What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

.
Iss waqt sab se bura waqt Ishaq Dollar pe aaya hua hai.. Shareef family tou kisi tarah rah e farar ikhtiar karlegi.. lekin yeh phans jaega..

Kia khayal hai @Zibago ?
Havent you seen him walk out of court after last few hearings? The man should be a lesson for others who loot the country. Kya haal ho gya haa is bndy kaa!
 
. .
Sharifs in NAB court, Kulsoom Nawaz in ICU. Sharif family in real pakkar :fie:
 
.
Thank you man.. your updates were being missed.

Where is @Farah Sohail ?

Farah kuchh khushi huee aaj? :)

Can we use the word "convicted"?
Officially "Indicted" is the word as in: formally accuse of or charge with a crime.

Forgery done by Maryam Nawaz (COURT) -- Choroon kay tabar ke baji "Officially CONVICTED"

Shall be labelled so officially in due time too, in sha Allah!

Sharifs in NAB court, Kulsoom Nawaz in ICU. Sharif family in real pakkar :fie:
Makafat-e-Amal for the tubbar and exposition of their parasites.
 
.
DMfw0N0W4AAdPCF.jpg:large

DMfw0N7X4AAAb2I.jpg:large

DMfw31oW0AAawT5.jpg:large
 
.
.
Thank you man.. your updates were being missed.

Where is @Farah Sohail ?

Farah kuchh khushi huee aaj? :)

Actually kia hai ke...3-4 days pehle jab SC ne Sheikh Rashid ki election bill ki petition wapis ki na..ye keh kar ke yahan kiun laaye hain? Doosre forum par kiun nahi le gaye...aur usay petition wapis kar di..us din main samajh gayi ke bas..sab topi drama horaha hai...
SC ke registrar ne panama case ki petition bhi frivolous keh kar reject kardi thee...dharna hua tu accept ki..
Ab Sheikh Rashid ki election bill wali petition registrar ne wapis kar di.. Baqi logon ne jinhon ne election bill challenge kia..unki pata nahi wapis ki ya nahi?
Sheikh Rashid ne farogh Nasim ke through petition file ki thee..who is a very accomplished lawyer..he knows better.. Usne zuroor legall strong petition banaayi hogi..but registrar ne khud ya CJ ke kehnay par woh Sheikh Rashid ki jab ye petition hi objections ke saath wapis kar di....main samajh gayi ke yahan kuch nahi hosakta..warna ye ek norm hai ke laws SC main hi challenge hotay hain..ye koi unusual cheez nahi hai..na pehli dafa horaha hai..lekin Sc ne petition wapis kar di..

Shayad Sheikh Rashid ko discourage karnay ke liye ke LNG case..SC main na laaye..i am now sure Agar SC main sheikh rashid LNG case le kar jaata hai..tu woh bhi registrar Sheikh Rashid ko wapis kar dein ge ye keh kar ke..SC is not the appropriate forum..although ke is tarah ke kitnay hi contracts SC...Iftikhar Ch ke time main SC reject karchuki hai..

Election bill ko tu SC ne keh diya ke SC appropriate forum nahi hai.. Lekin Imran Khan jo ke kabhi bhi public office holder nahi raha hai.....uski disqualification ka case direct sunnay ke liye SC appropriate forum zuroor hai...loll.. Kis hadd tak drama chal raha hai?

Ab main ne sabar kar liya hai..aur sochna chor diya hai.. Sabar kar liya hai ke yahan kuch nahi badalnay wala.. Jab SC ..aisi harkatein karrahi hai...sharif family ke saath leniency tu alag hi kahani hai..

Ab na mujhe kisi ke CJ bannay ka intezar hai...aur na hi mujhe koi farq parta hai ke koi CJ banay ya na banay.. I dont care.. Yahan sab aisy hi chalta rahay ga.. Sharif family ke cases par bhi nazar rakhnay ka koi faida nahi..

Ab sabar aagaya hai..jab ye soch hi liya hai ke yahan kuch nahi badal sakta...saaf nazar aaraha hai ke ye log convict nahi hosaktay ..sazaa nahi hosakti..doosri taraf SC jo ajeeb double standards dikhaa rahi hai..tu pagal bannay ka kia faida? Ab pehle se bhtt sukoon hai mujhe.. Now i am not interested..jab interest hi nahi raha...umeedein tootnay par dukh hota hai..lekin ab mujhe sukoon aur sabar aagaya hai..ke yahan kuch badal hi nahi sakta..tu koi umeed hi nahi.. Ab mujhe kisi cheez ki bechaini nahi hai ke kiya hoga?

I am least bothered now.. Is liye..kuch dino se comment bhi nahi kiya yahan
 
Last edited:

Welcome to the real world :) but post na karna tu koi achi bat nahi.
 
is nizaam me insaf qanoon se nahi mil sakta. qanoon banaye isliye gaye hain k ghulaam ko ghulaami se azaadi na mile.

apke comment se mujhe 101 feesad ittefaq hai.

laken ab jo hoga behtar hi hoga...bura isse zyada ho nahi sakta.
 
.
Election bill ko tu SC ne keh diya ke SC appropriate forum nahi hai.. Lekin Imran Khan jo ke kabhi bhi public office holder nahi raha hai.....uski disqualification ka case direct sunnay ke liye SC appropriate forum zuroor hai...loll.. Kis hadd tak drama chal raha hai?
Agreed 100%. They work only to serve the system and go out on a limb once in a while to keep the masses pacified. Had there been no pressure exerted by IK then it would have been business as usual i.e. go with the flow.
 
. .
What about indictment of Nawaz Shareef in his absence.

There were news till few days ago that if indictment to happen in the absence of the accused, it will help the accused (....albeit! I don't know why).

Today NS has been indicted in absence - what will the impact of this?
 
The most disturbing theory is that If left unchecked, as in local and international assets not ceased, then the tubbar will wait in hibernation until agreeable judges (like the old CJP version of Ch.Iftikhar) are in place or sourced due to the incredible un-confiscated wealth at their disposal and then the tubbar can strike back using this argument of "indictment in absentia against SCP's own judgement to the contrary" as an excuse for reviewing/ revoking of sentences like in Ch.Iftilhar era they got relief from SCP.

WaAllahuAalam! But so has been the legacy of our Judiciary and its affair with often conjoined interests of Sharifs.
 
To Add:

This GHATIYA ADMI (NS) is now returning "after" he has been indicted in absence :undecided:
 
.

Pakistan Defence Latest Posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom