Farah Sohail
SENIOR MEMBER
- Joined
- Mar 2, 2012
- Messages
- 7,228
- Reaction score
- 4
- Country
- Location
Waisay Justice Aijaz ul Ahsan ka bhi acha verdict hai.. Kam chhitrol unhon ne bhi nahi ki.. bass disqualify karna chahiey tha.. abhi zaroor pachtatay hongay..
Waqayi..kam chitrol unhon ne bhi nahi ki..sharif family ki.. Kuch remarks tu bilkol wohi hian, Justice Khosa walay..aur kuch jagah tu un se bhi kuch aagay barh gaye hain... He agrees in principle, to everything zjustice Khosa said..even on 184/3 and 62/63 ..
Infact maryam nawaz ki dependence wala issue..jo tha...woh Justice Khosa ne bhtt briefly address kiya tha, ek short paragraph main..ke why she doesnt seem to be a dependent... Honestly mujhe Justice Khosa ka verdict parh kar woh itna clear nahi hua tha kiun ke woh issue unhon ne kaafi briefly address kia tha.. Justice Ijazul Ahsan ne bhi wohi conclusion draw kia tha, jo Justice Khosa ne..lekin unhon ne thora ziada detail main explain kia tha..tu unke verdict se woh cheez ziada clear hui.. Justice Khosa ka ziada focus, speeches aur diff family members ke contradictions par tha..
Justice Ijazul Ahsan ka verdict Justice zkhosa se bhi ziada detailed tha.. J Ijazul Ahsan's verdict was more than 200 pages..inhon ne tax wala issue bhi thora ziada detail main discuss kia tha
Lekin Ishaq Dar ko Justice Khosa ne ziada discuss kia tha.. In dono ka verdict agar milaa kar parhein tu har cheez bilkol clear hojati hai.. Is liye bhi..ke dono ke conclusions har cheez par almost same hi hain.. Bas disqualification ka difference tha sirf...
Once more ....here you go exclusively for @Farah Sohail
View attachment 412632 View attachment 412633 View attachment 412634 View attachment 412635 View attachment 412636
Amazing!!!