What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

. . . .
keh tou theek hi raha hai waisay.. isay general kiyani ka khul ke naam lena chahiey..
ap jesay muhab e wattan Pakistan gaddar ka label laga do gay agar kissi bhagwan general kayani ka naam lay lia toh!
 
.
Pray for Legend Naeem Bukhari

DcTKCY5WkAcgTsV.jpg:large
May Allah bless him with SEHATEKAMILA.
Is there news on what exactly happened?

ایون فیلڈ ریفرنس کی سماعت پیر تک ملتوی
نوازشریف کے وکیل خواجہ حارث کی تفتیشی افسر پر جرح مکمل

Asghar Khan case...The missing political tomb stone for the walking politically dead.
 
. .
.
KH Asif's appeal against IHC verdict will be heard on Monday.. bench will be headed by J UmarAta Bandial, and includes J Faisal Arab and J Sajjad Ali Shah

ThankGod... bench is good...plus no panama bench judge....tu PML N walon k pass ronay ka koi bahaana nahi hai...ke wohi 5 judge humaray khilaf hain.. and good tht even CJ is not there
 
.
KH Asif's appeal against IHC verdict will be heard on Monday.. bench will be headed by J UmarAta Bandial, and includes J Faisal Arab and J Sajjad Ali Shah

ThankGod... bench is good...plus no panama bench judge....tu PML N walon k pass ronar ka koi bahaana nahi hai...ke owhi 5 judge humaray khilaf hain.. and good tht even CJ is not there
Where is paji nowadays?
 
.
Where is paji nowadays?

:lol::lol: Pata nahi....Woh jahan hain..unhein waheen rehnay diya jayee.. :lol:

I am loving the recent benches comstituted by CJ in hi-profile cases..

I just hope ke NS ki appeals jab SC main aaye..uss ka bench bhi acha ho...
 
.
unhein waheen rehnay diya jayee.. :lol:
Nahi.. yeh paji ki saazish bhi hosakti hai..

Muft rotiaan tornay na di jaein...

Unn ko har bench ka part banaya jaey, aur uss bench main 2 judges Panama se liey jaein..

Muft roti tornay ki kisi ko ijazat nahi deni chahiey.. He must write long judgement to make his salary halaal.. currently he is becoming a bojhh on taxpayers.. waisay hi taxpayers thoray hain Pakistan main.. inn jaisay Haraam khoron ko tou mufta bilkul nahi milna chahiey..
 
Paa ji ko tu kisi bhi hi profile case main nahi hona chahye..esp pannama judges ke saath tu kisi bench main nahi hona chahye bilkol bhi...

Ye har jagaah garbar kartay hain..infact apnay saath doosray judges ko bhi milaa letay hain..... apnay har verdict main panama judgment ko criticise karein ge yeh..
ab pata nahi...yeh Sh Rashid disqualification case main kia gul khilaayein ge.. beshak Sh Rashid Dq hojayee..but i hope paa ji doesnt write againts panama verdict

Aur hopefully NS ki appeal walay bench main paa ji aur doosri phuppos bilkol na hon.,
 
tou phir aap chahti hain ke yeh taxpayers ke paisay se muft rotian torta rahay?
 
.

Asghar khan case ab dobara kiun lagaa hai? Iss ka tu verdict aagaya tha...lekin implement aaj tak nahi hua...even J Khosa mentioned in his panama verdict ke Asghar khna case ka verdict aaj tak implement nahi hua....

iss ki review petition kis ne file ki thee?

tou phir aap chahti hain ke yeh taxpayers ke paisay se muft rotian torta rahay?

Bilkol.... muft rotiyan toray aur chup chaap ghar chalay jaye...

Jaisy aaj kal sideline huay hain...waisy hi baqi arsa bhi guzaar dein aur har jagah fasaad na karein
 
.

Pakistan Affairs Latest Posts

Country Latest Posts

Back
Top Bottom