What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
.
Cuz Supreme judicial council ki hearing postpone ki gaye thi till monday 3rd April cuz Justice EJaz Afzal and Justice Khosa had other engagements this week. I feel it cud come tom if not then we might have to wait for long time.

kal tu is bench ke sab judges ke cases lagay huay hain.. main ne...last week jo...final cause list aayi thee.is week ke liye.....us main dekha tu sab hi judges ke kal cases lagay huay hain...

aur waisy bhi Arif Nizami keh rahay thay ke Supreme Judicial Council ki proceedings..routine court time ke baad hoti hain..tu court ki hearings se farq nahi parta.. aur Arif Nizami hain tu Noora, lekin unki khabrein kuch theek bhi hoti hain

@Guvera could be right.. Between tomorrow and next Friday, anytime..

I hope ye sahi ho...lekin lag tu nahi raha aisa :(
 
.
kal tu is bench ke sab judges ke cases lagay huay hain.. main ne...last week jo...final cause list aayi thee.is week ke liye.....us main dekha tu sab hi judges ke kal cases lagay huay hain...

aur waisy bhi Arif Nizami keh rahay thay ke Supreme Judicial Council ki proceedings..routine court time ke baad hoti hain..tu court ki hearings se farq nahi parta.. aur Arif Nizami hain tu Noora, lekin unki khabrein kuch theek bhi hoti hain

I hope ye sahi ho...lekin lag tu nahi raha aisa :(

Tu yeh konsi kitaab main likha hai ke Judgement ne court timings main hi ana hai ? @PakSword was right in his observation that in spite of not being mentioned in SCL and final cause list Judgement can pop up at anytime.

Meanwhile the fun continue in SC :rofl:

http://dailypakistan.com.pk/national/30-Mar-2017/551687
 
Faisla court timings main aana zuroori nahi hai??? acha?? waisy ab woh feeling nahi aarahi ke faisla kal aasakta hai..... mujhe tu lag raha hai ke abhi lamba intezar baqi hai, jaisy dawn leaks ka :( maybe itni ziada dafa disappointments hochuki hain, is liye

@bold...Lolll.. :lol::lol:

Waisy ..kia aap logon ko lagta hai ke judges ne beech main kahin apna mind change kia hai, faislay ke baaray main? kuch 3 weeks pehlay tha ke 24-48 hrs main aajayega faisla..bas ab aaraha hai faisla..uske bad se lambi khamoshi... pata nahi kiun mujhe lagta hai ke shayad kuch points par apna faisla change kiya ho...aur dobara likha gaya ho, faisla... maybe kuch ziada harsh kiya ho faisla?
 
.
Pak Army Act jis main culprits ko arrest kar ke interrogate kiya jaata hai.. usko rename kar dete hain.. Pak Army (Twitter) Act kar dete hain usay..
Mulk dushmano ko kisi soorat bakhsha nahi jayega (Twitter) par
Operation Raddul Fasad main tamam dushmano, aur unke sahoolat karon ka safaya kar diya jayega (Twitter) par
Tamam Mulk dushmano ki kamar torr dein ge (Twitter) par

kiun? baghair kisi list ke kaisy aasakta hai? ye sirf humaray dil behlanay ke khyal hain.... aur daily SCL main kiun aaye? weekly main kiun nahi? max kal tak aajana chahye...final proposed list main hi aajana chahye..isay...agar Monday ko aana hai, faisla tu... main tu kehti hoon ke supplementary cause list tak bhi nahi jana chahye...

I am seriously at a loss..ke faisla kiun nahi aaraha? kuch samajh nahi aaraha ke judges kia chahtay hain? ab tu 1 month se ziada hogaya... kal tak final cause list main naam aajana chahye... aur kal CJ Saqib Nisar keh rahay thay ke main heran hota hun jab judiciary ke baaray main aisi baatein suntan hun..jiska koi wujood nahi :rolleyes::rolleyes::rolleyes: tu uncle, bata dein na ke kab aayega faisla? kiun sab ko intezar main latkaa rakha hai?
SIs Pak army is a HUGE organization!! ISPR, the arm or office you are talking about is just responsible for PR activities and NOT responsible to catching the culprits. Please understand this difference. ISPR ka kaam he yeh ha. Han you may say ka army na nai pakraa, in general, but ISPR cannot or should not be held responsible as it is not there job to catch or punish anyone.

As for general, army seem to have learned there lesson. This nation have proved to be ungrateful. It was army who got rid of NS the last time but look at how the nation repaid Musharraf that too against that son of a B... judge Iftikhar-the thug-Chaudray. THEY WONT INTERVENE so easily. There are LEA to do this job, they should be doing it.
 
I know the difference....I am pissed off..at Army as an instituition... ke inka yehi kaam reh gaya hai, ke yeh ISPR ko forward kar dein...tweet ya press release ke liye? ISPR ke DG apni marzi si tu tweet nahi karte na..ke jo unka dil chahay tweet kar dein.. unhein bhi tu instructions army leadership ki taraf se milti hain ke kia tweet karna hai?

