what a delusional person Fakhar
if provincial Govt dont hand over the funds to local body so Pakistani kiya kary ?
just because of few corrupt/powerful elites the system is lacking. is mai pakistani kiya kary ?
Pakistani tuo kab sy chila rha hai koe sunny wala hai ?
ek din aaye ga politician or vote lakr aisy ghaib hoga jesay ghady k sar sy seengh. tuo pakistani kiya kary ?
Pakistani Subah nikalta hai sara din khachar khowari kr k ghar Aata hai. tuo bijli na ho gas na ho tuo pakistani kiya kary ?
Haraam khoro ko bolo jo bolna hai. Pakistani sirf ye word hamara Fakhar hai Fakhar jani. or jabhi hm khosh rehny wali Qoumo mai sy hain.
Tuo hi Bata dy pakistani kiya kary ? Road or dharno mai niklny ka time nhi Q k nafsa nafsi hai. Pait meri family ka tumhara abbo bhary ga? Pakistani kiya kary ?
karna hai tuo in hukamrano k khilaaf karo jo is Pakistan or Pakistaniyo ka khoon chos rhy hain maal kha rhy hain or dakar bhi nhi lety
Haramkhoro (PMLN,MQM,PPP) k samny ek pakistani kiya kary ?????



