What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

Bhai kya uska koi personal issue hai IK ke saath ya wo bhi khud ko aql-e-kul samajhta hai...?
Mein us shakhs ko kafi had tak neutral samajhta tha but...
He is neutral, but he has some psychological issues.

Aap ne kabhi woh boorhay log dekhay hain jo har baat main meen maikhain nikaaltay hain? His future is exactly of that boorha aadmi..

Aisay log aap ko kehtay hain "abey tu itna kyun khata hai?, Mota hojaega".. Jab aap healthy diet plan adopt kartay hain tou kehtay hain "abey yeh sab fazool ki baatain hain.. sab kuchh rach ke kha"..

bajway aur filmy cj nay bhaga dia nawaz ko?
Plan tou shayad yehi tha..

Lekin yeh wapis aayega.. in shaa Allah.. Geedar ki jab maut aati hai tou woh sheher ki taraf rukh karta hai..
 
He is neutral, but he has some psychological issues.

Aap ne kabhi woh boorhay log dekhay hain jo har baat main meen maikhain nikaaltay hain? He future is exactly that boorha aadmi..

Aisay log aap ko kehtay hain "abey tu itna kyun khata hai?, Mota hojaega".. Jab aap healthy diet plan adopt kartay hain tou kehtay hain "abey yeh sab fazool ki baatain hain.. sab kuchh rach ke kha"..
:lol:, bhai sachi mein kabhi kabhi bohat gussa aata hai RK pe.
 
Main tou uss ka program hi nahi dekhta.. kabhi kabhi koi clip dekh leta hun.. phir lanat bhejta hun ke ainda clip bhi nahi dekhunga..

He is pro "Aman ki Aasha" by the way.. His stance on relations with India and US is not what a common man thinks about these relations.. So I hate him due to his this foreign agenda..

Yeh tou additional reason hai, IK wala.. Sirf IK hi nahi.. yeh har aik ke saath yehi karta hai..
 
Mujhe NS se zeyada Mariyum Safdar (Pakistani Sheikh Hasina) ki tension hai, kabhi wo bhi na-ehal ho jaye is dafa Eid ka maza dobala ho jaye ga, Amen...!

So he is a desi liberal.
 
Mujhe NS se zeyada Mariyum Safdar (Pakistani Sheikh Hasina) ki tension hai, kabhi wo bhi na-ehal ho jaye is dafa Eid ka maza dobala ho jaye ga, Amen...!

Maryam is gone.. yeh log siasat main tou nahi aasaktay abb.. bass dua karo koi aqal de hamari institutions ko ke inhain jail main daalnay ka bandobast karain.. abhi tak tou kafi flexibility dikhai ja rahi hai..
 
He is neutral, but he has some psychological issues.

Aap ne kabhi woh boorhay log dekhay hain jo har baat main meen maikhain nikaaltay hain? His future is exactly of that boorha aadmi..

Aisay log aap ko kehtay hain "abey tu itna kyun khata hai?, Mota hojaega".. Jab aap healthy diet plan adopt kartay hain tou kehtay hain "abey yeh sab fazool ki baatain hain.. sab kuchh rach ke kha"..

Plan tou shayad yehi tha..

Lekin yeh wapis aayega.. in shaa Allah.. Geedar ki jab maut aati hai tou woh sheher ki taraf rukh karta hai..
filhal toh woh london ki taraf gaya gay! aur aur wapis atta nazar nai atta...filmy nay jaanay kesay dia? mohsin e insabiyat baba e insan Pakistan cj sabh nay lodon jaanay say rooka nai?
 
Bass bhai irony..

Zara tum aur main tou London main flats bana kar dikhatay.. 93 se jail main na hotay tou main apna naam NAPAKSWORD rakh leta..

Woh lahore high court ne thora zara nakail daalnay ki koshish ki tou woh bhi khatam karwadia..
 
Maryam is gone.. yeh log siasat main tou nahi aasaktay abb.. bass dua karo koi aqal de hamari institutions ko ke inhain jail main daalnay ka bandobast karain.. abhi tak tou kafi flexibility dikhai ja rahi hai..
Allah pak kare, hum to sirf dua hi kar sakte hain. Waise ab bhi bohat se bewakoof hain jo is family ko support karte hain. Bhai sirf politician hi corrupt nahi hain balke 'aam loag' bhi corrupt hain aur unko koi imandar shakhs suit hi nahi karta. Agar ye log is martaba bach gaye to Pakistan ka Allah hi hafiz hai.
 
Aam log? Army Generals, Judges, Bureaucrats, sab hi tou corrupt hain.. jo corrupt nahi hain, woh politics main aatay nahi.. jo aatay hain, unhain koi vote deta nahi.. jab imran khan kisi electable ko leta hai tou woh log, jo khud politics main nahi aatay aur Pakistani dynamics ko bhi achi tarah samajhtay hain, woh PTI ke against hojatay hain..

Phir jab PPP aur PMLN main se koi jeet'ta hai tou 5 saal beth kar bura bhala kehtay hain government ko..

Rauf Klasra type people lead these kind of people.. He in fact helps PMLN and PPPP by making sure that silent majority remains silent..
 
Bhai hamara sab se bara masla hai 'munafiqat', agar ye hum mein se khatam ho jaye to phir shayad is mulk ka kuch acha ho sake warna yahi dar laga rehta hai ke ye jo kuch bhi chal raha hai ye fraud hai. CJ suo motu action to lete ja rahe hain magar kya wo in sab cases ko nipta peyen ge, bas yahi dar laga rehta hai.
Baki Allah pak se dua hai ke Pakistan per aur hum per rehmat farmae aur hamein neki ki hidayat de aur sahi raaste per chalne ki toafeeq ataa farmae, Ameen!
 
Bass bhai irony..

Zara tum aur main tou London main flats bana kar dikhatay.. 93 se jail main na hotay tou main apna naam NAPAKSWORD rakh leta..

Woh lahore high court ne thora zara nakail daalnay ki koshish ki tou woh bhi khatam karwadia..
sir shoro din say sab bs drama tha! 100% next govt Zardari banaye ga aur yehi kuttay judges aur fauji general salute kar keh mulk ko is harami keh sath mil keh baichay gay!! aur hum awaam in ko bhagwan banatay rahay gay!
 
Saaray judges aur generals aur bureaucrats nahi hain aisay.. lekin... hain kafi jo bass Pakistan ko putli tamasha samajhtay hain..
 
exactly! they know how to manipulate awaam...fauji generals soliders ki qurbani day keh hamai manipulate kar rahay hain aur Judiciary 10 saal may 1 bar koi 2 achay kaam kar keh! issue is awaam bawakoof hai is pooray thread ko ya is pooray forum ko dekhian toh ull find 2 kind of people 1 boot lickers 2 judiciary keh uthao! aur agar koi bhi in 2 bhagwanu keh khilaf kuch bol day woh anti pakistani label hojata hai!

these two bhagwans have partnered with corrupt politicians and have looted us the people of Pakistan!
 
Pakistan Affairs Latest Posts

Country Latest Posts

Back
Top Bottom