Ghussa mujhe is baat ka hi hai... ke inhon ne memo gate se lar dawn leaks tak..kuch nahi kiya..except for asking ISPR to tweet or include reservations in Press releases after Corps commanders conference... tweet kar ke samajhtay hain ke farz poora kar diya

What is Pak Army Act there for? where you can arrest and interrogate, culprits of national security? Imagine...if someone from us, had indulged in any treasonous act...tab ye kia kartay?

Memo gate main Jab Haqqani yahan aa bhi gaye thay..aur jab Gen Kiyani aur Gen Pasha ke saamnay meeting hui thee....inhon ne kia kya? resignation le kar judicial commission par razi hogaye... theek hai...aap us waqt ke PResident aur Prime Minister ko arrest nahi karsaktay thay..na kartay... atleast HAqqani ko tu arrest kar ke interrogate karte... aur usay waada maaf gawah banaaty...for later stage against Zardari..after their term ends... lekin court main gaya case.. Iftikhar Ch let him go..and Gen Kiyani and Gen PAsha didn't even object? ayaan Ali ko bhi kitni mushkil se jaanay diya hai inhon ne... ab jaa kar woh mulk se bahar gayi hai.... warna courts ne tu usay bhi ...last yr hi keh diya tha ECL se nikalnay ko.. lekin yahan appeal par appeal kartay rahay.. 1 saal isay bhi latkaya... lekin Haqqani par inhon ne resist karnay ki koshish bhi nahi ki..Jab ke Gen Kiyani aur Gen Pasha ne khd affidavit diya tha, SC main..memo gate par? Panama case main judges ne Chairman NAB ko is baat par hi bura bhala kaha hai na ke jaagar ek judge ne hudaibya mills case dismiss kar bhi diya tha...tu aap ne appeal kiun nahi ki? ai know ke ab aap kahein ge ke ye army court main application nahi le jaa sakti.... lekin inke pass behind the scenes bhi bhtt tang karnay ke tareeqe thay...jis se yeh haqqani ko naa janay dete....

aj tak pata nahi chala ke Gen Kiyani aur Gen Pasha ne us waqt kia deal ki thee..ke haqqani ko itni araam se janay diya.

ab 5 saal baad jab haqqani ne khud admit kar li apni harkatein tu ab kal fakhriya tweet karrahay hain ke our stand on this issue is vindicated... I don't want to use harsh word.. lekin Khwaja Asif wala word use karnay ka dil chah raha hai.. kia samajh rahay hain ke tweet kar ke kal zimmedari poori hogayi? kal kaisy fakhar ke saath tweet kiya..inhon ne.... sharam aani chahye thee inhein..instead of tweeting proudly...

Aur ab dawn leaks.. suna tha, ke shuru main PM ko Gen Raheel Sharif ne 4-5 days thay ke aap log khud arrest kar lein..inn logon ko...warna hum kar lein ge..under Pak Army Act...theek hai ke Maryam Nawaz ko aap arrest nahi karsaktay thay...na kartay..... atleast Fawad Hasan Fawad ya doosron ko kar lete...yehi PML N ki jaan nikalnay ke liye kaafi hota...and then use them later as waada maaf gawah...after this govt's term ended..... ab Allah ke fazal o karam ..se Alhamdolillah... next month... dawn leaks ko 6 months guzar jayein ge... ek tu matti pao committee par maan gaye..jis ka pehle din se pata tha ke is ne kuch nahi karna...uski abhi tak report bhi nahi aasaki... waisy aa bhi jayegi tu kia karlein ge?

ab aap bataayein ke dawn leaks aur memo gate par except for press releases ..army ne..as instituition kiya kya hai? inka yehi kaam tha? Martial Law lagany ko koi nahi keh raha...lekin atleast jo existing laws..hain..unhein tu use karsaktay hain..like Pak Army act? I shudder to think..ke humara kia hasher hota..agar hum main se kisi ne aisi jurrat ki hoti...

Aur ab aap who Hadith yaad kar lein ke jis main kaha gaya hai..ke pichli qoumein is liye hi barbaad huein ke who kamzoron ko sazaa deti theen...aur taqatwar ko chor deti theen..

Humaray instituitions ki soch is se opposite hai.. yahan sochtay hain ke agar hum ne ruling elite se NRO na kia tu qayamat aajayegi... ab yaa tu declare kar dein ke (God forbid) inki soch ziada sahi hai..inki aqal ziada hai..aur Hadith par ye believe nahi kartay ..Allah maaf karay...

Phir agar jaisy Hadith main forewarn kar diya gaya hai ke aisi qoumein arbaad hongi...tu like politicians...army will also be directly responsible for this barbaadi of Pakistan
 
Last edited:
.
kal tu is bench ke sab judges ke cases lagay huay hain.. main ne...last week jo...final cause list aayi thee.is week ke liye.....us main dekha tu sab hi judges ke kal cases lagay huay hain...

