What's new

Pakistan Elections 2018: News and Discussions

Kitna hi zoom out karlo, iss ne jo qaum ka paisa khaya hai, uss ki dakaar munh main dabaey ka tou thobra itna hi bara aaega..

mera dil kamzor hai...daraona chehra dekh kar agar me mar jata to mujhe kese pata chalta kay paani kab aega....
 
lekin awam ka nazla sirf pmln pe girega..

bas phir is per me khamosh behtar...... insaf to nahi hoga
khatme nabowat se ghaddari ki saza vote nahi milna?
sharam karo. tawbah karo. kyon jaldi karte ho us cheez kay liye jiska tumhe pata nahi
 
@Shane

yeh report marwa jaegi mukammal tor par PMLN ko next elections main.. kia waqt pe faisla aaya hai.. mujhay tou khalai makhlooq ka haath lagta hai..

Khalai makhlooq zindabad.. Pakistan paindabaad..



Kitna hi zoom out karlo, iss ne jo qaum ka paisa khaya hai, uss ki dakaar munh main dabaey ka tou thobra itna hi bara aaega..
Is mamla ma they are responsible...it was there government
 
bas phir is per me khamosh behtar...... insaf to nahi hoga
khatme nabowat se ghaddari ki saza vote nahi milna?
sharam karo. tawbah karo. kyon jaldi karte ho us cheez kay liye jiska tumhe pata nahi
Main pmln ke upar nazla girnay par bhi khush hun..
 
Vote ki izzat maangnay walay kartay aur kaun karta..
Lol..Bhai karachi ma to vote k izzat walay hain he nai..Q ka ya picture karachi k hay..waha to MQM walo ka raaj hay..Fouj na hoti to ajtak waha be badmashi hoti inki
 
Lol..Bhai karachi ma to vote k izzat walay hain he nai..Q ka ya picture karachi k hay..waha to MQM walo ka raaj hay..Fouj na hoti to ajtak waha be badmashi hoti inki
I know it is from Karachi.. point is that some people don't give respect to Army.

Not fair to compare peshawar with Lahore in just 5 years of government by PTI
And the water is very less, where the tires of the cars are not even half into the water..

Noothiey don't know that they are doing publicity of Peshawar by posting such pics vs Paris pics..

apki khushi or na khushi mere L pe hai is mamle me
Aap ka L main qainchi se kaat dunga agar meri khushi ko L pe rakha..
 
isme sirf pmln nahi thi janaab
Apparently, PMLN did not share the final draft with all the members of the Reforms committee who were least interested in reading it anyway as is usually the case with every bill that they discuss the broad frame work and the Law ministry drafts the exact language of the law - this was accepted by all parties including JI and PTI...The Law minster knew it very well that they can get the bill passed due to PMLN majority in NA if Senate passed it without reading the exact final draft which is usually the case... The cunning changes were pointed out by a member from JUI and picked up by Sheikh Rasheed too. But Nobody from any other party proposed or made the objectionable changes but those from PMLN who did it. It is however still pathetic that nobody reads what they are voting for or against but whatever they are told to do or suits their personal interests...simply pathetic.
 
Back
Top Bottom