What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

Chalo kuchh na kuchh tou niklay ga aglay elections se.. Aik baat main aap ko batadun.. Shareef family has become history.. Some people are even saying that the top command is not happy even with Shahbaz.. the only leadership acceptable to the top command is of Nisar.. That's why Nisar is not joining any other political party because he has been advised to wait and take charge of the party once sharif family is completely gone..

bhai ye musical chair choro ye batao qazi faisla kab dega hukoomat chali jaegi 2 din me phir bari tension hojaegi
 
This is what Tariq Khosa said abt Nasir Khosa and his other siblings in his book

View attachment 477284

View attachment 477285

Read the last paragraph of first page and first one of second page...

Tariq Khosa has proudly talked bat all his siblings, including Nasir Khosa.. i am sure Nasir Khosa bhi honest ih honge...baqi bhaiyyon ki tarah @PakSword @Shane @The Accountant
Of course poori family kafi sharif hai.. asal wali sharif..

bhai ye musical chair choro ye batao qazi faisla kab dega hukoomat chali jaegi 2 din me phir bari tension hojaegi
Tension Sharif family ko hogi..
 
wo to tareekh kay safhon me kho gayi hai pori ki pori...
qazi ka batao faisla kab dega.....
Jab hearing complete hojaegi in shaa Allah..

Faisla hoga (comma) zaroor hoga (full stop)

Yea kya bachon ki tarhan 1 bajtay hi chuthi kerna shuro ho jatay hain. SC raat 11 11 bajay tak bethi hoti hai
Basheera utna kaam karta hai jitni uss ko tankhuwaah milti hai..

SC tankhuwaah se ziada kaam karti hai..
 
Jab hearing complete hojaegi in shaa Allah..

Faisla hoga (comma) zaroor hoga (full stop)

saray sawalon ka jawab tarrraak se dedete ho...
mere kehne ka matlab hai bhai agar nigraan hukoomat me verdict ayi to hukoomati raddo amal kuch alag hoga or agar nayi hukoomat me ayi to alag hoga. ye hukoomat to ja rahi hai verdict se pehle hi...
Miyaan Sahab kisi Ilahi lafzon ki lapayt me agaye hain
 
Miyaan sahib ilahi lafzon ki lapait main kafi arsay se aaye huay hain.. kaash ke woh yeh baat samajh lain aur apni looti daulat ka hisaab de dain.. lekin unhon ne zidd pakar li hai..

Nigraan hukumat se kuchh ahay raddeamal ki ummeed hai.. at least naam tou ECL main dal hi jaega..

In shaa Allah, mujhay ummeed hai ke faisla nigraan hukumat main hi aajaega..
 
apki jitni maddad kar sakte thay sab kar rahe hain.... hauslay agar buland ho to uraan se darr nahi lagna chaiye.
bhai miyan sahab ki pareshani bhi to samjho.... achay khasay darya paar kar rahe thay tughyaani agayi..
khair

nigraan hukoomat me agar verdict aati hai to issues hojaenge... laken chalen shayad yahi behtari ke liye ho...
 
Miyaan sahib ilahi lafzon ki lapait main kafi arsay se aaye huay hain.. kaash ke woh yeh baat samajh lain aur apni looti daulat ka hisaab de dain.. lekin unhon ne zidd pakar li hai..

Nigraan hukumat se kuchh ahay raddeamal ki ummeed hai.. at least naam tou ECL main dal hi jaega..

In shaa Allah, mujhay ummeed hai ke faisla nigraan hukumat main hi aajaega..

Mera nahi khyal ke Nasirul Mulk ....sharif family ka naam ECL main daalein ge

------------------------

Former Ambassador abt Nasir Khosa

One PTI official says this

@PakSword @Shane
 
Mera nahi khyal ke Nasirul Mulk ....sharif family ka naam ECL main daalein ge

------------------------

Former Ambassador abt Nasir Khosa

One PTI official says this

@PakSword @Shane
So at least CM Punjab ki taraf se tou hum logon ko mutmaen hojana chahiey.

Waisay Shaheen Sehbai ki yeh wali tweet itni ghatia hai ke iss ki jitni muzammat ki jaey kam hai..

"CM KHOSA INSIDE STORY: New PbCM Khosa owns home in WashDC. Was Pak Rep in WorldBank 4 three yrs, wanted 2B Ambssador in US but 1 month back ShahbazSharif stopped him 2 play an impt role. Now cat is out of bag. He fought his brother Asif Saeed Khosa for gvg judgemnt against Nawaz."
 
Ya election wo e puranay system k according hou rahay hain. Aur in election mai muqabla dhandli ka hou ga, kn c party zada dhandli kray gi wo jeetay gi. Remember IK used to say agar ya e system raha tou aglay election mai competition dhandli ka hou ga.

And i think ya e hou ga. Caretaker person honest hou ya na hou. PTI should have given the name of the person who can give them benefits. After all muqabla dhandli ka hai ab.

Aur rahi baat honest n shareef ki tou bai, honest ka tou chalo maan liya but I don’t think abhi wo time aya Pakistan mai k aisi position koi shareef bnda handle kr sakay.
Shareef bnday k nichay sara safaya hou jata hai usay pta b nahi chalta.
 
So at least CM Punjab ki taraf se tou hum logon ko mutmaen hojana chahiey.

Waisay Shaheen Sehbai ki yeh wali tweet itni ghatia hai ke iss ki jitni muzammat ki jaey kam hai..

"CM KHOSA INSIDE STORY: New PbCM Khosa owns home in WashDC. Was Pak Rep in WorldBank 4 three yrs, wanted 2B Ambssador in US but 1 month back ShahbazSharif stopped him 2 play an impt role. Now cat is out of bag. He fought his brother Asif Saeed Khosa for gvg judgemnt against Nawaz."

Waqayi...iss tweet ki jitni muzammat ki jaaye..kam hai

Nasir Khosa ya Justice Khosa ne shayad Shaheen sehbai ke kaan main aa kar bataaya tha ke Nasir khosa fuoght iwth Jutsice Khosa over panama verdict...

Bass fuzool ki baatein
 
Nigraan hukumat se kuchh ahay raddeamal ki ummeed hai.. at least naam tou ECL main dal hi jaega..

In shaa Allah, mujhay ummeed hai ke faisla nigraan hukumat main hi aajaega..
Mian Sahab ab Pathan Kot par boltay hain, Surgical strikes per ya Osama par...Let's see when Reham comes out with her book or when that film on IK is released.

If verdicts were to come in PMLN government then Sharifs would have got Presidential Pardon. Conviction sticks but no punishment...they would have been free to fight the elections for their stooges, hoping to win and revise the laws.

The judgements are in sha Allah going to come in a changed scenario.
 
Last edited:

Country Latest Posts

Back
Top Bottom