Yeh judgement konsi cause list main announce hua tha?

Faisla court timings main aana zuroori nahi hai??? acha?? waisy ab woh feeling nahi aarahi ke faisla kal aasakta hai..... mujhe tu lag raha hai ke abhi lamba intezar baqi hai, jaisy dawn leaks ka :( maybe itni ziada dafa disappointments hochuki hain, is liye

@bold...Lolll.. :lol::lol:

Phattu judges faisla apnay ghar ka kamra lock kar ke upload bhi kar saktay hain.. ya karwa saktay hain..

Aur ghar walon ko keh saktay hain ke agar koi darwaza khatkataey tou keh dena abba ghar pe nahi hain..
 
.
Yeh judgement konsi cause list main announce hua tha?
Kon si judgement? Main ne tu last week jo is week ke liye...final cause list aayi thee...who dekhi thee ke is bench ke judges ...ke kal cases hain? tu har judge kisi na kisi different bech main hai

Phattu judges faisla apnay ghar ka kamra lock kar ke upload bhi kar saktay hain.. ya karwa saktay hain..

Aur ghar walon ko keh saktay hain ke agar koi darwaza khatkataey tou keh dena abba ghar pe nahi hain

Lollll... pata nahi...kia chahtay hain judges?

@PakSword
 
. .
oho.. aaj aankhain chundhia gaee hain kaam kar kar ke..

yeh wala judgement keh raha tha.. I noted this judgement, it wasn't mentioned in any cause list..

http://www.supremecourt.gov.pk/web/page.asp?id=2430

matlab..yeh wali judgement directly upload hui thee...aur open court main faisla nahi sunaya gaya tha? waisy Justice Khosa ne last hearing walay din shayad kaha tu tha ke tehreeri faisla aayega... ab pata nahi.. lekin itnay imp case ka sirf website par upload hojana kuch samajh nahi aata
 
. .

Agar ye baat humein pata hoti...tu kia hi baat thee... :( :(

Guys watch Reporters... Very interresting program today... They played clips of CJ Saqib Nisar's speech from Justice Amir Hani Muslim's farewell....it was quite an assuring speech from the CJ .... Sabir Shakir and Sami Ibrahim were present there too...

They told..tht media asked Justice Khosa tht when is panama verdict coming? He said ke abhi main sweet dish khaa raha hun, ye khaa lenay dein :lol::lol: But he said ke as soon as verdict will be written completely..it will be announced without any delay...media asked sir idea...de dein..humein tayyari karni hoti hai? K kitnay haftay? H said ke ab hafton ki baat nahi...kuch dino ki hi baat hai

@PakSword aap ki ek ungli wali baat theek nikli :lol::lol::lol:... Sami Ibrahim said tht I wont tell the name of the judge..but one judge said ke main ek ungli se type karta hoon... I think..it will be Justice Khosa :lol::lol:

Aur haan ek baat reh gayi....:lol: Acha...ye tu hum ne clips main bhi dekha ke Justice Khosa aur Advocate Ijaz Afzal ek saath bethay huay thay.... I think seniority ke hisab se bethtay hain... Sabir shakir said ke one media person asked Justice Khosa ...Advocate Ijaz Afzal ki taraf ishara kartay huay ke Sir aap ne inhein manaa liya hai? :lol::lol::lol: Us par Ijaz Afzal ne itni ghoori lagayi ke woh media person idhar udhar hogaye :lol::lol: I am surprised ke koi aisi baat bhi karsakta hai, judges se.... :lol:

Pakora judge aur Justice Ijazul Ahsan saath bethay huay thay... Justice Gulzar ko main nahi dekh saki..un clips main . Lekin ye log keh rahay thay ke woh bhi thay... Sabir shakir ne kaha ke pakora judge se bhi media ne baatein ki...woh jolly qism ke khulay dulay aadmi hain..woh relax andaz main baat kartay rahay..koi tension main nahi lag rahay thay...

A must watch prog
 
I will watch the program...
 
Kiya mazaq ha .
 
.
Kiya mazaq ha .

Mujhe bhi kuch baatein ajeeb lagein lekin wahan kiun ke doosray media walay hhi mojood thay....tu jhoot tu nahi bol saktay...warna fauran kahin se denial aajata... Aur judges ke baaray main aisy baat nahi karsaktay.... Aur kuch nahi tu...SC ki taraf se hi koi press release aajaye..

Aur doosri baat ye..ke koi aisi controversial ziada baat nahi thee... Light hearted comments aur baatein theen... Bas Justice Khosa ne kaha ke...hafton ki nahi...dino ki baat hai... Bas yehi aik substantial baat hai...
 
.
Status
Not open for further replies.

Latest posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom