 15 din.. pata nahi kia horaha hai.. koi guzar hi na jaey..
ARY, geo keh rahay hain ke mid of April... 2nd week main aasakta hai..date nahi pata
Khud type karain tou theek hai, but aik ungli se type karnay walay tou phir aisay ho hotay hain... Apnay bachon se hi type karwaletey..
Ye kisi ko hawaa tak nahi lagnay de rahay...aap keh rahay hain ke bachon se type karaa lete itnay achay hotay tu kia baat thee bachon ne type kia hota tu ab tak full leak hochuka hota, faisla ..lekin humari aisi qismat kahan
Technicalities tou buhat ziada hai.. buhat saaray muamlay hain jinhain address karna hai.. lekin phir bhi itna time nahi lagna chahiey tha.. lekin doosri taraf main ne cause lists go through ki hain.. uss main tou kafi busy lag rahay hain saaray judges.. tou hosakta hai iss judgement pe 1-2 ghantay aik din main ziada se ziada nikal patay hon..
Waqayi technicalities tu bhtt ziada hain.. Mujhe lagta hai ke article 62/63 ki interpretation aur phir 184/3 main dorect disqualify karsaktay hain ya nahi? Ye soch rahay hon ge...warna phir sirf declaration de dien.. Waisy CJ Saqib Nisar aksar article 184/3 ka bhtt zikr kartay hain
Haan dekh lia.. kafi interesting program tha.. I think jo jo baatain ki gaee hain, woh sab theek maloom hoti hain.. Baqi Allah malik hai..
Wasy kis journalist ne Justice Khosa se poocha hoga.. Advocate ki taraf ishara kar ke..ke aap ne inn ko manaa liya??
Mansoon tell me you are not a bot... Everyday this time you post this kind of comment.
@PakSword
Aik ungli wala comment tight tha waisay lollll.. koi judge tou pdf ka member nahi hai..
Lekin aaj Sabir Shakir ne humaray sath bhtt ziadti ki... Woh Justice Khosa ki baat ko theek se samjhay nahi aur hum khush hogaye ke bas kuch dino main faisla aaraha hai... woh pata chala ke chand din..mid of april tak hain