What's new

Iqbal and Urdu day in India

Status
Not open for further replies.
so u are an expert in Roman mobile urdu- hats off

Not Roman mobile Urdu, Roman Urdu.

Are you aware that military manuals in the old Indian Army were written in Roman Urdu?

Another sample

[edit]Zabu'r 23 Dáúd ká Mazmúr
[edit]Roman Urdū
1KHUDÁWAND merá chaupán hai; mujhe kamí na hogí. 2Wuh mujhe harí harí charágáhon men bithátá hai: Wuh mijhe ráhat ke chashmon ke pás le játá hai. 3Wuh merí ján ko bahál kartá hai: Wuh mujhe apne nám kí khátir sadáqat kí ráhon par le chaltá hai. 4Balki khwáh maut ke sáye kí wádí men se merá guzar ho, Main kisí balá se nahín darúngá; kyúnknki tú mere sáth hai: Tere 'asá aur terí láthí se mujhe tasallí hai. 5Tú mere dushmanon ke rúbarú mere áge dastarkhwán bichhátá hai: Tú ne mere sir par tel malá hai, merá piyála labrez hotá hai. 6Yaqínan bhalái aur rahmat 'umr bhar mere sáth sáth rahengí: Aur main hamesha KHUDÁWAND ke ghar men sukúnat karúngá.[5]
(Kita'b I Muqaddas: Zabu'r 23 az Dáúd)
 
yahi maqsood -e-fitrat he ,yahe ramz-e- muslammani

akhhoot ki jahangeeri ,muhabat ki farwani
batan-e-rang wa khoo ko toor k millat mein ghoum ho ja

NA toorni rahe baqee ,Na irani, Na afghani ......................
 
hamaray bazum may khush amdeed mohtarma!

Shukriya beradar e muhtaram....:)

yahi maqsood -e-fitrat he ,yahe ramz-e- muslammani

akhhoot ki jahangeeri ,muhabat ki farwani
batan-e-rang wa khoo ko toor k millat mein ghoum ho ja

NA toorni rahe baqee ,Na irani, Na afghani ......................

Wah kia baat hai...:cheers:
 
Oh to hamsheera ap b yahan hain... ap se mil kar hamein dili musarat hoe...:smitten:

animal-graphics-cats-447436.gif
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top Bottom